Kamli walay (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay karam ki bat hay warna mujh mangtay ki kia auqat hay mehr o mah or kehkashan ki roushni husn-e-Ahmad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki yeh sab khirat hay kalma partay hein teara shajr o hajar bass khuda kay baad teari zaat hay shan kay hamil hen saray ambiya Mearay aaqa(salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki magar kia baat hay ! jab parhi shahid nay naat -e- Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jhoom uthi bazam usskay sath hay yeh sab mearay, kamli walay (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay karam ki baat hay
Kamlii walay to talab say bhi siwaa daytay heyn Aa-ay mangta to wo sultaan bana daytay heyn Yaad kar lay jo koii dil say mayray aqa ko Taibah waalay (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ussay Taibah mayn bula laytay heyn Daykhay koii to sada day kay mayray Madani (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko Pal mayn bigrri huii taqdeer bana daytay heyn Khulq esa to kisi hor nay or nay paya hi nahiin Dushman aaja-ay to chaadar bhi bichha daytay heyn Zikr karta he jo Sarkar kay mahbubon ka Mayray Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ussay mahbub bana laytay heyn Kartay heyn aakay karam shaah e do alam (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)un par Jo bhi sarkar ki mehfil ko saja laytay heyn Koii aaja-ay agar jurmon pay naadim ho kar Mayray aqa ussay kamli mayn chhupa laytay heyn Gar koii naa...
Kadi wich khaab dey howey nazarah Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Chamak jawey meri qismat da tara Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kisey nu maan duniya tey kisey nu hai ibadat tey Tey meynu sirf Aqa da sahara Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Suna hai Aap har aashiq key ghar tashreef laatey hein Meray ghar mein bhi ho jawey charagha Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Gunahan di guman geydi dey wich geyrey pein kahndey ney Meri kashti nu mil jawey kinara Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Hussain ibn-e-Ali da wasta meynu bacha leyna Huwey jis din amlaan ka natara Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Laga takyah gunahon ka bara din raat sowthi hun Mujhay iss khaab-e-ghaflat sey chura lo...
Imaan e Ishq e Ahmed e Mukhtaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke baghair Mumkin nahi ke chat rahe deewaar ke baghair (Bayshak Subhan’Allah) Dono jahaan me chashme baseerat se dekhiye Kuch bhi nazar na aaega Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke baghair (Bayshak Subhan’Allah) Andazah isse kijye Unke Maqaam ka Kalmah na pura ho saka Sarkaar ke baghair (Allahu Akber Subhan’Allah) YA RABB qasam hai Tujh ko Tere hi Jalaal ki Nikle na dum Huzoor (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke Deedaar ke baghair (Ameen Ya Rabbe Zuljalaal) Sadqa Rasool e Pak (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay kirdaar hi ka hai Batil jo sar nigo huwa talwaar ke baghair (Bayshak Subhan’Allah) Altaaf Zikre haal zabaan se na kijiye Zahir hai sab Huzoor (salla Llahu ‘ala...
Rukh pe rahmat ka jhumar sajaa’ey Kamli waale ki mahfil saji hai Mujh ko mahsus youn ho raha hai Un ki mahfil main jalwha garii hai Naat husn-e-shah-e-do saraa hai Naat hi zikre rabb-e-jalli hai Naat likhna meri zindagi hai Naat kehna meri bandagi hai Mufliso tum agar chah’te ho Ho ziyaarat dar-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kii Dil ki janib nigaahein jhukaa lo Samne Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki galii hai Mujh jo fikr-e-shifaa’at ho kyoun kar Do kariimoon ka sayah hai sar par Ik taraf rahmat-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai Ik taraf lutf-e-Rab-e- ’Ula hai Wuh smaa kissa zishan ho ga Jab khuda Mustafâ se kahein ge Ab to sajde se sar ko uthaa lein Aap ki sarii ummat barii hai Dil ke gulshan ki mehkein fizaa’ein Wajd main hain Niyaazi ha...
Kabhee laichalo mujhe karbala Kia us zameen ka tha hosala Kia us pai hoga falak ghira Jahaan par Hussain (radi Allahu ‘anhu) ka tha Sar Kata Tha tabassum un kai zair-e-Lab Jab kar dya Kumbaa fidaa Tha ajab khilona vo teer bhee Jo Nanai seenai main tha lagaa Terai Sajdai ko karoon sajdai main Usai pyaar kitnaan karai Khudaa Teri iss ada pai naan reh saka Tujhai paas apnain bulaa lyaa Tera pyaar ban gayee us ki yaad Vo jiss kai agai tha tu jhukaa Choomoon main farsh-e-khaas ko Jis par vo paak Lahoo bahaa Kabhee laichalo mujhe karbala Kia us zameen ka tha hosala