Author: Maryam

Lo jhoom ke naam Muhammad ka

Lo jhoom ke naam Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka Iss naam se rahat hoti hai Iss naam ke sadqe baithe hain Iss naam se barkat hoti hai Yeh shaan-e-karam Allah ghani Allah ka diya dete hain Nabi Dekhe to sadda de kar koi Har cheez inayat hoti hai Naaton ke sajaate hain gajre Parhte hain salaamon ke naghme Koi maane, maane na maane Apni to ‘ibadat hoti hai Mausam to badalte re...

Tujh sa koi nahi

hanjuan naal moun dho lain na main yaadan di khushbo lain na jadon yaad Madina yaad aunda main nukre bai ke ro lena chale jis wele purey di hawa Madina sanu yaad aunda au rab kare na madine ton juda madina sanu yaad aunda aye rasool e amin, khatam ul mursalin tujh sa koi nahi, tujh sa koi nahi hai yeh apna aqeeda, basid ko yaqeen tujh sa koi nahi, tujh sa koi nahi dunya mein ehtaram ke qbil hain j...

woh mah-e-farozan

woh mah-e-farozan woh nayyar-e-taaban mera mustafa hai mera mustafa hai woh bara rabi ul awwal ko aya jo awwal bana hai mera mustafa hai to kya tu ne dekha woh mausam badalna woh pathar zameen par phoolon ka khilna woh arsh-e-ula ka zameen par utarna jo haan utra hai mera Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai to kya tu ne dekha hai quran ko chalte ke sehra mein jaise darya hon behte wo...

Ab to bas aik hi dhun hai

Akhri waqt mein kya raunaq e dunya dekhoon Ab toh bas ek hi dhun hai ke Madina dekhoon Isne bhi Madina dekh liya usne bhi Madina dekh liya Sarkar kabhi toh mai bhi kahoon maine bhi Madina dekh liya Ab toh bas ek hi dhun hai ke Madina dekhoon Mainu majburiya te dooriya ne maareyaa Sadh lo Madine Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) karo meherbaaniyan Tussaan te hai derra main ton bari door la...

Ya Imam ar-rusli ya sanadi

Ya Imam ar-rusli ya sanadi, anta babuLlahi mu’tamadi Fa bi dunyaya wa aakhirati ya Rasula Llah khudh biyadi O leader of all Prophets, o you my Support, You are the door to Allah, the one on whom I rely. In this my dunya and in my afterlife,O Messenger of Allah, take me by my hand. Qasaman bi n-Najmi hiina hawa ma l-ma’afaas s-saqeenusawa fakhla’i l-kawnayni ‘anka sawaa, hub...

Baat to kijiye aur jab kijiye

Baat jo kijiye aur jab kijiye Saath me zikr-e-mehboob-e-rab kijiye Chahatein ho mile, zoq, aansoon bahein Laghw baatoon se bund apne lab kijiye Lo wo minaar o gumbad nazar aa gayein Ab salaam arz sab ba-adab kijiye Qalb-e-tareek par rakh ke apna kadam Chand naa mere mah-e-arab kijiye Dar pe aa kar bikari phire namuraad Ye gawara bala aap kab kijiye Wo nawaze ge khali na loataaye ge Unse haajat hal...

Muskura do do alam badal jaega

Muskura do do alam badal jaega Yeh nizame do alam sambhal jaega Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ya Nabi… Aap ae zamana fida hogeya Arsh jhuk kar adab se khara hogeya Lamakan pe bhi shor bhapha hogeya aaj paida habibe khuda hogeya Kyoun manaye na id-e-milad nabi aaj ke din the ae hamare Nabi aisi rahmat karam ki si baad chali asiyon ko kare ik nazr mein wali aaj jhumo ke ae hain...

Ya Rab mere dil me hain tamanna e Madina

Ya Rab mere dil me hain tamanna e Madina In aankho se dikhla mujhe sehraa e Madinah Nikle na kabhi dil se tamanna e Madinah Zar me rahe Ya Rab mere sodha e Madinah Aisa meri nazro me samaa jaaye Madinah Jab aankh uthaoo to nazar aaye Madinah Phirte hain yahaan sindh me hum be sar o saamaan Taiba me bulalo hume Aaqa e Madinah Is dar ke hain mushtaq e ziyaarat meri aankhe Dil se ye nikalti hain sada...

Rabi’ ul-Awwal mubarak!

Assalamu alaykum dear sisters and brothers! Welcome to Naatepaak.com, your islamic community online! We would like to announce that Naatepaak.com has been updated! There are many NEW LYRICS to explore and we have created new categories and tags to organize all of the lyrics, so it is easier for you to find what you are looking for! The new categories are: Urdu Naat Lyrics Arabic Nasheed Lyrics Eng...

Sar se paa tak har adaa hain lajawaab

Sar se paa tak har adaa hain lajawaab Khoobrooyo me nahi Tera jawaab Husn hain bemisal surat lajawaab Me fida Tum Aap ho Apna jawaab Pooche jaate hain amal me kya kahoo Tum sikaa jao mere Maula jawaab Palte hain hum se nikamme beshumaar Hain kahi Us Aastaane ka jawaab Roz e mahshar aik Tera aasra Sab sawaalo ka jawaab e lajawaab Me yad e baydaa ke sadqe Ae Kaleem Par kahaa Un ki Kaf e Paa ka jawaa...

Mahboob ke dar par jaun

Mahboob ke dar par jaun Wo waqt e mubaarak aaye Taqdeer apni chamkaoo, Wo waqt e mubarak aaye Jab paish e nazar ho mere, Minaar o gumbad tere Me ghush khaa kar gir jaoo, Wo waqt e mubarak aaye Phir zair e Gumbad e Khazra, Ro ro ke dast basta Sab haal me Tujh ko sunaoo, Wo waqt e mubarak aaye Dil ko apne samja kar, Deedaar ki aas dilaa kar Ro ro kar me so jaoo, Wo waqt e mubarak aaye Wo khwaab me j...

Qurbaan me unki bakhshish ke

Qurbaan me unki bakhshish ke Maqsad bhi zabaan pe aaya nahi Bin maange diya aur itna diya Daaman me humaare samaaya nahi Imaan mila Un ke sadqe Quraan mila Un ke sadqe Rahmaan mila Un ke sadqe Wo kya hain jo hum ne paaya nahi Dil bar gaye mangto ke lekin Dene se Teri neeyat na bari Jo aaya usse bar bar ke diya Mahroom koi lotaaya nahi Un ka tho shiaar kareemi hain Ma’il ba karam hi rehte hai...