Ey Shahen Shahe Madina As-salatu wa s-salam Zeenate ‘arshe mou’alla As-salatu wa s-salam Rabli habli ummati kehte houwe pehda houwe Rab ne farmaya ke bakhsha Asswalatou Wassalam Sarjouhka karba adaad ‘ishke Rasula Llah mein Kehraha hein har sitara Asswalatou Wassalam Mo’mino parte raho toum apne aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) par dourood Hein firishton ka wazifa Asswalatou Wassalam Jab firishte qabre mein jalwa dikhaein apka Ho zaban par pyare aaqa Asswalatou Wassalam Mein wo sunni houn jamile qadiri marne ke daad Mera lasha bhi kaheinga Asswalatou Wassalam Ey Shahen Shahe Madina As-salatu wa s-salam Zeenate ‘arshe mou’alla As-salatu wa s-salam
Lagiyan Ne Mojan Honr Laayi Rakh Soniya Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soniya Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) De Gulaman Da Main Adna Ghulam Aan Loki Kehnde Khas main Te Amaan Tu Wii Aam Aaan Parda je Paaya Hai Te Paayi Rakhin Soniyan Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soniya Lagiyan Ne Mojan Honr Laayi Rakh Soniya Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soniya Kisse No Main Apna Dukhra Sunaya Nayi Tere Baajon Kisse Meno Seene Naal Laaya Nayi Seene Naal Laaya Aey Te Laaye Rakhin Sonya Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soniya Lagiyan Ne Mojan Honr Laayi Rakh Soniya Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soniya Hashr Dihare Jaddon Amlan To Tolran Sharm de Maare Main Te Kujh Nayi Bolna Kamli Wich Apni Chupayi Rakhin Soniya Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soni...
Mainu Majbooriyan The Dooriyan Ne Maare Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Sadh Lo Madeene Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Karo Mehrubaniyan Dda Dda Haan Ghareeb Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kol Mere Zar Nahin Uddhuke Main Kee Ven Aaavan Naal Mere Par Nahin Thu Saan The Hai Ddera Main thun Badi Dhoor Lalaya Ko(r)n Jaake Das Se Sho(r)nen Allah De Habeeb (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Noon Sadh Lo Do Vaare Utthe Dukiya Ghareeb Noon Mere The The Ddera Bad Naseebiyan Ne Paale Aa Jaake Kadhi Vekkan Sho(r)nen Gumbad Di Hariyan Liyan Pir Main Niyazi Chumma Roze Diyan Jaliyan Akkan Naal Niyazi Chumma Roze Diyan Jaaliyan Apna The Ro(r)na Saara Main Sheran Wich Sunaliya Tayba De Deedar Baajun Dil Nayyun Lag Dha Teer Hai Judayi Wala Nith Seene Wajdha Inna Sochan W...
Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Muhabbat Kamli Wale se Woh Jazba Hai Suno Logo Yeh Jis Mann Main Sama jaaye Woh Mann Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Gulon ko Choom Laite Hain Seharnam Shabnami Qatre Nabi ki Naat Sun Le tu Chaman Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Jo Naam-e-Mustafa Choome Nahi Dukhti Kabhi Ankhen Pehen Le Pyaar jo Unka Badan Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Nabi...
Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se Daalo Nazr-e-Karam Sarkar,Apne Mangton Par Ek Baar Humne Mehfil Hai Saja’yi Bari Dair Se Mere Chand Main Sadqe Aa Ja Idher Bhi Mere Chand Main Sadqe Aa Ja Idher Bhi Chamak Uththe Dilki Gali Ghoos-e-Azam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se Tere Rab ne Ma’alik Kiya Tere Jadd Ko Tere Rab ne Ma’alik Kiya Tere Jadd Ko Tere Dar se Duniya Pali Ghoos-e-Azam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se Tera Rutba A’ala Na Kiun Ho Ke Maula Tera Rutba A’ala Na Kiun Ho Ke Ma...
Woh Tanha Kaun Hai, Allahu Allah Badshah Woh Kaun Hai Allahu Allah Meherban Woh Khaun Hai Allahu Allah Hasbi Rabbi jalla Llah, Allahu Allah Mafi qalbi ghayr Allah, Allahu Allah Kya Unchi Shaan Hai, Allahu Allah Us ke Sab Nishan Hain, Allahu Allah Sab Dilo ki Jaan Hai , Allahu Allah Hasbi Rabbi Jalla Allah, Allahu Allah Mafi Qalbi Ghayr Allah , Allahu Allah Ya Rabba l-‘Alameen , Allahu Allah Salle Ala Tahal Ameen, Allahu Allah Fee Kulli Waktin Wa heen, Allahu Allah Hasbi Rabbi Jallal La Allah Ho Allah Muafi Kalbi Giar Allah Allah Ho Allah Midhat Teri Hai Chaar So, Allahu Allah Kya Haseen hai Guftagoo, Allahu Allah Shehr-e-Dil Main Tu Hi Tu, Allahu Allah Hasbi Rabbi Jalla Allah, Allahu Allah Mafi Qalbi Ghayr Allah , Allahu Allah Imla Qalbi Bi l-Yaqeen Allahu Allah Thabitni ‘ala ...