Mujko Fir Mubarak Safar Kaafla For Madine Ka Taiyyar Hai Nakiyo Nahi Ka Nahi Tosha Nahi Faqat Meri Jholi May Ashqo Ka Ithaar Hai. Jurm Isyan Pe Apne Lajata Hua, Aur Ashqe Nadamat Bahata Hua Teri Rehmat Pe Nazre Jamata Hua, Dar Pe Hazir Ye Tera Gunahgaar Hai Koi Sajdo Ki Saugat Hai Na Koi Sohzo Taqwa Mere Paas Sarkar Hai Chal Pada Hoo Madine Ki Janib Magar Haii Sar Par Gunaho Ka Ambar Hai. Mujrimo Ko Saha Bakswata Hai Ti Sari Ummat Ki Bigdi Banata Hai Tu Gam Ke Maaro Ko Seene Lagata Hai Tu Bekaso Gamzado Ka Tu Gamkhwar Hai Tera Shani Kahan Shah e Kono Makan, Mujsa Aashin Ummat May Hoga Kahan Tere Afwa Karam Shah e Do Jahan, Kya Koi Mujse Badhkar Bhi Haqdaar Hai. Thokare Darbadar Kab Talak Khaoo May, Fir Madine Muqaddar Se Kab Aaoo May Kash Qadmo May Sarkaar Mar Jaoo May, Ya Nabi Ye Tamnna e...
Sab Ka Khaliqo Malik Tu Allah Allah Allahoo Tujse Alam e Rango Boo Allah Allah Allahoo Allah Allah Allahoo Lailha Illah Hoo Zahir Batin Shan Teri Jism Hai Tera Jaan Teri Jaise Phoolo May Khusboo Allah Allah Allahoo Kauno Makan May Raaj Tera Har Banda Mohtaj Tera Sab Ka Palanhar Hai Tu Allah Allah Allahoo Aur Koi Maabood Nahi Aur Koi Masjud Nahi Layaq e Hamdo Sana Hai Tu Allah Allah Allahoo Tu Hi Mujda e Rehmat Hai Tu Hi Navid e Himmat Hai Aas Hai Sab Ke Dil Ki Tu Allah Allah Allahoo Roknewala Kaun Tuje Toknewala Kaun Tuje Qadir e Mutlab Hai Bas Tu Kaun Tuje Tu Hi Izzat Deta Hai Tu Hi Zillat Deta Hai Sehrat Se Nazdik Hai Tu Allah Allah Allahoo Zate Nabi Hau Aks-a Tera Teri Sada Unki Nawa Noor e Nabi Ki Asla Hai Tu Allah Allah Allahoo Tera Nimaya Noor Bhi Hai Har Shay May Masdur Tera Hi Jalw...
Madina saaddi jaan ay, Madina imaan ay Madina saaddi jaan ay, Madina imaan ay Do jag ton haseen ay, Madinay di zameen ay Madina saadda deen ay, Madina saaddi jaan ay Madinay di bahar ton, Tay Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) day har yaar ton Ay jind qurban ay, Madina saaddi jaan ay Madina sara nur ay, Nigawaan da saroor ay Dilaan da armaan ay, Madina saaddi jaan ay Tuun puchh quran ton, Tay puchh Rahman ton Madinay di ki shan ay, Madina saaddi jaan ay Dilaan nuun tarrpaawan di, Tay mast banawan di Madinay di azaan ay, Madina saaddi jaan ay Zameen o aasmaan da, Tay saaray hi janaahn da, Madina sultaan ay, Madina saaddi jaan ay Ay jag jo aabaad ay, Tay har koii shaad ay Madinay da ihsaan ay, Madina saaddi jaan ay Dardi is naat da, Tay saari gal baat da Madina unwaan ay, Madina saadd...
Allah hu Allah hu Dil pawe chaliyaan Mainu Sohne (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne bulaya main Madine chaliyaan Mainu karo ni teyaar, Gal pao pholaan dei haar Mainu millo waar-o-waar main Madine chaliyaan Haji chale nei Madine, agg parke mere seene Ais lagi hoyi agg noun bujaan chaliyaan Haji kar dei tawaaf nale chumde nei ghulaaf Main whi Ka’abe da ghulaaf houn chumman chaliyaan Khane Ka’abe dei minaar jithe lagi ae bahaar Ais lagi hoyi bahaar noun main wekhan chaliyaan Khane Ka’abe diyaan galiyaan jithe laya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ji ne taliyaan Ahnaan galiyaan da main bosaa lain chaliyaan Allah Hu Allah hu Dil pawe chaliyaan Mainu Sohne ne bulaya main Madine chaliyaan
Chaar su Rahmatoon ke ujaale huwey Bazm-e-kowneyn ke peyshwaa aa gaey Zaraey aflaak se baatein karney lagey Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaey Mustafa aa gaey Gham ke maarey huwey muskaraaney lagey Zulmatoon ke makeen jagmagaane lagey Be kasoon ke muqaddar thekaaney lagey Sab ke muhsin habeeb-e-Khuda (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaey Hazrat-e-Musa jin ko taraste rahey Ibn-e-Maryam bhi jin ki khabar dey gaey Pehley aaey huwey jin ke peechay kharhey Aaj woh khaatim-ul-anmbiya (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaey Be zabaanon ko tarz-e-sadaa bakhsh di Fani insaaniyat ko baqaa bakhsh di Dushman-e-jaan ki har ik khata bakhsh di Ban key Rehmat Shafi-ul-waraa aa gaey Shab gazeedah ko nur-e-sahar de diya Kor-e-deedah ko zowq-e-nazar de diya Be nawa ko dua ka ...
Ghaus e azam mayra peer, Allah hi allah Saaray valiyon kay ameer, allah hi allah Mangton ko sultan banaya choron ko abdaal Sab ki jholi bhar daytay hain aise hain lajpal Har mushkil aasaan banatay hain peeraan e peer Rozon kay ayaam mayn a-ay mayray ghaus e paak Noor ki kirnay saatth la-ay mayray ghaus e paak Un kay ajaanay say ttootti kufr ki har zanjeer Jiss nay un ka naam liya he uss ka bayrra paar Jo un kay ho jatay heyn un ka he yay sansaar Aa-o sabhi un kay gunga-ayn jaag utthay taqdeer Mawla ‘Ali (radi Allahu ‘anhu) kay aap hain pyaray waliyon kay sardar Sab kay so-ay bhaag jaga do baghdadi sarkar Ham par bhi ho nazar e karam ham hain bahot dilgeer