Volume 2 now available! Album download: [wpdm_file id=7] [gmedia id=6]
Wah Kia Jood-o-Karam Hai Shahe Bat-ha Tera Nahin Sunta Hi Nahin MaangnE Waala Tera Mein To Malik Hi Kahoonga Ke Ho Malik Kay Habeeb Ya’nee Mahboob-o-Muhib Mein Nahin Mera Tera Tere Qadmon Mein Jo Hai Ghayr Ka moun Kia Dekhe Kon Nazron Pe Charr-He Dekh Ke Talwa Tera Tere Tukron Pe Pale Ghair Ki Thoka...
As-salamu ‘alaykum people! Ramadhan is near – check out this album. Available for download for all members (please log in) [wpdm_file id=6] [gmedia id=4]
Jo ho chuka hai jo hoga, huzoor jante hain Teri aata say Khudaya, huzoor jaante hain Khuda ko dekha nahin aur eik maan liya Ke jantay thay sahaba, huzoor jantay hein Munafiqoon ka aqeeda woh gaibdaan nahin Aur sahabiyoon ka aqeeda, huzoor (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jantay hain Aie ilm e g...
Uchiyan ne shaana sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) diyan, Sohne man mohne manthaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) diyan Saare Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) toun, thalle thalle Mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa ...
Gali hondi Madine di Turran da taan mazaa awnda Je baagh honde kajjhian de Phirran da taan mazaa awnda Eh seena Jaali naal honda Sabz Gumbad di chaan hondi Assan muddatan de sarreyaan noon Tharran da taan mazaa awnda Kadi je deed mil jawndi Ohde mazaagh Nainaan di Main dubda roz chup kar ke Tarran d...
Firaaq-e-Madinah mein dil ghamzada hai, Jigar tukray tukray hua ja raha hai. Chura kar Madinah mera chain cheena, Bata nafs-e-zalim tujhe kia mila hai. Meri aankh se cheena taiba ka manzar, Yeh kis baat ka tu ne badla lia hai. Sikhaya hai phir yeh muqaddar ne mujh ko, Na shikwa kisi se na koi gila h...
Eik ajab lutf is tarah jeene mein hai Main yahaan hoon mera dil Madine mein hai Maut aaye dihaar-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) mein mujhe Bas yehi eik armaan seene mein hai Main yahaan hoon mera dil Madine mein hai Eik ajab lutf is tarah jeene mein hai Main yahaan hoon mera dil Madine...
Charche hain yehi ghar ghar, Eidon ki hai eid aayi, Aaye hain Nabi Sarwar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam), Eidon ki hai eid aayi, Kiya koonch hawaaon ne, Di khabar fizaaon ne, Badle hai sabhi manzar, Eidon ki hai eid aayi, Charche hain yehi ghar ghar, Eidon ki hai eid aayi, Aaye hain Nabi Sarw...
Dunya te aaya koi Teri (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) na misaal da Main lab ke le awan kithon, sohna tere naal da Makke rehan waleya, Madine aun waleya Thaddey khawan waleyan noon seene lawan waleya Tere bina diggiyan noon koi nah sanbhalll daa Mukh teraa noor wande, saarii kaenaat noon Rabb ...
Do jag de wich hoye ujaale, Aaye Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) rehmatan waale Rehmatan waale, barkatan waale Aaye Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) rehmatan waale Hooran rall mill wekhan aayan, Amina (radi Allahu ‘anha) taan iih wehrre wadhayan. Khullan bahishtan ...
Do jahaan ke Wali (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka do jahaan pe saya hai Unko to Khuda ne Unki marzi se banaya hai Noori noori talwe hai, kaise pyare jalwe hai Chand Unke jalwo ki bheek lene aaya hai Barkato ki raile hai, nooriyo ki mele hai Haleema (radi Allahu ‘anha) teri kotya me Ka...