Author: Shujahat Ali

Hasbi Rabbi JallAllah

Hasbi Rabbi jalla Llah Ma fi Qalbi Ghair Allah Awwal -o- Aakhir, hai Allah Zahir -o- Batin, hai Allah Noor e Muhammad, salla Llahu La ilaha illa Allahu La ilaha illa Allahu Kisi Nay poochha keh jannat kee koi qeemat hay kia To Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) nay kaha keh La ilaha illa Allahu La ilaha illa Allahu La ilaha illa Allahu illallahu, illallah, illallahu illallah La ilaha il...

Har Dum Ho Mera Vird Madina Hi Madina

har dum ho mera vird Madina hi Madina bas yaad teri dil me rahe roz-o-shabina wo lamha wo din aur wo aajaye mahina phir kash tadapta huva pahunchu mai madina sina ho Madina mera sina so Madina ban jaye mera dil teri ulfat ka khazina aaye noo-e-khuda noor bhari dil pe nazar ho ho noor se pur noor ye be noor nagina Sarkar tamanna hai yuhi umr basar ho bas teri mohabbat me ho marna jina saqi muhje ja...

Hai Yehi Qahesh Ke Raat Din Likhta Rahu Naat-E-Mustafa

hai yehi qahesh ke raat din likhta rahu naat-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) isse badkar aur kiya hogi aata-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) sajate raho mahafil aqidat se aur mohabbat se phir jald hogi mahafil me amad-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) wala soufa yuu tika rabbuka fatarza kaha hai qur aan me rab ne dekho khuda bhi chahta hai raza-e-Mustafa ...

Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte

Haqeeqat me woh lutfe zindagi paya nehi karte, jo yaad e Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se dil ko garmaya nehi karte ZabaN parr shikwae ranj o alam laya nehi karte, Nabi ke naam lewa gham se gabraya nehi karte yeh he darbaar Aqa ka yahaaN milta he bemange, are nadaN yahaan daman ko phelya nehi karte Yeh darbaar e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hi Yahaan apno ka kya k...

Ham Pay Karam Farmaatay Rehna

Ham pay karam farmaatay rehna Apnay paas bulaatay rehna Bigrri ban ja-ay gi baatayn Mahfil e naat sajaatay rehna Gham kay baadil chhatt ja-ayn gay Geet nabi kay gaatay rehna Dil ki muradayn bhar a-ayn gi Mahfil e naat mayn aatay rehna Husn ki zulfon mayn dil waalo Ishq ki maang sajaatay rehna Tahir he tayra divaana Uss ka mission pehlaatay rehna  

Hum Tere Se Aisa Pyar Karte Hain

Sallallah ’ala Muhammad Hum tere se aisa pyar karte hain Hum sab jaante hain, Insaano mein tere jaisa koi nahin hain, Hum Sab Maante hain, Teri azmat ka hum ko aur Allah ko aisa yaqeen hai Tu hi Sadiq hai tu hi Amin hai Jaanta asmaan aur zameen hai Aey Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) tujhey salaam (4) Hum tere se aisa pyar karte hai Sallallah ’ala Muhammad (4) Ghaare Hira se jo nikl...

Haajiyo Aawo Shahenshah Ka Roza Dekho

Haajiyo aawo Shahenshah ka Roza dekho Kaaba to dekh chuke Kaabe ka Kaaba (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) dekho Rukhne Shaami se miti wah’shate shaame gurbat Ab Madine ko chalo subhe dil aaraa dekho Aabe Zam-Zam to piyaa khoob bujhaa-ee pyaase Aawo joode Shahe Kowsar ka bi darya dekho Zayre Mizaab mile khoob Karamke cheente Abre Rehmat ka yaha zowr barasnaa dekho Khoob aankho se lagaaya he Gi...

Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha

Hai kalaam e Ilahi me Shamsuz’zuha, Tere chehre Noore Faza ki qasam Qasam e Shab e taar me raaz yeh tha, ke Habeeb ki zulfe duta ki qasam Tere Khulq ko HAQ ne azeem kaha, Teri khilq ko HAQ ne jameel kiya Koee Tujh sa huwa hai na hoga Shaha, Tere Khaliqe husn o ada ki qasam Woh Khuda ne hai martaba tujh ko diya, na kisi ko mile na kisi ko mila Ke Kalaam e majeed ne khaee Shaha, Tere shehro ka...

Ham Dar-E-Aaqa Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain

Ham dar-e-Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) pay sar apna jhuka letay hain Sach bataana array duniya tera kya letay hain Uss ko aankho pay bithaatay hain zamaane waalay Jiss ko Mehboob e-KHUDA apna bana letay hain Waqt ki kaif nahee hay ye karam ki baatein Jab bhi Sarkaar ki marzi ho bula letay hain Gham kay maarou ka tabeebo na karo koi elaag Ham gham e Ishq-e-Nabi  (salla Llahu ‘al...

Aey ishq-e-Nabi meray dil mein bhi sama jaana

Aey ishq-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meray dil mein bhi sama jaana Aey ishq-e-Nabi meray dil mein bhi sama jaana Mujh ko bhi Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka deewanah bana jaana Jo rang keh Jaami par Rumi peh charhaya thaa Lag da ey huney eytay Sarkar ney awna ey Uss rang ki kuch rangath mujh peh bhi charhaa jaana Qudrat ki nighahein bhi jis chehrey ko takthi hein...

Gham Hogaye Be Shumar Aaqa

gham hogaye be shumar Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) banda tere nisar aqa bigra jata hai khel mera aqa aqa sanwar aqa majboor hai ham to fikr kia hai tum ko to hai iqtiyaar aaqa mai dur hoo tum to ho mere paas Sun lo meri pukaar aqa mujh sa koi gham zada na hoga tum sa koi gham gusar aqa manjhdaar pe aake naw tuti de haat ke hoo mai paar aqa halka hai agar hamara palla bhari hai tera vi...

Ghul Utha Hai Chaar Soo

Ghul utha hai chaar soo, phir Amad e Ramadaan hai Khil uthay mur jhae dil, taza huwa Imaan hai Ya Khuda hum aasiyaun par, yeh bada ehsaan hai Zindagi me phir ata, hum ko kiya Ramadaan hai Tujh pay sadqe jaoon Ramadaan! Tu Azeemush shaan hai Ke Khuda ne tujh me hi, Nazil kiya Qur’an hai Abre Rehmat chaa gaya hai, aur sama hai noor noor Fazle Rab se maghfirat ka, ho gaya samaan hai Har ghadi R...