Mein sajdah karun ya ke dil ko sambhalun Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki chokhat nazar aa rahi hain Issi be-khudi main kahiin kho na ja-un tarrap kamli waale ki tarrap aa rahi hain Do aalam ka daata mere saamne hei wo, Kaabe ka kaaba mere saamne hain Ada kyun na farz-e-muhabbat karun mein, khuda ki khudaii jhuki ja rahi hain Galai main hein zulfain to neechi nigahain nazar chuumti hei madine ki raahein Farishte bhi barh kar qadam chuumte hein Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki jogan chali aa rahi hain Faqeeri ka mujh main nahiin hai saleeqa, na aata hai kuch maangne ka tareeqa Idhar bhi nigaahe karam kamli waale zamane ki jholi bhari ja rahi hai Farishto sar-e-raah ankhain bicha do uttho behr-e-tazeem sar ko jhuka do Khuda keh raha hei mere dilruba ki wo de...
Mujh May(N) Unki Sana Ka Saliqa Kahaa(N) Woh Shaahe Do Jahaa(N), Woh Kahaa(N) May(N) Kahaa(N) Un Ka Madd-Ha Sara Khaaliqe Asra Woh Rasoole Zamaa(N) Woh Kahaa(N) May(N) Kahaa(N) Un Ke Daaman Se Wabasta Meri Nijaat Unpe Qurbaan Meri Hayaato Mamaat May(N) Gunahgaar Woh Shaaffaaey Aasiyaa(N) Bekaso(N) Ki Amaa(N), Woh Kahaa(N) May(N) Kahaa(N) Woh Madinah Nagina Jo Hai Arsh Ka Woh Madinah Bharam Jo Bana Farsh Ka Woh Madinah Jahaa(N) Rehmate Bekaraa(N) May(N) Bhi Paho(N) Chu(N) Wahaa(N), Woh Kahaa(N) May(N) Kahaa(N) Shak Nahi(N) Aey Riyaz Is May(N) Hargiz Zara May(N) Saraapa Khata Woh Saraapa Ata Naam Un Ka Rahe Kyo(N) Na Virde Zubaa(N) Hai Jo Taskine Jaa(N) Woh Kahaa(N) May(N) Kahaa(N)
Kamli wala, kamli wala, kamli wala,kamli wala Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale Wo hai badshah-e jahaan, Jameel-o-jaleel wo aisa, dur karde har ek gum ko, wo hain data aisa, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale Arzoo hain wo, tamannah hai wo, ilahi ki haseen roshni hai wo, zindagi hai wo, bandagi hai wo, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)kamli orne wala, Apne kamli mein chupale Muzammil usi ka naam, Mudassir usi ka naam, hazir-o-Nazir wahi hain, zahir wahi hain, batin wahi, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein...
Kadi meynu vi bulaley us dar pey, kadi meri vi tamana poori kardey Madinay vich rehn vale’a, meray Sohney’a Madinay vich rehn vale’a Dam dam yaad teri diil vich rehndi’ey, rohndi’ya ney akhiya tey neendar na pendi’ey Sanu sabz Gumbad dikh’ladey, kadi meri vi tamana poori kardey Madinay vich rehn vale’a, meray Sohney’a Madinay vich rehn vale’a Sadqa shahida da dur hovan duriya, sadlo jii kowl mukh javan majbooriya Sarey suthey naseeb jaga dey, kadi meri vi tamana poori kardey Madinay vich rehn vale’a, meray Sohney’a Madinay vich rehn vale’a Kali kali zulf tey ankh mastani’ey, Sohney’a hai saab teri duniya deewani’ey Eyk noori jaalakh dikh’ladey, kadi meri vi tamana poori kardey Madinay vich...
Kardo Aqa karam, Kardo Aqa karam Lab pey jaari sadaa, kardo Aqa karam Key raha hai jahaa, hu gadaa-e-Nabi Rakh low data barang, kardo Aqa karam Jiis taraa apney dee yaha par khushi Hashr mein bhi miley, kardo Aqa karam Dar mein pohncha, toh diil ney kaha par mala Maaf ho sab hataa, kardo Aqa karam Kiis ki jaanib chalu, kis ka mu mein taku Chor kar yeh chalaa, kardo Aqa karam Haazri key liye, jiitney behchen hai Izn-e-Tayba miley, kardo Aqa karam Ap haazir hai, ap naazir bhi hai Ik nazaar soo’ey ma, kardo Aqa karam Aaj peyba kara, hii banaa hii diya Khuld ka bhi banu, kardo Aqa karam Mar’zey isiya sey ab toh, mein chur huwa Dey doh kaamil shifaa, kardo Aqa karam Kown detaa hai, denay koh mu chahiye Haath peyla diya, kardo Aqa karam Saa’iley daar huwa, shaqirey bey nawa Ilm...
Kabhe da Ghulaf kala, duroun lehraye ni Mangho ni duoen moula sab nou bulaye ni Paak Madine diya shana ni sunawaan main Roze Paak dei nazare ki ki batawa main Othe Raab rehmaataan da meen barsaye ni Khane Kabhe hajji ja ke kar dei tuwafni nale hajji ronde naale chumde Ghulaaf ni Kabhe da khatab othe sonah mil jaye ni Aisi intezari wich umar guzari we Allah Jane kaddo ani aajezaan di wari ae Othe jayejithe dukh mukh jande ne sari nii