Humko Bulana Ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kabhi to Sabz Gumbad ka Ujala Hum Bhi Dekhe Gain Humhey Bulwaaye Gay Aaqa Madina Hum Bhi Dekhe Gain Humko Bulana Ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Dharakh Uthey Ga Ye Dil Yaa Dharakhna Bhool Jaaye Gaa Dilley Bismill Ka Uss Darpar Tamasha Hum Bhi Dekhe Gain Humko Bulana Ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Aadab se haath bandhe Unke Rozey Par kareh ho Gain Sunheri Jaaliyon Kaa Yoo Nazaara Hum Bhi Dekhe Gain Humko Bulana Ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Darrey Dolatt Se Lottahya Nahi Jata Koi Khalli Waha Khairaaat ka Batna Khudayaa Hum Bhi Dekhe Gain Humko Bulana Ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Barasti Gumbade Khizra se takraati Huwee Bhoondey Wahaa Pa...
Raate Bhi Madina Kee Baate Bhi Madina Kee Jeena May Yah Jeena Hai Kiya Baat Hai Jeena Ki Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki May Madina Ki Galiyoun Pay Qurban Jinsa Juzra Hai Shah-e-Madina Is Tarha Say Mekhta Hai Rasta Eatr Jaisa Lagay Hua Hai Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki Kiya Mahakta Ta Hai Mahakna Wala Kay Bu Pay Chalta Hai Bhatkna Wala Ambar Zami Abeer Hawa Musktar Gubar Adna Ki Shankt Tera Rah Guzar Ki Hai Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki Wallah Jo Miljaya Mera Gul Ka Paseena Manga Na Kabhi Eatr Na Phir Chaya Dulan Phool Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki...
Mein Madine chala, Mein Madine chala Phir karam hogaya, Mein Madine chala Saaqiya meh pilaa, Mein Madine chala Masto be khud bana, Mein Madine chala Kaif-sa chaa gaya, Mein Madine chala Jhoomta jhoomta, Mein Madine chala Kya bata-o mili, dil ko kayse kushi Jub ye meine suna, Mein Madine chala Muskuraane lagi, mere dil ki gali Guncha guncha kila, Mein Madine chala Phir ijaazat mili, jub khabar ye suni Dil mera jhoomta, Mein Madine chala Ashke thamte nahi, pau jhamte nahi Lar karata huwa, Mein Madine chala Meray ganday kadam or un ka haram Laaj rakhna Khuda, Mein Madine chala Ay shajar ay hajar, tum bi shamso kamar Dheko dheko zara, Mein Madine chala Dekh thare mujhe, ye nazare mujhe Tum bi dheko zara, Mein Madine chala Rooh he muztar teher, tu nikalna udhar Itni jaldi he kya, Mein Madine ch...
Ya Rasula Llah, ya Habiba Llah Salla ‘alayka ya Rasula Llah wa sallam ‘alayka ya Habiba Llah ahlan wa sahlan marhaba, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Charoon Taraf Noor Chahya Aaqa Ka Milad Aaya Khushiyon Ka Pegham Laya Aaqa Ka Milad Aaya Shams-O-Qamar Aur Taaray Kyun Na Ho Khush Aaj Saaray Unse Hee Tou Noor Paaya Aaqa Ka Milad Aaya Khushiyan Manatay Hain Wohi Dhoomein Machatay Hain Wohi Jinn Per Hua Unka Saaya Aaqa Ka Milad Aaya Hai Shaad Har Ek Musalmaan Karta Hai Ghar Ghar Charaghaan Galiyun Ko Bhi Jagmagaya Aaqa Ka Milad Aaya Mukhtar-e-Kul Maanay Jou Unhe Noori Bashar Jaanay Jou Unhe Na’ara Ussi Ne Lagaya Aaqa Ka Milad Aaya Jou Aaj Mehfil Mein Aaye Mun Ki Muradein Woh Paaye Sab Par Karam Ho Khudaya Aaqa Ka Milad Aaya Ghous Ul Wara Aur Data Ne Mere Raza ...
Balaghal ‘ula bi kamalihi kasha fa d-duja bi jamalihi Hasunat jami’u khisaalihi sallu ‘alayhi wa aalihi Mein buron say laakh bura sahi magar un say he mera waasta Meri laaj rakhna merai khuda yay teray habeeb ki baat he Karuun teray naam pay jaan fida na bas eik jaan do jahaan fida Do jahan say bhi nahiin ji bhara karun kya karoron jahan nahiin Tayray zikr ki he yay barkatayn merai bigray kam sanwar ga-ay Jahaan teri yaad ho dilnasheen wahiin rahmaton ka nazool he Teri deed jis sko naseeb he wo naseeb qaabil e deed he Tera daykhna meri eid he tera rukh kalaam e majeed he Aaway karma wali fayr o gharii phira mein madinay gali gali Fayr saadi wi howay haazri saaday waastay koii dua karay Ho daruud tujh pay bhi aamina terai chaand par bhi salam ho Teri goad kitni azeem he mi...
Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool ki Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool ki Chaltee hoon mein be Qafelay walo ruko zara Milnay do bas mujhay be Ijazat Rasool ki Phochay Jo Din-o-Iman Nakerain Qabr mein Us waqt meray lab pay ho Midhat Rasool ki Tarpa kay un kay Qadmo mein mujh ko Gira day Shok Jis waqt ho lahad mein Ziyarat Rasool ki Sarkar nay bula kay Madina dikha dia Ho ghi mujhay naseeb Safa”at Rasool ki Ya Rab dikha day Aaj ki Shab Jalwaey Habib Ik bar to Aata ho Ziyarat Rasool ki Damen mein un kay lay lo pannah Aaj munkiro Mahengi paray ghi warna Adawat Rasool ki To hai Ghulam Un ka Ubad-e-Raza teray Mahshar mein ho ghi saath Himayat Rasool ki Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool ki Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool ki
Falak ke naazaro, zameen ki bahaaro Sub Eidein manao Huzoor agaye hain Uttho bay saharo chalo gham ke maaro khabar ye sunao Huzoor agaye hain Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain Anokha niraala Woh zee shaan ayaa Woh saray Rasoolaun ka Sultan ayaa Aray kaj kula’ho aray baadshaho Nigahein jhukao Huzoor agaye hain Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain Huwaa char su Rahmataun ka ba’sayra Ujaala ujaala’ sawera, sawera Halima (radi Allahu ‘anha) ko pohnchi khabar Aaminah (Radi Allahu ‘anha) ki Mere ghar main aao, Huzoor agaye hain Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain Hawaun mein jazbaat hain Marhaba ke Fazaun mein naghmaat Salle’Alla ke Daroodaun ke gajrey, Salamaun ke tohfay Ghulamo sajaao, Huzoor agaye hain Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain Sama hai sana ...
Mujhe Dar pay phir bulana, Madani Madine Wale Mae ishq bhi pilana, Madani Madine Wale Meri aankh me samana, Madani Madine Wale Banay dil Tera thikana, Madani Madine Wale Teri jab ke deed hogi, jabhi meri eid hogi Mere Khwaab me Tum ana, Madani Madine Wale Mujhe sab sata rahe hain, mera dil dukha rahe hain Tumhi hausla badhana, Madani Madine Wale Mere sab azeez chootay, mere yaar bhi to roothay Kaheen Tum na rooth jana, Madani Madine Wale Mai agar chay hoon kamina, Tera hoon Shahe Madina Mujhe seenay se lagana, Madani Madine Wale Tere Dar se Shaha behtar, Tere aastaan say badhkar Hai bhala koee thikana, Madani Madine Wale Tera Tujh se hoon sawali, Shaha phairna na khali Mujhe Apna Tum banana, Madani Madine Wale Yeh mareez mar raha hai, Tere haath me Shafa hai Ai Tabeeb jald aana, Madani Mad...
Dil may kissi ko aur basaaya na jaey ga Zikr-e-RASUL-e-Paak bhulaaya na jaey ga WO khud he jaan lain gay, jataaya na jaey ga Hum say tou apna haal sunaaya na jaey ga Hum ko jazaa millay gee MUHAMMAD (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) say Ishq ki Dozakh kay aas paas bhi laaya na jaey ga Kehtay thay yay Bilal(radi Allahu ‘anhu), tashadud pay kufr kay Ishq-e-NABI tou dil say nikaala na jaey ga Bayshak Huzuur Shafa-e-Mehshar hain Munkiroun kya Un ka saamnay Tumhay laaya na jaey ga Maanay ga UN ki baat, KHUDA hashr may Naseer Bin MUSTAFA KHUDA ko manaaya na jaey ga
qadam qadam pe Khuda ki madad pohanchti hai durood se mere dil ko rasad pohanchti hai ye aasmaan bhi wahan tak nahi pohanch sakta jahan tak aap k qadmon ki hadd pohanchti hai sir apna paaye risalat ma’aab per rakh doon to aasmaan pe bulandi-e-qadd pohanchti hai juloos-e-ishq-e-nabi ka ho jis taraf se guzar mere junoon ko bhi lay kar khirad pohanchti hai durood ka dia jata hai jub sawab mujhe bahisht tak meri do guz lahad pohanchti hai salaam-o-naat muzaffar yahan mein parhta hoon qubooliat ki haram se sanad pohanchti hai.
Kaliyaan zulfaa wala dukhi dillan daa sahaara Qassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara. Dassan ki main Mustafa di kaydi sohnii shaan hai Aap di tareef which sara hee Qur’an hai, Parh kay tu weykh jeyra marzi sipaara Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara. Eyda sohna Nabi koi duniya tay aaya nahin Yaar ey ho jiyaa koyi Rab nay banaya naheen, Deed meray Nabi di hai Rab da nazaara Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara. Denday nay gawahi zaray zaray koay toor day Wekhday naseeban walay jalway Hazoor day, Aamina da chan tay Halima da dhulara Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara. Kar kay ishara sohna suraj noon morda Aapay chaan torda tay aapay chan jorda, Bigari banaway meray Nabi da ishaara Qassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara. Kehndi aye Heleema mukh wekh lajpal da Lab kay ...
Agar Koi Apna Bhala Chahta Hei Usay chahay jisko, Khuda chahta hei sallallahu `alayhi wa sallam sallallahu `alayhi wa sallam Durood un pe bhejo, salaam un pey bhejo Khuda ki kasam yeh khuda chahta hai. sallallahu `alayhi wa sallam sallallahu `alayhi wa sallam. Khuda ki raza, Mustafa chahtey hain, Khuda Mustafa ki, raza chahta hai. sallallahu `alayhi wa sallam sallallahu `alayhi wa sallam. Fakiroon kay malja, yeh mangta tumhara Madinay main thori sija chahta hei. sallallahu `alayhi wa sallam sallallahu `alayhi wa sallam. Banaley mujhey apna mehman Aaqa Yeh har aik shaho ghada chahta hai. sallallahu `alayhi wa sallam sallallahu `alayhi wa sallam. Karey khuld hasil Habib e Khuda ka, Jo insaan kurbe Khuda chahta hai sallallahu `alayhi wa sallam sallallahu `alayhi wa sallam. Agar koi apna bhala...