Mera to sab kuch Mera roop wi nai, mera rang wi nai, menu Madani manaun da dhang wi nai. Mera ishq wi Rumi warga nai, meri Jaami wargi torr wi nai. Par main yaqeen nal eho kehna haan, Menu Sohne jeya koi hor wi nai. Kyoun ke mera to sab kuch mera Nabi hai. Mera to sab kuch mera Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai. Ussi ke qadmon mein rah meri, ussi ki pyaasi hai chah meri Ussi ki mujrim meri khatayein ussi ki rehmat gawah meri Ussi ka gham mujhko saath rakhe wohi mere dil pe haath rakhe Woh dard bhi hai, sukoon bhi hai Mera to sab kuch mera Nabi hai Woh meri manzil bhi, humsafar bhi Woh saamne bhi, pass-e-nazar bhi Wohi mujhe door se pukare ussi ki parchayi ruh par bhi. Woh rang mera, woh meri khushboo Main Usski Muthi ka eik jugnu Woh mere andar ki roshni hai Na mujhse baar-e-a...
Gönüllärde hasretin var Yüreklär ashkenla tcharpar Sensiz Dünya bizlere dar Seelam sana Ey kotlu yar (Our souls long for you Our hearts beat with your love This world without you is unbearable for us Peace and blessings upon you O Prophet) With submission, faith and patience You conveyed the noble “message” Brought us light through your guidance Peace be upon you my beloved Ya habibi ya Muhammad (Muhammad O my beloved) Chorus: Ya Nabi salam ‘alayka Ya Rasool salam ‘alayka Ya Habib salam ‘alayka Salawatu Allah ‘alayka (O Prophet peace and blessings be upon you O Messenger peace and blessings be upon you O Beloved peace and blessings be upon you May the peace and blessings of Allah be upon you) Teri mohabbat kee mehek se Yeah zameeno asma abadh hain Rehmat...
jo Nabi par nisaar hota hai woh barra purmkaar hota hai jo musalsal darood parhta hai usko bhi rab se pyaar hota hai miraaj ki shab hai noorani mehboob se hai milne ki gharri mujhe yaad aate hain Nabi Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jibril se maula ne yeh kaha tum jao Madine abhi abhi mujhe yaad aate hain Nabi Nabi buraq bahisht se le jao mehboob ko mere le ao mujhe yaad aate hain Nabi Nabi Jibril se rab ne farmaya khushboo se hawaein tar kar do hai arsh pe dekho dhoom machi mujhe yaad aate hain Nabi Nabi jab soorah e taha ki koi quran mein tilawat karta hai azaad mera dil ro ro kar tanhai mein aahein bharta hai mujhe yaad aate hain Nabi Nabi sahil ne safi ko pohncha di aur arsh ke zeene pohncha di bas itni tamanna hai tujh se Allah Madine pohncha de mujhe yaad aate hain Nabi Na...
Rukh e Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko dekha to diyon ne jalna seekha Yeh karam hai Mustafa ka shab e gham ne dhalna seekha Yeh zameen ruki hui thi yeh falak thama hua tha Chale jab mere Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) to jahan ne chalna seekha kis ne zarron ko uthaya aur sahra kar diya kis ne qatron ko milaya ayr darya kar diya kis ki hiqmat ne yateemon ko kiya durre yateem aur ghulamon ko zamane bhar ka maula kar diya admiat ka gahraz saama muhayya kar diya ik arab ne aadmi ka bol bala kar diya Chale jab mere Muhammad to jahan ne chalna seekha Bara khush naseeb hoon main, meri khush naseebi dekho Barri kam seeni se main ne hai yeh naat parhna seekha apni bakhshish apni bhalai ka samaan nikala hai main to nabi ke gun gata hoon jab se hosh sambhala hai bachp...
sada raway wasda makhana sade peer da jag ton nirala aastana sade peer da sada rahwe wasda makhana sade peer da nashe maikharan nun tawhid wale chadhe ne qadri sultani jinnan piyale hathi pharre ne pairan ton na dole mastana sade peer da sada rahwe wasda mahkhana sade peer da aj mere peer de daware utte ‘id ae sohne Murshid ne karoni aj deed ae sohna lajpaal ae gharana sade peer da sada rahwe wasda mahkhana sade peer da jedhe mere peer de daware utte aunde ne rab di sau mitthiyan muradan le ke jande ne sada khulla rahnda ae khazana sade peer da sada rahwe wasda mahkhana sade peer da peer jo sohna mera nishaan peer-e-archi de au sare shahzade aali shaan peer-e-archi de innan/jinnan naal wasda ae khana sade peer da sada rahwe wasda mahkhana sade peer da sajjan darood bhejan jadon sarka...
Miles away, oceans apart Never in my sight, but always in my heart The love is always there, it will never die Only growing stronger, a tear rolls down my eye I’m thinking of the time When the day will come Standing there before You Accept this Hajj of mine Standing in Ihram Making my Tawaf Drinking blessings from Your well The challenge of Safa and Marwa rekindles my Iman Chorus: O Allah I am waiting for the call I’m praying for the day when I can be near the Ka’ba walls I feel alive and I feel strong I can feel Islam running through my veins To see my Muslim brothers their purpose all the same Greeting one another, exalting one true Name, Oh I truly hope one day, everyone will get the chance To be blessed with the greatest honour Of being called to Your Noble House Stan...