Mera Hussain (radi Allahu ‘anhu) Bagh-e-Nabuwat Ka Phool Hai Haidar Ki isme Jaan hai, Khoone batool hai Guzra Jahaan jahaan se nawasa Rasul (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka ab tak wahan khuda ke karam ka nazoor hai aisi azeem zaat hai, moula Hussain (radi Allahu ‘anhu) ki jiske liye rasool ke sajdoun mein dhool hai
Anta nooru Llahi fajran Ji’ta baadal usri yusran Rabbuna a’alaka qadran Ya imam al Ambiya’i [Translation:] You are the light of Allah at dawn You came after the hardship as convenience Our Allah raised up your position Oh Imam (Leader) of the Prophets Anta fi l-wajdani hayyun Anta li l-‘aynayni dayyun Anta ‘inda l-hawdi rayyun Anta haden wa safiyyun Ya Habibi ya Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) [Translation:] You are alive in sentiment You are the light of eyes You are the irrigation at the Hawd (basin) You are the absolutely pure guide My beloved Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ya Nabi salam ‘alayka Ya Rasul salam ‘alayka Ya Habib salam ‘alayka Salawatu Llah ‘alayka [Translation:] Oh Prophet, peace be upon ...
TOP 8 Arabic Nasheeds 1. 2. 3. 4. 5. 6. 7. 8.
Khaak suraj se andheeron ka izaala ho ga. Aap aaey to mere ghar me ujaala hoga Hashar mein unka har ik chaahne waala hoga mere sarkar ka aalam hi niraala hoga ishqe Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki ik shamma jalaalo dil mein baad marne ke lahad mein bi ujaala hoga Aap aaye… Jab bi maango to waseele se unhi ke maango is waseele se karam our dubala hoga Aap aye… hashar mein hoga wo Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke jande ke tale meri sarkaar ka jo chahane waala hoga aap aye… hashar mein usko bi seene se lagayege huzoor jis gunahgaar ko har eik ne tala hoga aap aye…. Sila-e-naat-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) paunga jis din khalid Wo karam dekh na tum dekhne waala hoga
Allahi Allah kiya karo Dukh na kisee ko diya karo Joh duniya ka malik hai Nam usee ka liya karo Allahi Allah (Say always in remembrance Allah O Allah Do not give anyone sorrow or despair For He is the sovereign king of the whole world Take only His name Allah O Allah) Just like a sunrise Can’t be denied no Just like the river Will find the sea O Allah, you’re here And You’re always near And I know without a doubt That You always hear my prayer Chorus So many bright stars Like diamonds in the sky, Oh It makes me wonder How anyone can be blind To all the signs so clear Just open your eyes And I know without a doubt You will surely see the light Theri hi dunya Theri zameen Yeh kahekashan hai Thu hai Karim Mere….Maula Sunle dhua Hum bebas hain There bina Roshan kar jaha...