Urdu Lyric

Praises of the Beloved (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)

Ey Shahen Shahe Madina

Ey Shahen Shahe Madina As-salatu wa s-salam Zeenate ‘arshe mou’alla As-salatu wa s-salam Rabli habli ummati kehte houwe pehda houwe Rab ne farmaya ke bakhsha Asswalatou Wassalam Sarjouhka karba adaad ‘ishke Rasula Llah mein Kehraha hein har sitara Asswalatou Wassalam Mo’mino parte raho toum apne aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) par dourood Hein firishton ka wazifa Asswalatou Wassalam Jab firishte qabre mein jalwa dikhaein apka Ho zaban par pyare aaqa Asswalatou Wassalam Mein wo sunni houn jamile qadiri marne ke daad Mera lasha bhi kaheinga Asswalatou Wassalam Ey Shahen Shahe Madina As-salatu wa s-salam Zeenate ‘arshe mou’alla As-salatu wa s-salam

Lagiyan Ne Mojan Hon Laayi Rakh Soniya

Lagiyan Ne Mojan Honr Laayi Rakh Soniya Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soniya Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) De Gulaman Da Main Adna Ghulam Aan Loki Kehnde Khas main Te Amaan Tu Wii Aam Aaan Parda je Paaya Hai Te Paayi Rakhin Soniyan Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soniya Lagiyan Ne Mojan Honr Laayi Rakh Soniya Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soniya Kisse No Main Apna Dukhra Sunaya Nayi Tere Baajon Kisse Meno Seene Naal Laaya Nayi Seene Naal Laaya Aey Te Laaye Rakhin Sonya Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soniya Lagiyan Ne Mojan Honr Laayi Rakh Soniya Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soniya Hashr Dihare Jaddon Amlan To Tolran Sharm de Maare Main Te Kujh Nayi Bolna Kamli Wich Apni Chupayi Rakhin Soniya Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soni...

Mainu Majbooriyan The

Mainu Majbooriyan The Dooriyan Ne Maare Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Sadh Lo Madeene Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Karo Mehrubaniyan Dda Dda Haan Ghareeb Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kol Mere Zar Nahin Uddhuke Main Kee Ven Aaavan Naal Mere Par Nahin Thu Saan The Hai Ddera Main thun Badi Dhoor Lalaya Ko(r)n Jaake Das Se Sho(r)nen Allah De Habeeb (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Noon Sadh Lo Do Vaare Utthe Dukiya Ghareeb Noon Mere The The Ddera Bad Naseebiyan Ne Paale Aa Jaake Kadhi Vekkan Sho(r)nen Gumbad Di Hariyan Liyan Pir Main Niyazi Chumma Roze Diyan Jaliyan Akkan Naal Niyazi Chumma Roze Diyan Jaaliyan Apna The Ro(r)na Saara Main Sheran Wich Sunaliya Tayba De Deedar Baajun Dil Nayyun Lag Dha Teer Hai Judayi Wala Nith Seene Wajdha Inna Sochan W...

Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota

Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Muhabbat Kamli Wale se Woh Jazba Hai Suno Logo Yeh Jis Mann Main Sama jaaye Woh Mann Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Gulon ko Choom Laite Hain Seharnam Shabnami Qatre Nabi ki Naat Sun Le tu Chaman Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Jo Naam-e-Mustafa Choome Nahi Dukhti Kabhi Ankhen Pehen Le Pyaar jo Unka Badan Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Nabi...

Mujhko darpaish hai phir Mubarak safar

Mujko Fir Mubarak Safar Kaafla For Madine Ka Taiyyar Hai Nakiyo Nahi Ka Nahi Tosha Nahi Faqat Meri Jholi May Ashqo Ka Ithaar Hai. Jurm Isyan Pe Apne Lajata Hua, Aur Ashqe Nadamat Bahata Hua Teri Rehmat Pe Nazre Jamata Hua, Dar Pe Hazir Ye Tera Gunahgaar Hai Koi Sajdo Ki Saugat Hai Na Koi Sohzo Taqwa Mere Paas Sarkar Hai Chal Pada Hoo Madine Ki Janib Magar Haii Sar Par Gunaho Ka Ambar Hai. Mujrimo Ko Saha Bakswata Hai Ti Sari Ummat Ki Bigdi Banata Hai Tu Gam Ke Maaro Ko Seene Lagata Hai Tu Bekaso Gamzado Ka Tu Gamkhwar Hai Tera Shani Kahan Shah e Kono Makan, Mujsa Aashin Ummat May Hoga Kahan Tere Afwa Karam Shah e Do Jahan, Kya Koi Mujse Badhkar Bhi Haqdaar Hai. Thokare Darbadar Kab Talak Khaoo May, Fir Madine Muqaddar Se Kab Aaoo May Kash Qadmo May Sarkaar Mar Jaoo May, Ya Nabi Ye Tamnna e...

Madina Saaddi Jaan Ay

Madina saaddi jaan ay, Madina imaan ay Madina saaddi jaan ay, Madina imaan ay Do jag ton haseen ay, Madinay di zameen ay Madina saadda deen ay, Madina saaddi jaan ay Madinay di bahar ton, Tay Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) day har yaar ton Ay jind qurban ay, Madina saaddi jaan ay Madina sara nur ay, Nigawaan da saroor ay Dilaan da armaan ay, Madina saaddi jaan ay Tuun puchh quran ton, Tay puchh Rahman ton Madinay di ki shan ay, Madina saaddi jaan ay Dilaan nuun tarrpaawan di, Tay mast banawan di Madinay di azaan ay, Madina saaddi jaan ay Zameen o aasmaan da, Tay saaray hi janaahn da, Madina sultaan ay, Madina saaddi jaan ay Ay jag jo aabaad ay, Tay har koii shaad ay Madinay da ihsaan ay, Madina saaddi jaan ay Dardi is naat da, Tay saari gal baat da Madina unwaan ay, Madina saadd...

