kiya majal kisi ki jo sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki barabari kare ungli se ishara karde chand ke tukde ho jai. sarkar ke akhlaq ki quran jo taarif kare pyare Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke akhlaq se kafer bhi musalma ho jai mere Aqa muqtar hai majboor nahi pyare mangta aya jo wo sultan ho jai sarkar namaz me kabe ki samt rukh kare sahaba kahte the jo sarkar kare wo ho jai namaz-e-asr ali (radi Allahu ‘anhu) qaza nahi ada kare sarkar ishara karde duba hua suraj wapis ho jaey ho nazre inayat hum asiyo par sarkar mere taake hamari qismat ke sab gardishe dur ho jai sarkar JABER pe ho jai karam ki nazre Madine mein iska lasha dafn ho jai
Mere Wird-e-Lab Hai Nabi Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mere wird-e-lab hay nabi nabi Mera dil makan-e-habeeb hay Main mareeze ishqe Rasool (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) houn Wo habeeb mera tabeeb hay Mere wird-e-lab hay nabi nabi Mera dil makan-e-habeeb hay Main mareeze ishqe Rasool (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) houn Wo habeeb mera tabeeb hay Mere wird-e-lab hay Nabi Nabi Mera us gali se hay rabta Jahan sur jukhatay hain unbeea’a Mera us gali se hay rabta Jahan sir jukhatay hain unbeea’a Jahan rehmaton ka nuzool hay Jahan rehmaton ka muzool hay Wo jo urshe huq kay kareeb hay Mere wird-e-lab hay Nabi Nabi Main bara ameer-o-kareeb houn Shay do sra ka aseer houn Main bara ameer-o-kareeb houn Main bara ameer-o-kareeb houn Shay do sra ka aseer houn Duray Mustafa ka ...
YA Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Noor e Mujassam ya Habibi ya Moulai Taswir e Kamal e Muhabbat Tanwir e Jamal e Khudai Tera was bayan ho kis se Teri (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kon karega bharai Nabi ji, Teri kon karega bharai Is gard e Safar mein gum hai Jibril e Amin ki Rasai Teri ik nazar ke Talib Tere ik Sukhan par qurban Yeh sab Tere diwane yeh sab tere sudai Yeh rang e Bahar e Gulshan yeh gul aur gul ka jouban Tere Noor e qadam ka dhoban us dhoban ki rounai Ma ajmalaka Teri surat, ma ahsanaka teri sirat Ma akmalaka Teri azmat teri zaat mein gum hai Khudai Tu rayees e Roz e Shafa’at tu Amir e Luft o Inayat Hai Adib ko tujh se nisbat yeh Ghulam hai, Tu Aqa’i
Naat Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki pardhata huN mey, Bas issi baat say ghar mey meray Rahmat ho gi Ik Tera naam wasilah hai mera… Zikr-e-Sarkaar wasilah hai mera… Ranj-o-gham mey bhi issi naam say rahat ho gi Kyun keh Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka naam bhi kya ism-e-azam hai, jahaan koi na kaam aaey, wahan yeh kaam aata hai! Subhan’Allah! Aur yeh suna hai keh bohot gowr andheyri ho gi…. Qabr ka khowf na rakhna ey dil, wahan Sarkar-e-Madinah ki ziyarat ho gi Qabr ka khowf na rakhna ey dil, wahan Sarkar kay Chehray ki ziyarat ho gi Subhan’Allah! Unko Mukhtar banaya hai meray Mowla nay, Khuhld mey bas wahi jaa sakta hai Jis ko Hasnain kay baba ki ijazat ho gi. Subhan’Allah! Hashr ka din bhi ajab deykhney waala ho ga, Zu...
Kamli wale (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) main qurbaan teri shaan par Sab ki bigri banana tera kaam hai Thokerein kaa ke girna mera kaam hai Har Qadam par uthana tera kaam hai Saqeya! Jaan qurbaan teri shaan par Ho nigaa karam apne khudaam par Chor di ham ne kasthi tere naam par Abb kinare lagana tera kaam hai Zulm janoo pei jab baha kar lii Jurm-o-asiyaan shaahad se jab bar gayi Tere mujrim tere Dar pei hazir hoye Abb unne bakhshiwana tera kaam hai Puri Sarkar ki tamanna karo Har bekaari ki Daata jii jholi bar do Door Taiba se roote tarapte hai jo In ko dar pei bulana tera kaam hai Faaiz jari tera ta Qiyamat rahe Teri Nabiyoun pei qaim aamamat rahe Teri Mehboob chokhat salamat rahe Kinz rehmat lotana tera kaam hai Tu ne katroun ko dekha to gir kar diya Tu ne zarooun ko dekha to zar...
Katle Hussain (radi Allahu ‘anhu) asal mein marge Yazeed hai Islam zinda hota hai har karbala ke baad Ohh Shimar leyin zalim kya zulm kiya tu ne Pyasa hi gala kata Pani na diya tu ne Laash ayi jab Asghar ki Maan kehne lagi roo ke Pyasa ki gala kata pani na diya tu ne Wo kis ke nawase hai bhoke hai ya pyase hai Itna bhi na socha mardood zara tu ne Sar apna kataya itni bhi parwa na ki tu ne batil ki Saabhaas tujhe Ae hud kya kaam kiya tu ne Mar kar bhi kabhie zalim aaram na paye ga Baagh-e-ghul Ahmad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko paamaan kiya tu ne