Aashiqon khusiyan manaow Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Rabb-e-sallim gun gunaao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Chehra-e-walfajr sey aur gaysuey wal-layl sey Dil ko aiinah banaao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Jhuk geya sajdey mey baitullah bhi ta’zeem ko Ab diyey dil ko jalaao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi...
Karaam maangtey hain’ ataa maangtey hain Madiine ko jaae’n du’aa maangtey hain Madiine ke waalii (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Madiine bulaa lo Madiine main thorhii jagah maangtey hain Hai shayr-e-Madiinah do’aalam seh pyaara Jo maskan banaa hai habiib khudaa ka Hain Ahl-e-Madiinah hamain jaan se pyaarey Madiinah Madiinah sadaa maangtey hain Jalaatii hain furqat ki ...
Kamli walay (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay karam ki bat hay warna mujh mangtay ki kia auqat hay mehr o mah or kehkashan ki roushni husn-e-Ahmad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki yeh sab khirat hay kalma partay hein teara shajr o hajar bass khuda kay baad teari zaat hay shan kay hamil hen saray ambiya Mearay aaqa(salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki magar kia baat hay ! jab pa...
Kamlii walay to talab say bhi siwaa daytay heyn Aa-ay mangta to wo sultaan bana daytay heyn Yaad kar lay jo koii dil say mayray aqa ko Taibah waalay (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ussay Taibah mayn bula laytay heyn Daykhay koii to sada day kay mayray Madani (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko Pal mayn bigrri huii taqdeer bana daytay heyn Khulq esa to kisi hor nay or nay paya hi nahiin ...
Kadi wich khaab dey howey nazarah Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Chamak jawey meri qismat da tara Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kisey nu maan duniya tey kisey nu hai ibadat tey Tey meynu sirf Aqa da sahara Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Suna hai Aap har aashiq key ghar tashreef laatey hein Meray ghar mein bhi ho jawey charagha Ya Rasu...
Imaan e Ishq e Ahmed e Mukhtaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke baghair Mumkin nahi ke chat rahe deewaar ke baghair (Bayshak Subhan’Allah) Dono jahaan me chashme baseerat se dekhiye Kuch bhi nazar na aaega Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke baghair (Bayshak Subhan’Allah) Andazah isse kijye Unke Maqaam ka Kalmah na pura ho saka Sarkaar ke baghair (Allahu Akber Sub...
Rukh pe rahmat ka jhumar sajaa’ey Kamli waale ki mahfil saji hai Mujh ko mahsus youn ho raha hai Un ki mahfil main jalwha garii hai Naat husn-e-shah-e-do saraa hai Naat hi zikre rabb-e-jalli hai Naat likhna meri zindagi hai Naat kehna meri bandagi hai Mufliso tum agar chah’te ho Ho ziyaarat dar-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kii Dil ki janib nigaahein jhukaa lo Samne Mustafa (sall...
Kabhee laichalo mujhe karbala Kia us zameen ka tha hosala Kia us pai hoga falak ghira Jahaan par Hussain (radi Allahu ‘anhu) ka tha Sar Kata Tha tabassum un kai zair-e-Lab Jab kar dya Kumbaa fidaa Tha ajab khilona vo teer bhee Jo Nanai seenai main tha lagaa Terai Sajdai ko karoon sajdai main Usai pyaar kitnaan karai Khudaa Teri iss ada pai naan reh saka Tujhai paas apnain bulaa lyaa Tera pya...
Konain dey waali (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da darbaar baraa sohna So Rab di Madinay da darbaar baraa sohna Duniya diya safara toh banda thak vi teh jaanda ey Par safar Madinay da har bar baraa sohna Sab rastey Madinay dey sanu jaan toh vaad pyaarey Jeraa roze nu jaanda’ey bazaar baraa sohna Mujhe Masjid-e-Nabawi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) di har cheez bari sohni Jeraa ...
Chorus : La ilaha illallah, La ilaha illallah La ilaha illallah, La ilaha illallah Muhammadur RasulAllah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) La ilaha illallah, La ilaha illallah La ilaha illallah, La ilaha illallah Muhammadur RasulAllah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Tarqtu ba bar-rajaa, Wannaasu qad raqadu Tarqtu ba bar-rajaa, Wannaasu qad raqadu Wa bittu ashku ilaa, Wa bittu ashku ilaa ...
MUHAMMAD (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo ro ker duwa maangtay hain KHUDA say KHUDA jaane kya maangtay hain KHUDA jaanay kya shay, jiss ko KHUDA ko Wo sajday may sar ko jhuka maangtay hain Kabhi baith ker iltaja ker rahey hain Kabhi haath uunchay utha maangtay hain Ilaahi karam kar day Ummat pay Maire Wo kya aur iss kay siwa maangtay hain Yay wo der hay jiss der pay Khairaat aa ker Gada...
jitna mere khuda ko hai mera Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aziz konain me kisi ko naho ga aziz kiyu jaye hum kahi ke ghani tum ne kar diya ab to ye dar pasand ye ghar ye gali aziz jo kuch teri riza hai khuda ki wahi khushi jo kuch teri kushi hai khuda ko wahi aziz khak-e-madina par Allah mout de wo murda dil hai jisko na ho zindagi aziz shan-e-karam ko ache bure se gharaz nahi use sab...