Mainu Sohne Ne Bulaya

Allah hu Allah hu Dil pawe chaliyaan Mainu Sohne (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne bulaya main Madine chaliyaan Mainu karo ni teyaar, Gal pao pholaan dei haar Mainu millo waar-o-waar main Madine chaliyaan Haji chale nei Madine, agg parke mere seene Ais lagi hoyi agg noun bujaan chaliyaan Haji kar dei tawaaf nale chumde nei ghulaaf Main whi Ka’abe da ghulaaf houn chumman chaliyaan Khane Ka’abe dei minaar jithe lagi ae bahaar Ais lagi hoyi bahaar noun main wekhan chaliyaan Khane Ka’abe diyaan galiyaan jithe laya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ji ne taliyaan Ahnaan galiyaan da main bosaa lain chaliyaan Allah Hu Allah hu Dil pawe chaliyaan Mainu Sohne ne bulaya main Madine chaliyaan  

Mustafa Aa Gaey Mustafa Aa Gaey

Chaar su Rahmatoon ke ujaale huwey Bazm-e-kowneyn ke peyshwaa aa gaey Zaraey aflaak se baatein karney lagey Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaey Mustafa aa gaey Gham ke maarey huwey muskaraaney lagey Zulmatoon ke makeen jagmagaane lagey Be kasoon ke muqaddar thekaaney lagey Sab ke muhsin habeeb-e-Khuda (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaey Hazrat-e-Musa jin ko taraste rahey Ibn-e-Maryam bhi jin ki khabar dey gaey Pehley aaey huwey jin ke peechay kharhey Aaj woh khaatim-ul-anmbiya (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaey Be zabaanon ko tarz-e-sadaa bakhsh di Fani insaaniyat ko baqaa bakhsh di Dushman-e-jaan ki har ik khata bakhsh di Ban key Rehmat Shafi-ul-waraa aa gaey Shab gazeedah ko nur-e-sahar de diya Kor-e-deedah ko zowq-e-nazar de diya Be nawa ko dua ka ...

Manqabat: Ghaus E Azam

Ghaus e azam mayra peer, Allah hi allah Saaray valiyon kay ameer, allah hi allah Mangton ko sultan banaya choron ko abdaal Sab ki jholi bhar daytay hain aise hain lajpal Har mushkil aasaan banatay hain peeraan e peer Rozon kay ayaam mayn a-ay mayray ghaus e paak Noor ki kirnay saatth la-ay mayray ghaus e paak Un kay ajaanay say ttootti kufr ki har zanjeer Jiss nay un ka naam liya he uss ka bayrra paar Jo un kay ho jatay heyn un ka he yay sansaar Aa-o sabhi un kay gunga-ayn jaag utthay taqdeer Mawla ‘Ali (radi Allahu ‘anhu) kay aap hain pyaray waliyon kay sardar Sab kay so-ay bhaag jaga do baghdadi sarkar Ham par bhi ho nazar e karam ham hain bahot dilgeer  

Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai meray Seenay Mein

Madinah deykhney ki aarazu hai meray seenay mein Ilahi! woh ghadi aaey keh mein pohonchun Madiney mein Hai mukhda wa-Duhah ka, zulf hai wal-Layl ki Teri Ghulaab-o-mushk sey barh kar hai bu Teray paseenay mein Karein gey mujh sey aasi par bhi woh lutf ki baarish nah tha yeh qiyaas mein meray, nah tha meray qareeney mein Makeen-e-Ghunbad-e-Khazra! (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bula lo Apney qadmon mein Teri doori key nishtar rowz-o-shab chubhtey hein seenay mein Hun baada-e-khwaar Abid aur mey khanah ho woh jis mein ho Saaqi, saaqi Kauser mazah aajaaey peenay mein  

Meri Jholi Ko Bhar Day Eh Khuda

Meri jholi ko bhar day eh khuda sadqay Muhammad(salla Llahu ‘alayhi wa sallam)kay Gunahgaron ka bhi kar day bhala sadqay Muhammad kay Hamaray haal pay daata karam apna sada rakhna Tuhi sheytaan say imaan walon ko bacha rakhna Har ik tufaan mayn dayna aasra sadqay Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay Samajhti he yay dunya apna ham iman day dayn gay Magar iman ki khaatir ham apni jaan day dayn gay Hamay iss aazmaish say bacha sadqay Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay Tayri rahmat ko ro ro kay ham aey malik jaga dayn gay Yay parday aasman kay ham dua-on say ghira dayn hay Hame noor e khuda say phir mila sadqay Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay Jahan mayn bay saharon ko faqat tayra sahara he Nahiin he koii bhi apna bas ik tu hi hamara he Jo ...

Madine Ko Jaaen Yeh Jee Chahta Hai

Madine ko jaaen yeh jee chahta hai Muqaddar banae yeh jee chahta hai Madine ke Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) do alam ke Mawla Tere pas aein yeh jee chahta hai Jahaan dono alam hai mahu taman’na Wahaan sar jhukane ko jee chahta hai Dilaun se jo nikle Diyare Nabi me Sune woh sadein yeh jee chahta hai Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki batein Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Sirat Sune aur sunae yeh jee chahta hai Dare Pak ke saamne dil ko thame Kare hum duain yeh jee chahta hai Pahunch jae behzaad jab hum Madine To khud ko na payein yeh jee chahta hai