Large Category

An Nabi Sallo Alaih

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) An Nabi sallu ‘alayh, salawatu Llah ‘alayh, wa yana lu l-Barakat Kullu Man Salla ‘alayh An Nabi Ya hadirin, i’lamu ‘ilm al-yaqin, anna Rabb al-Aalameen Wa Rada Salla ‘alayh An Nabi sallu ‘alayh, salawatu Llah ‘alayh, wa yana lu l-Barakat Kullu Man Salla ‘alayh Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi.. Kaabe Ke Badrud Duja – Tum Pe Karodon Durood Tayba Ke Shamsud Duha – Tum Pe Karodon Durood Shafiye Roze Jaza – Thum Pe Karodon Durood – Dafiye Jumla Bala Thum Pe Karodon Durood Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) An Nabi Ya Man Hadar...

Aapne daamane shifaat

Apnay daamane shifaat main chupaye rakhna Mere sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meri baat banaye rakhna Maine maana ke nikamma hoon magar aap ka hoon Is nikamme ko bi sarkar nibaye rakhna Mere sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meri baat banaye rakhna Jab sare hashre sawaaneze pai suuraj aaye Aapne kamli kai gunahgare pai saye rakhna Mere sarkaar meri baat banaye rakhna Un kai aane ki gari hai wo hain aane waaley Mere sarkar ki mehfil ko sajaye rakhna Mere sarkaar meri baat banaye rakhna Zarraye khaak ko khursheed banane waey Khaak hoon khaak ko kaadmoon sey lagaye rakhna Mere sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  meri baat banaye rakhna Apney daamane shifaat main chupaye rakhna  

Mehboob Da Mela Eh

Mehboob da mela eh Mehfil nu sajayee rakhna, odhe aan da wela eh Rehmat da khazeena eh Lokan diyan lakh tarrha, sadhi tarrh madina eh Dassan gal ki khazeene dee Saara jaag khanda eh, kheraat madine dee Odha ruthba na koi thole Kerrha ous dee rees kare, jidhe mou vich raab bole Ki karna khazeene nu Saare gham bhul jandhe, mou kar lo madine nu Koi sona chandi eh Dekh ke madine nu, janat sharmondi eh Mehboob da mela eh Mehfil nu sajayee rakhna, odhe aan da wela eh  

Sooey Taiba Jane walo

Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Meri ankhon ko dikha do shah-e-deen (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka aastaana Hain wo jaaliyan sunehri meri hasraton ka mehwar Wo sahara mujh ko dein ge jo hain khaas rab ke dilbaar Mujhe pohnch kar madine nahin laut kar hai aana Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Main tharrap raha hoon, meri be bassi to dekho Main asseer-e ranj-o-gham hoon, meri be kali to dekho Zara roza-e Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka mujhe raasta dikhaana Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Darr-e-mustafa pe meri jab haazari lage gee Mujhe phir karam se un ke naey zindagi mille gee Mere laab pe raat din ho shahe batuha ka taraana Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Koi kal ke aik pal ka nahin kuch bhi hai barhossa M...

Sooey Taiba Jane walo

Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Meri ankhon ko dikha do shah-e-deen ka aastaana Hain wo jaaliyan sunehri meri hasraton ka mehwar Wo sahara mujh ko dein ge jo hain khaas rab ke dilbaar Mujhe pohnch kar madine nahin laut kar hai aana Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Main tharrap raha hoon, meri be bassi to dekho Main asseer-e ranj-o-gham hoon, meri be kali to dekho Zara roza-e Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  ka mujhe raasta dikhaana Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Darr-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  pe meri jab haazari lage gee Mujhe phir karam se un ke naey zindagi mille gee Mere laab pe raat din ho shahe batuha ka taraana Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Koi kal ke aik pal ka nahin kuch bhi hai barhossa...

Amina Ka laal Aaya

Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)Aaya, Amina Ka laal Aaya Agaya woh noor wala, jis ki uchi shaan hai, jis ki midhat main utara rabb ne ye Quran hai, Amina (radi Allahu ‘anha) laal Aaya, Amina Ka laal Aaya Ho bayan kaise fazeelat Amina ke chand ki, Us ki to har har ada par bolta Quran hai, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya Jo kaha mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne woh hamesha sach howa, ho bahoo tasleem karta aaj sciencedaan hai, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya Amina (radi Allahu ‘anha)tuj ko mubarak tere ghar jalwa figan, Aaj woh mah he risalat nabiyun ka sultan hai, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka la...