Large Category

Marhaba aaj chale ge shah-e-abraar ke paas

Marhaba aaj chale ge shah-e-abrar ke paas Insha’allah pohonch jaaein ge sarkaar ke paas Main gunahgaar gunahoon ke siwa kya lata Naikiaan hoti hai sarkaar niko-kar ke paas Dono aalam ki bhalayi ka sawali bhan kar Ik bikari hain khara aap ke darbar ke paas Istikaamat ise imaan pe ataa kar deejayein ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ik bikari hai khara aap ke darbar ke paas Kabr me yoon hi nakeeroon me nahi aa pohncha Hai ghulami ki sannad dekhlo Attar ke paas

Taj walon ke saron par paye aqdas aap ke

Taj walon ke saron par paye aqdas aap ke main bhi choomon ga payambar paye aqdas aap ke aap ke qadmon ke neeche narm pathar ho gaye kya kahoon Allahu akbar paye aqdas aap ke sust aur kamro sawari tez ho jati wahin jab lagate eik thokar paye aqdas aap ke meri qismat bhi khule gi mere ghar bhi ayein ge dekhoon ga mein zindagi bhar paye aqdas aap ke is liye Makkah madina ban gaye dono haram aa gaye jab banda parwar paye aqdas aap ke khak pay-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki khai Quran ne qasm tayyib-o-tahir munawwar paye aqdas aap ke kya makan ho la makan tak chap hai qadmain ki sidra-o-raf raf se uppar paye aqdas aap ke hashr tak mit ta nahi hai mit gaya jo aap par aye ujagar thaam mit kar paye aqdas aap ke

Rahmat ka hei darwaza khhula maang aray maang

Rahmat ka hei darwaza khhula maang aray maang Deta hei karam un ka sada maang aray maang Aa ja-ai ga ik roz bhi teba se bulawaa Har waqt madine ki dua maang aray maang Bhar ja-ai ga kashkol muradon se tera bhi Ban kar mere aqa ka gada maang aray maang Mayoos na ho ye mere lajpaal ka dar hei Hei kiss liye khamosh khharra maang aray maang Sarkar se sarkar ko maanguun ga niyaazi Sarkar ne jiss waqt kaha maang aray maang

Shan wala sohna Nabi sada lajpaal eh

shan wala sohna Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) sada lajpaal eh Allahumma salli ala sayyidina Muhammadin jhulliyan hanerian te rehmatan sanwareya bujheya na diwa jedha nabi sohne baleya naam Nabi de naal sadi jaan te pehchan eh is naam nal sada naam te nishan eh sanu te huzoor diyan nisbatan ne paaleya barkatan te rehmatan da ant nai hisab nai roz-e-Nabi da hor kite wi jawab nai sara jag akhiyan ne wekheya te bhaleya kinne sade aqa wangon sade lai rohna eh ohde jaya sohna aya eh na auna ae koi na sawali jithe buhe utton taleya qainaat wich sada sohna bemisaal eh us da sahara rehnda sade naal naal jadon assi digge sanu us ne sambhaleya sohne piche unan sara gham dukh sehna ae aashiqan zahoori kadon thande hoke behna ae jinna nun wichone wali agg ne ubaleya shan wala sohna Nabi sa...

Baithe baithe kaam saara ho gaya

Baithe baithe kaam saara ho gaya Sabz gumbad ka nazara ho gaya kar liya Allah ne usko pasand, jo mere Aaqa ka pyaara ho gaya Mil gaya sadqa mujhe Aaqa ka, zindagi bhar ka guzara ho gaya Naam naam-e-Mustafa salli ‘ala, besaharon ka sahara ho gaya Aap ke darbaar gohar baar se, Saare mangton ka guzara ho gaya Mohsin aasi hai yakeen yeh hashr mein woh kahenge, tu hamara ho gaya Zindagi bhar naat main parhta raha Meri bakshish ka sahaara ho gaya

Sarkaar Yeh Naam Tumhara Sab Namoon Say Hay Piyara

Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Yeh Naam Tumhara Sab Namoon Say Hai Piyara Iss Naam Say Chamka Sooraj Aur Chamka Chaand Sitara Hua Her Suu Khoob Ujala Hua Roshan Alam Sara Mera Naam Keray Ga Roshan Do Jagg Main Naam Tumhara Jab RAB-e-Qadeer Tumhari Keray Khud hi Midha saraye Her Ek Kay Laboon Pay Phir To Tareef Tumhari Aye Sadd Shuker Kay Zikr Tumhara Rahay Her Dam Wird Hamara Mera Naam Keray Ga Roshan Do Jagg Main Naam Tumhara Her Waqt Per Hum Nay Dekha Hay Tumhain To Ma’el Dar-e-Pak Pay Aya Jab Bhi Kesa Hi Koi Sa’el Ay Rehmat-e-Alam Tum Nay Usay Ker Hi Leya Hay Gawara Mera Naam Keray Ga Roshan Do Jagg Main Naam Tumhara Sa’el Hoon Teray Dar Ka Milay Mujh KO Bheek Karam Ki Rekh Laaj Ay Mere Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Iss Mere Chashm-e-Naam Ki ...