Large Category

Na Baharein Na Hi Gulzaar

Na baharein na hi gulzaar nazar aate hain Jiss taraf dekh lo Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) nazar aate hain Aaj bik jaun, ke yeh mauka na ayega kabhi Aaj woh khud hi kharidaar nazar aate hain Aise lagta hai mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) challe aate hain Raqs karte dar-o-deewar nazar aate hain Ankh se ansoo nahi, sajde gira karte hain Jab tere Gumbad-o-Minaar nazar aate hain Jis ki qismat mein ho Taiba ki galli ke phere Woh na jannat ke tallabgaar nazar aate hain Aise lagta hai mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) challe aate hain Wajd karte dar-o-deewar nazar aate hain Qadmon ka kaam hai yeh dagmaagate hain Dil to gir jaayein jahaan wahin parre rehte hain Unke aane ki gharri hai woh hain aane waale Mere Sarkar ki mehfil ko hum saajaye hue hain Mai...

Chaand Taare Hi Kya Dekhte Reh Gaye

Chand taaray hi kyaa, dekhtay reh ga-ay, Unko arzo samaa dekhtay reh ga-ay. Ham daray Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) dekhtay reh ga-ay, Noor hi noor tha, dekhtay reh ga-ay. Parh kay roohul ameen, soora e wadduhaa, Soorat-e-Mustafa dekhtay reh ga-ay Wo Imaamat ki shab, wo Saff-e-Ambiyaa, Muqtadi muqtadaa dekhtay reh ga-ay. Naykon bad par huwaa, un ka yaksaa karam, Log acha buraa dekhtay reh ga-ay Kya khabar kiss ko kab Jaam-e-Kausar milaa, Hum to unki adaa dekhtay reh ga-ay Ho ke gumm ay Naseer Unke jalwon mein hum, Shaan-e-Rabbul ‘Ulaa dekhtay reh ga-aye Baar baar tauba ki aur phir torr di Woh Habib-e-Khuda maaf karte rahe Ya Rasul Llah ya Habiba Llah Mere sar ko Haram ki fiza chahiye Ya Rasool Llah ya Habiba Llah Mere dil ko Dar-e-Mustafa chahiye Fazl-e-Rabb-ul-‘...

Tu Kareem Hai Kar De Karam

Tu kareem hai kar de karam. Tu raheem hai kar de karam. Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Dunya ki mohabbat ka qaidi hoon Mujhe apni mohabbat ata kar de Main kuch bhi hoon, Tera banda hoon Aye Maula mujhko reha kar de Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Teri rehmaton ka bas taalib hoon Mujhe apni himayat aata kar de Main mujrim hoon, main mujrim hoon Aye Khuda tu mujhko reha kar de Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Mere har ik saans mein bass jaaye Tere dhikre munnawar ki khushboo Tere dhikre muqaddas ki khushboo Ho Ka’aba mere tassawur mein Meri nass nass bole Allah Hu Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Phir josh e Bilali paida ho Muslim ki paak azaanon mein Phir haidri naare gunj uthein Batil ke sab imaanon mein Allah Allah Allah Allah...

Allah Allah Kariye Taan Gall Bann Di Ay

Allah Allah kariye taan gall bann di ay Kaamil Murshid pharriye taan gall bann di ay Allahu diyan zarban laa ke seene te Seena roshan kariye taan gall bann di ay Aqalmanda nu puthiyan sochan le dubbiyan Murshid de sang challiye, taan gall bann di aye Murshid da kamm haq de raste paa dena Pair sambhal ke dhariye, taan gall bann di ay Dil wich naqsh bitha ke sohne Murshid da Murshid murshid kariye taan gall bann di ay Apna aap mitta ke milye murshid nu Marran ton pehlaan marriye, taan gall bann di ay Sirr nazrana kariye sirr de saiyeen ton Naa de ehna te marriye, taan gall bann di ay Allah Allah kariye taan gall bann di ay Kaamil Murshid pharriye taan gall bann di ay

Allah Kare Ke Ho Jaaye

Allah kare ke ho jaaye guzar Taiba ki galliyon se. Main saari zindagi kar doon bassar Taiba ki galliyon mein. Hua jo Aamina Bi ki goad mein Tera zahoor Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Khud Jibriel ne yeh di khabbar Taiba ki galliyon mein. Jo dekha Gumbad-e-khadra ke saaye mein kharre ho kar. Jamaal-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aaya nazar Taiba ki galliyon mein. Tere Darbaar ka darba banoo main bhi kabhi Aaqa. Mere Dilbar mujhe bhi ho fakhar Taiba ki galliyon mein. Hawaaein rehmaton ki wahaan subho o shaam chalti hain. Barasta noor hai sham o sahar Taiba ki galliyon mein. Tere dar ke galli kooche jo palkhon par uthaoon main. Meri saari guzar jaaye ummar Taiba ki galliyon mein. Jo tukre ho gaya tha mere Aaqa ke ishaare par. najdi tum ne nahi dekha qamar Taiba ki...

Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn

Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn Manaunga Ke Jhoom Jhoom Ke Naat-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Sunaunga. Jhoom Jhoom Ke Sare Bolo Marhaba Jhoom Jhoom Ke Sare Bolo Marhaba. Wiladat-e-Shah-e-Deen Ka Maheena Aaya Hai Galli Makaan Dukaan Aaj Sab Sajaunga Ke Jhoom Jhoom Ke Naat-E-Nabi(salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  Sunaunga Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn Manaunga Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn Manaunga Jhoom Jhoom Ke Sare Bolo Marhaba Jhoom Jhoom Ke Sare Bolo Marhaba Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn Manaunga Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn Manaunga. Khuda Ke Fazl Se Phir Baarvi Ki Raat Aayi Dil-e-Hazi Mein Khushi Ke Diye Jalaunga Ke Jhoom Jhoom Ke Naat-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Sunaunga Main Jashn-e-Aamad-e-Sarkar Youn Manaunga Main Jashn-e-Aamad-e-...