Wah Kia Jood-o-Karam Hai Shahe Bat-ha Tera Nahin Sunta Hi Nahin MaangnE Waala Tera Mein To Malik Hi Kahoonga Ke Ho Malik Kay Habeeb Ya’nee Mahboob-o-Muhib Mein Nahin Mera Tera Tere Qadmon Mein Jo Hai Ghayr Ka moun Kia Dekhe Kon Nazron Pe Charr-He Dekh Ke Talwa Tera Tere Tukron Pe Pale Ghair Ki Thokar Pey Na Daal Jhirkiyan Khaaye Kahan Chor Ke Sadqa Tera Aik Mein Kia Mere Isi’ayan Ki Haqeeqat Kitni...
Naat-e-Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki parta hoon mein Bas issi baat say ghar mein meri rahmat hogi Ik tera naam waseela he mera Ranj o gham mey bhi iss naam sey rahat hogi Ye suna hey kay bahot ghor andheri hogi Qabar ka khowf na rakna ey dil Waha Sarkar e Madina (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki ziarat hogi Unko Mukhtar banaya hey merey Mola ney Khuld mein bas wahi ja sak...
Khaak suraj se andheeron ka izaala ho ga. Aap aaey to mere ghar me ujaala hoga Hashar mein unka har ik chaahne waala hoga mere sarkar ka aalam hi niraala hoga ishqe Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki ik shamma jalaalo dil mein baad marne ke lahad mein bi ujaala hoga Aap aaye… Jab bi maango to waseele se unhi ke maango is waseele se karam our dubala hoga Aap aye… hashar me...
Aey Qaza teher ja, unse karloun zara, ik haseen guftagoo akhari aakhri our koi tamanna nahi ba-khuda, hai yahi aarzoo, akhri akhri aansoon ki jo rut hai, badal jay gi, jaan aaraam se phir, nikal jay gi pooch le ghar zara, haal haazaq mera, bayth kar ruuh baruuh, aakhri aakhri mere ghar mein wo jis waqt aajay gein, unke daaman se pal pal libat jay gein saamne unke naino ko kar waayein ge, aasooun s...
Zikr Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da kar deya rehna changa lagda ey Ais bahane ral mil behna changa lagda hai Masjid Nabawi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) de wich jaakeh nukre hoke bai jaana roz-e-paak nu tak deya rehna changa lagda ey aale Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) di izzat khaatir which ukhaare de shaykh Junaid da jaan keh taina changa lagda ey jaaliyan koul...
Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Iss Karam Ki Badolat Barha Hu Unkay Tukroon Say Ezaz Pa Kar Tajdaroon Ki Saf Mein Khara Hu Iss Karam Ko Magar Kiya Kaho Gay Meinay Mana Mein Saab Say Bura Hoon Jo Buroon Ko Samatay Huey Hain Unkay Qadmoon Mein Bhi Para Hoon Dekhnay Walo Mujhko Na Dekho Dekhna Hai Agar To Yeh Dekho Kisay Daman Say Wabasta Hoon Mein Kon Wali Hai Kiska Gada Hoon Dekhta Hoon Jab Unki A...
Diloun Ke Gulshan Mahek Rahe Hain Yeh Kaif Kyon Aaj Aa Rahe Hai Kuch Aisa Mehsoos Ho Raha Hai Huzoor Tashrif La Rahe Hai Navaazhisoun Par, Navaazhisei Hai Inaayatoun Par, Inaayatein Hai Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Na’atein, Suna, Suna Kar Ham Apni Qismat Jaga Rahe Hai Kahaan Ka Mansab, Kahaan Ki Daulat Qasam Khuda Ki, Yeh Hai Haqiqat Jinhe Bulaaya, Hai Mustafa Ne Wohi Madiney Ko,...
Koi saleeqa hai aarzoo ka, na bandagi meri bandagi hai Yeh sab tumhara karam hai Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) keh baat ab tak bani hui hai Kissi ka ehsan kyon uthain, kissi ko haalat kyon batain Tumhein se mangein gey tum hi do gey, tumhare dar se hi loo lagi hai Ata kiya mujh ko darde-ulfat, kaha thi yeh pur khata ki qismat Mein iss karam ke kaha tha qabil, huzur ki banda parwari hai...
Click here to download in mp3: https://naatepaak.com/public/Dukh_Duniya_Tay_Maan_Di_Shan.mp3
Hawa ki khusboo bata rahi hay, Woh zulf apni sajaa rahay hain Sawaari Tayba say chal parri hay, Huzuur (salla Llahu ‘alayhi wa salllam) tashreef laa rahay hain Aur kahee pay mehfil hay mehkashou ki, kahee pay mehfil hay dil jallou ki Ye kitnay khushbakht hain jo apnay Nabi ki mehfil saja rahay hain Na paas bhi ho tou suuna saawan, Woh jis pay raazi wohi suhaagan Jinhou nay pakra Nabi ka daam...
Hum bhi madina jayenge aaj nahi to kal sahi Aqa hame bulainge aaj nahi to kal sahi Galiyo me ghoom ghoom kar khak-e-Madina chum kar Naat-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) sunaeinge aaj nahi to kal sahi hum ne to maan hi liya ke aap hai jaan-e-kainat najdi bhi maan jainge aaj nahi to kal sahi