Hai Lagiyaan tor nibahonda Madine wala sohna, hai sab di bigri banounda, madine wala sona Je mangiyen chaara*n da sadqa, panjaa*n te baara*n da sadqa, sab kuj choli’ch pounda madine wala sohna Jere digh painde ne thalle, jina nu koi na challe Ohna nu gal naal launda Madine wala sohna. Nahi par jibril halounda jithe koi pair ney pounda Outhe wi jaanda ounda madine wala sohna Odhe hath m...
Dare sarkaar pe ja kar, khatayen bool jaati hainhaseen dunya ke sab manzar nigahein bhool jaati hain mile jo bkeek aaqa ke, dare doulat se magtoun koto shaahane zamaana ki, sakhayein bhool jaati hain jo saayil mohsine azam ke ehsaa’n yaad rakhte hainunhein sab taajdaroun ki ataayen bool jaati hain jo chumein naqshepa unke suroor-e-qalb milta haiho nikli’n dard mein jitni wo aahein bool...
Sine laaya murshid ne rang charaaya murshid ne yaara’ ghour te kareya kar jo farmaaya murshid ne rang charaaya murshid ne gham di nadi wich dubya sa aan kadaaya/bachaya murshid ne ghafletan which dil dubya si isno jagaya murshid ne paake nazran which nazran apna banaya murshid ne akhire wele waqt-e-nizaa kalma paraya murshid neSine L
Salam ay aamina ke laal, ay mahboob-e-subhani salaam ay fakhre moujudaat, fakhre nou’e insaani. tere aane se rounak aa geyi gulzaare hasti mein shareeke haale qismat ho geya phir fazle rabbani teri soorat teri seerat, tera naqsha tera jalwa tabassum guftagoo banda nawazi khanda peshaani tera dar ho mera sar ho, mera dil ho tera ghar ho tamanna mukhtasar si hai, magar tamheed toulaani salaam ...
Rahey jaate hain ye armaan, haye mere sine meinNa kaabe ki gali dekhi na pohancha mein madine mein our, Suna hai noor ki barsaat, hoti hai madine meinIlahi, eik chhinta saa lage ham sab ke sine mein Muhammad is tarha tashrif farman hein madine meinKe jaise sura e yaseen hai qur’aan ke sine mein Muhammad ki judai aag bharkaati hai sine meinRawan jab dekhta hun kafile hajj ke mahine mein Rahey jate ...
Naseeban waaleyan nu yaar, de dedaar hondey ne tarap de nein jo aj yaaro, oh kal darbaar hondey ne gunahgaaran ghareeban ley, dine raati dua karni Aenu kehnde ney ghamkhaari te inj ghamkhaar hondey ne sawaari karan ley jinno, milan kande muhammad dey Nawabi/shaahi is no kehnde ney, te inj sardaar hondey ne hussain ibne ali daseya, lutaa ke ghar da ghar saara raza je yaar di howe, kadooun inkaar ho...
Kya hi Muqaddar wala hai Jo unka matwala hai Mera kamli wala aaqa Har baala se baala hai Jalwae qodrat Ka parto Har soo kamli wala hai Mere gale meein ay mere aqaa Tere naam ki maala hai Mein hoon kamli wale kaa Mera kamli wala hai Shaikhe Kareem bacha lijie Aasi doobne wala hai
Mere dil de werhe, udikan de dere Te hanjoa de dive, akhan de banere Ay sunji haveli, te dukhan de saaye Kadi aa mukao, ghama de hanere Ae dunya di dal dal, Choun kad ke te molaa Naseeban’ach likh de, madine de phere Moafi mile gi, dare mustafa te Nadamat de athroo, wagawan di dher ay Ita,at Mustafa di, Ita,at Khuda di Ae farmaya rabb ne, jo tere o mere Riaz ae madeena, di koil je howan Kara...
Salallaho Alayka Ya Rasul Allah! Wa Sallam Alayka Ya Sayyedi Ya Habeeb Allah! Mayoosi Ki Kari Dhoop Ne Jab Mujh Ko Sataya, Tab Aap Ki Rehmat Ne Diya Mujh Ko Saaya, Rehna Hai Ab To Is Saaye Mein, Mujh Ko Har Pal Sadaa, Salallaho Alayka Ya Rasul Allah! Wese To Mujh Pe Hein Kiye Rab Ne Kai Ehsaan, Lekin Jis Ehsaan Se Pehchan Mili, Mili Shaan, K Kiya Us Ne Mujhe Aap Ki Ummat Mein Paida, Salallaho Alay...
Bari shaan waala, madine ke waali Bare se bara, jin ke dar ke sawali Farishte bi meri, jabiin choomte hain Mein jab choomloun unke roze ki jaali Jahan mein anokha, hai unka madina Zaamane mein hain, unki choukat nirali Mile unki rehmat ki khayraat sabko Geya koi bi unke dar se na khaali kahan yeh huzoori, kahan mein zuhoori mein adna se adna, wo aali se aali
Gham e hijre mustafa Mein, meri jaan sulag rahi hai kabhi unki ho ziyarat, yahi lo lagi hui hai teri yaad mera imaan, tera zikr zindagi hai mujhe dard se nawaza, teri banda parwari hai mein chala hu apne ghar se, yehi souch kar madine mera kaam justujoo hai, tera kaam rahbari hai na hua hai koi tujhsa, na jahan mein koi hoga tu habibe qibria hai, tujhe zeb sarwari hai mujhe ay fida yakeen hain, ka...
Jo hijr e nabi mein rote hain wo dar pe bhulay jaate hain deedar ki nimat milti hai har shay jo lutay jaate hain sarkaar ki pyaari ghaliyoun mein kya lutf hai unki taliyoun mein jibril ameen se poocho zara jo lutf uthaay jaate hain sarkaar ki midhat ka yeh sila deta hai mujhe youn mera khuda mein naate nabi jab parta/sunta hu mere ayeb mithay jaate hain mein naate nabi jab liktha hun jibril madad ...