Mujhe bhi MADINAY bulaa mere mowla
Hamay bhi MADINAY bula mere mowla
Karam kee thajalee dikhaa mere mowla
Sab pareay….
Hamay bhi MADINAY bula mere mowla
Karam kee thajalee dikhaa mere mowla
Mujhe bhi MADINAY bulaa mere mowla
Karam kee thajalee dikhaa mere mowla
Bohoth bay kararee kay alam main hoo main
Mayree bay kararee mitaa mere mowla
Hamay bhi MADINAY bula mere mowla
Karam kee thajalee dikhaa mere mowla
Nigahow say pinhaa jo manzil mayree hain
Kyoun majdhar may naow mayree pasee hain
Hatha oo kaa maraa bhi palay gaa sahil
gar abid kay dil may samaa mere mowla
Hamay bhi MADINAY bula mere mowla
Karam kee thajalee dikhaa mere mowla
Mujey bi Madiney bula merey Mowla
Karam ki thajali dikha merey Mowla
Bohoth bekarari key alaam mey hu mey
Meri bekarari mita merey Mowla
Sunaah hai Madina karam hi karam hai
Thu rakhtha jahan mey sabhi ka bharam hai
Thujey vasthaa therey pyarey Nabi ka
Meri bhigari aab thow bana merey Mowla
Jisey thuney chaha mey uspey fidha hu
Mein Tere Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) key Dar ka ghada hu
Tujhe wasta sayyida Fatimah (radi Allahu ‘anha) ka
Mujey har balah sey bacha merey Mowla