jo samne hai Madina to dekhta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hai, sochta kya hai
mere huzoor ko ae khud sa bolne wale x 3
tum unki zaat ke baare mein jaanta kya hai x 2
yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai
baroze hashr khuda khud kahe ga bandon se x 3
jo Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko na maane x2 woh maanta kya hai
x2
yehi to kaabe ka kaaba hai sochta kya hai
teri gali ko hi maanga hai ja ke jannat mein x 4
to is pe bole farishte yeh mangta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai
lage na jis pe qadam Mustafa ke ae hakim x 3
woh jaye su-e-haram bhi to raasta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai
agar nahin hai paseena gulon mein Aqa ka
to phir batao ke gulshan ka mehakna kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai
jo samne hai madina to dekhta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hai, sochta kya hai
mere huzoor ko ae khud sa bolne wale x 3
tum unki zaat ke baare mein jaanta kya hai x 2
yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai
teri gali ko hi maanga hai ja ke jannat mein x 4
to is pe bole farishte yeh mangta kya hai
yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai
baroze hashr khuda khud kahe ga bandon se x 3
jo Mustafa ko na maane x2 woh maanta kya hai