X

Mein To Panjtan Ka Ghulaam Hun

Meh to panj than ka ghulaam hun
Mujhay ishq hain toh Khuda sey hain, mujhay ishq hain toh Rasul hain
Meray mun sey aaey mehak sada, joh main naan lun tera bhool sey

Mujhey ishq sar-o-saman sey hain, mujhay ishq saray chaman sey hain
Mujhay ishq Un ki gali sey hain, mujhay ishq hain Un key wathan sey hai

Mujhay ishq hain toh Ali sey hain, mujhay ishq hain toh Hassan sey hain
Mujhay ishq hain toh Hussain sey, mujhay ishq Shahe Zaman sey hain

Meh toh panj than ka ghulaam hun

Huwa keysay then sey woh sar juda, jahan ishq ho wohein Karbala
Meri baath un hi ki baath hain, meray saamnay wohi zaath hain

Wohi jin ho shayre Khuda kahein, jinhein baabe salli ‘ala kehein
Wohi jin ko aale Nabi kahein, wohi jin ko zaathe Ali kahein

Wohi pukhta hain mey tho khaam hun
Meh toh panjtan ka ghulaam hun

 

Shujahat Ali:

View Comments (1)

Related Post