Tu ne batil ko mitaya hai imam ahmed raza deen ka danka bajaya hai imam ahmed raza dour-e-batil aur zalalat hind me tha jis ghadi tu mujadded ban ke aaya ae imam ahmed raza ahle sunnat ka chaman ujda huva veeran tha pheer utha tu jab ke aaya ae imam ahmed raza tu ne baatil ko mita kar deen ko baqshd...
Eid-e-Nabawi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka zamanah aa gaya lab peh khushiyon ka tharana aa gaya har sitarey ko mili hai roshani har kali ko muskurana aa gaya har tharaf Salli ‘ala ki dhoom hai wajd mein sara zamana aa gaya parcham deen Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ...
Aey Mawla, ik baar dikhadey Jalwa Kamli waley (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka Tan man wara jis ney deykha chehra Kamli waley ka Ghaus Qutb Abdaal Kalandar, sab Unkey gun gaathey hai Farshain zameen par arshay bareen par, charcha Kamli waley ka Qabr mey jab poonchein gey farishtey apna ta...
Dilon kay gulshan mehek rahay heyn yay kef kyun aaj aa rahay heyn Kuchh esa mahsoos ho raha he huzur tashreef laa rahay heyn Nawazishon par nawazishayn heyn inaayaton par inayatayn heyn Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki naatayn suna suna kar ham apni qismat jaga rahay heyn Kahiin pay ron...
Dildaar barhe aa’ey mahboob barhe dekhey Jo dekhey sabhii un keh qadmon main parhe dekhey Sardaare do ‘aalam (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki ta’ziim keh kiyaa kehne Mursal bhii sabhii jin ki raahon main karhe dekhey Yaad un keh Madiinah ki jab dil main utar aai Palkon keh ...
Dar peh bulaao, Makki Madni (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) BigRi Banaao, Makki Madni Deed Teri hai, eid meri Deed karaao, Makki Madni Dar peh bulaao, Makki Madni Mehshar may ho lab peh meray ‘Mujh ko Bachaao, Makki Madni’ Dar peh bulaao, Makki Madni Apnay nawasoon kay sadqay Dukh...
Dil ko unke se Khuda juda na kare Bay kisi loot le Khuda na kare Iss me Raude ka sajdah ho ke Tawaaf Hosh me jo na ho woh kya na kare Ye wahi hai ke bakhsh dete hain Kaun in jurmaun par saza na kare Sab tabeebaun ne de diya hai jawaab Aah E’saa agar dawah na kare Dil kahaan le chala Haram se m...
Rangiiniiay gulaab na gulzaar chaahiiay Taiba kay dasht ka mujhay ik haar chaahiiay Dunya na mujh ko maal ka anbaar chaahiiay Chashm e karam huzur ki ik baar chaahiiay Kaaba ki azmatein mujhay tasleem heyn magar Mayrii jabeen ko kucha e sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) chaahiiay Yay aar...
Bachaya hai hussain (raziallahu tala anhu) ne deen ko Ke karbala me kata kar apne sar ko Kis tarha ki hai hifazat shariyat-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Qurbaan kar diya apne nane se asghar (radi Allahu ‘anhu) ko Haae kis tarha sabar kiye hai Aal-e-Rasool Khuda ki raah me ...
Badi shay hai nisbat-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Hai waseela apni najaat ka Shah-e-ambiya ki jo Aal hai, Barha uska jaah-o-jalaal hai, Nahin uski koi misaal hai, Wo habib-e-haq ka jamaal hai, Nahin kaal is mein ye haal hai, Mila usko kaisa kamaal hai, Ye Khuda-e-pak ki hai ataa, ...
Bazm e tasawwuraat saji thi abhi abhi Nazron mayn Mustafa ki gali thi abhi abhi Seenay mayn ruk gya tha mayra dam iss liay Taibah say dil ddoar hili thi abhi abhi Itna karam huaa kay muqaddar badal ga-ay Un kay karam ki baat chali thi abhi abhi Maaloom kar rahay thay farishton say jibraiil Kiss ki z...
BASA HUVA HAY NABI KA DIAR AANKHON MAIN SAJAYE BAITHHA HOON EK JALVA ZAAR AANKHON MAIN DIAR-E-PAK KA HER MANZAR-E-HASEEN-O-JAMEEL RUHAY GA KA’BA QAZA YAD GAR AANKHON MAIN BASA HUVA HAY NABI KA DIAR AANKHON MAIN ATA KIA JO MADINAY KE BASION NAY MUJHE MEHAK RUHA HAY AB TAK VOH PIAR AANKHON MAIN....