Fazl-E-Rabbul ula aur kya chaahi-ay Mil ga-ay Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aur kya chaahi-ay Daaman e mustafa jiss kay haathon mayn he Uss ko roz e jaza aur kya chaahi-ay Gumbad e sabz khuabon mayn aanay laga Haazri ka sila aur kya chaahi-ay Bheek kay saath hii un kay darbaar say Mil rahii he dua aur kya chaahi-ay Yay jabeen aur riyaaz ul jannah ki zameen Ab qaza kay siwa aur kya ...
Faisla Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka hai Sunni bakhshe jaenge Garmee Qayamat se hum najaat Paenge Jitne hai a’ado Pyare Sarware do Alam (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke Atish e jahannam me woh jalae jaenge Noor se chamak uthee bil-yakheen lahad meri Qabr me mere Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)muskurate aaenge Roze hashr kauthar ka jaam apni ummat ko Apne Das...
Tu ne batil ko mitaya hai imam ahmed raza deen ka danka bajaya hai imam ahmed raza dour-e-batil aur zalalat hind me tha jis ghadi tu mujadded ban ke aaya ae imam ahmed raza ahle sunnat ka chaman ujda huva veeran tha pheer utha tu jab ke aaya ae imam ahmed raza tu ne baatil ko mita kar deen ko baqshdi jila sunnato ko phir jilaya ae imam ahmed raza ae imam ahle sunnat naibe shahe umam kijiye ham par...
Eid-e-Nabawi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka zamanah aa gaya lab peh khushiyon ka tharana aa gaya har sitarey ko mili hai roshani har kali ko muskurana aa gaya har tharaf Salli ‘ala ki dhoom hai wajd mein sara zamana aa gaya parcham deen Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ho buland kafir ko gardan jukana aa gaya kyun na ho qismat key maron paas rehmat ka khazana aa gaya ...
Aey Mawla, ik baar dikhadey Jalwa Kamli waley (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka Tan man wara jis ney deykha chehra Kamli waley ka Ghaus Qutb Abdaal Kalandar, sab Unkey gun gaathey hai Farshain zameen par arshay bareen par, charcha Kamli waley ka Qabr mey jab poonchein gey farishtey apna ta’ruf peysh karo Tho keh dun ga unsey, keh mey hun mangta pyaray Aqa ka Har neymat deyta hai Khuda...
Dilon kay gulshan mehek rahay heyn yay kef kyun aaj aa rahay heyn Kuchh esa mahsoos ho raha he huzur tashreef laa rahay heyn Nawazishon par nawazishayn heyn inaayaton par inayatayn heyn Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki naatayn suna suna kar ham apni qismat jaga rahay heyn Kahiin pay ronaq he mekashon ki kahiin pay mehfil he dil jalon ki Wo kitnay khush bakht heyn jo apnay Nabi (salla ...
Dildaar barhe aa’ey mahboob barhe dekhey Jo dekhey sabhii un keh qadmon main parhe dekhey Sardaare do ‘aalam (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki ta’ziim keh kiyaa kehne Mursal bhii sabhii jin ki raahon main karhe dekhey Yaad un keh Madiinah ki jab dil main utar aai Palkon keh kinaaron pih moti seh jurhe dekhey Mahboob ki midhat main hai taab sukhan kis ko Sab ahle sukhan mai...
Dar peh bulaao, Makki Madni (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) BigRi Banaao, Makki Madni Deed Teri hai, eid meri Deed karaao, Makki Madni Dar peh bulaao, Makki Madni Mehshar may ho lab peh meray ‘Mujh ko Bachaao, Makki Madni’ Dar peh bulaao, Makki Madni Apnay nawasoon kay sadqay Dukhray mitaao, Makki Madni Dar peh bulaao, Makki Madni Gumbad-e-Khazraa ke saae tallay Mujh ko sulaao, ...
Dil ko unke se Khuda juda na kare Bay kisi loot le Khuda na kare Iss me Raude ka sajdah ho ke Tawaaf Hosh me jo na ho woh kya na kare Ye wahi hai ke bakhsh dete hain Kaun in jurmaun par saza na kare Sab tabeebaun ne de diya hai jawaab Aah E’saa agar dawah na kare Dil kahaan le chala Haram se mujhe Aray tera bura Khuda na kare A’zr ummed a’fwu gar na sune Roosiyah aur kya bahana k...
Rangiiniiay gulaab na gulzaar chaahiiay Taiba kay dasht ka mujhay ik haar chaahiiay Dunya na mujh ko maal ka anbaar chaahiiay Chashm e karam huzur ki ik baar chaahiiay Kaaba ki azmatein mujhay tasleem heyn magar Mayrii jabeen ko kucha e sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) chaahiiay Yay aarzu e dil he ada yuun namaaz ho Sajdon kay waastay tayra darbaar chaahiiay Yusuf sa maalka bhi kehta ...
Bachaya hai hussain (raziallahu tala anhu) ne deen ko Ke karbala me kata kar apne sar ko Kis tarha ki hai hifazat shariyat-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Qurbaan kar diya apne nane se asghar (radi Allahu ‘anhu) ko Haae kis tarha sabar kiye hai Aal-e-Rasool Khuda ki raah me qurbaan kardi apni jaanaun ko Tum muqtaar Nabi ke muqtaar Nawase ho ya Hussain (raziallahu tala anhu...
Badi shay hai nisbat-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Hai waseela apni najaat ka Shah-e-ambiya ki jo Aal hai, Barha uska jaah-o-jalaal hai, Nahin uski koi misaal hai, Wo habib-e-haq ka jamaal hai, Nahin kaal is mein ye haal hai, Mila usko kaisa kamaal hai, Ye Khuda-e-pak ki hai ataa, Badi shay hai nisbat-e-Mustafa Wo jo Ahle Bayt ke hain Imam, Barhe muttaqi barhe nek naam, Wo hain b...