hanjuan naal moun dho lain na main yaadan di khushbo lain na jadon yaad Madina yaad aunda main nukre bai ke ro lena chale jis wele purey di hawa Madina sanu yaad aunda au rab kare na madine ton juda madina sanu yaad aunda aye rasool e amin, khatam ul mursalin tujh sa koi nahi, tujh sa koi nahi hai yeh apna aqeeda, basid ko yaqeen tujh sa koi nahi, tujh sa koi nahi dunya mein ehtaram ke qbil hain jitne log main sab ko maanta hoon lekin mustafa ke baad hai yeh apna aqeeda basid ko yaqeen tujh sa koi nahi tujh sa koi nahi meri nazar wich jache ki hor koi meri akh huzoor nal larri hoi ae mere dil de ayine wich ki dassan soorat paak Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) di jarri hoi ae malakul maut kadde kiwe jaan meri jo aus zulf e daraaz wich arri hoi ae abe hashr da howe ki khauf ma...
woh mah-e-farozan woh nayyar-e-taaban mera mustafa hai mera mustafa hai woh bara rabi ul awwal ko aya jo awwal bana hai mera mustafa hai to kya tu ne dekha woh mausam badalna woh pathar zameen par phoolon ka khilna woh arsh-e-ula ka zameen par utarna jo haan utra hai mera Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai to kya tu ne dekha hai quran ko chalte ke sehra mein jaise darya hon behte woh tareek raaton mein suraj nikalte jo haan nikla hai mera mustafa hai to kya tu ne dekhi hai aisi qabaein ke mah o mahar bhi lein jin se ziayein woh paivand ke jaisi saji kehkashaein jo yeh pehnta hai mera Mustafa hai to kya tu ne dekha woh rahmat ka manzar idhar se dua’ein udhar se hain pathar woh taif ki wadi woh dawar ka dilbar jo tanha kharra hai mera Mustafa hai to kya tu ne dekha woh a...
Akhri waqt mein kya raunaq e dunya dekhoon Ab toh bas ek hi dhun hai ke Madina dekhoon Isne bhi Madina dekh liya usne bhi Madina dekh liya Sarkar kabhi toh mai bhi kahoon maine bhi Madina dekh liya Ab toh bas ek hi dhun hai ke Madina dekhoon Mainu majburiya te dooriya ne maareyaa Sadh lo Madine Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) karo meherbaaniyan Tussaan te hai derra main ton bari door la leya Sadh lo Madine Aaqa Karo Meherbaaniyan Ab toh bas ek hi dhun hai Ke Madina dekhoon Phir karam ho gaya main Madine chala Jhoomta jhoomta main Madine chala Saakiya meh pila main Madine chala Mast o bekhud bana main Madina chala Mere Aaqa ka dar hoga paysh e nazar Chahiye aur kya main Madine chala Ab toh bas ek hi dhun hai Ke Madina dekhoon Ek roz hoga jana Sarkar ki Gali mein Hoga waheen thika...
Ya Imam ar-rusli ya sanadi, anta babuLlahi mu’tamadi Fa bi dunyaya wa aakhirati ya Rasula Llah khudh biyadi O leader of all Prophets, o you my Support, You are the door to Allah, the one on whom I rely. In this my dunya and in my afterlife,O Messenger of Allah, take me by my hand. Qasaman bi n-Najmi hiina hawa ma l-ma’afaas s-saqeenusawa fakhla’i l-kawnayni ‘anka sawaa, hubbi mawla l-‘urbi wa l-‘ajami An oath was sworn “By the star when it declines”, Good health and sickness are not alike. So divest yourself of the two universes, except for Love for the Master of the Arabs and non-Arabs. Sayyidu s-saa daati min mudari, ghawthu ahli l-badwi wa l-hadri Sahibu l-aayaati wa s-suuri, manba’u l-ahkaami wa l-hikami He is the Master of Masters, from the people o...
Baat jo kijiye aur jab kijiye Saath me zikr-e-mehboob-e-rab kijiye Chahatein ho mile, zoq, aansoon bahein Laghw baatoon se bund apne lab kijiye Lo wo minaar o gumbad nazar aa gayein Ab salaam arz sab ba-adab kijiye Qalb-e-tareek par rakh ke apna kadam Chand naa mere mah-e-arab kijiye Dar pe aa kar bikari phire namuraad Ye gawara bala aap kab kijiye Wo nawaze ge khali na loataaye ge Unse haajat hal apni sab kijiye Mar raha hoon gunaahoon ke amraaz se Ik nazar jaan pe jaan balab kijiye Zindagi me hazaaroon safar kar liye Dil ne chaha, na chaha magar kar liye Ab dar-e-mustafa ka safar kijiye Sunke faryaad imdaad ko aagaye Yaad Ubaid-e-Raza unko jab kijiye
Muskura do do alam badal jaega Yeh nizame do alam sambhal jaega Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ya Nabi… Aap ae zamana fida hogeya Arsh jhuk kar adab se khara hogeya Lamakan pe bhi shor bhapha hogeya aaj paida habibe khuda hogeya Kyoun manaye na id-e-milad nabi aaj ke din the ae hamare Nabi aisi rahmat karam ki si baad chali asiyon ko kare ik nazr mein wali aaj jhumo ke ae hain khayr ul-bashar aaj gao ke thanda hai rabb ka sahar un ke hote hue ke sadr kya fikr waste hamare kya ji qadr torre qadmoun ko chumo yeh dil ki lagan torre jute uthane ko machle yeh man torre pao dabao kahe mera man shaha kuch to mujhe mere man ki lagan zaate ahmad se dil ko taharat mille dil ko taskin, ruh ko sarawat mille dil lagane se tum ko phir Allah mille woh Muhammad hain unse sab kuch mill...