Khaak-e-Madinah hoti, main khaak saar hoti. Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aggar karam se Taiba mujhe bulaate, Roze par sadqe hoti, Unn par nisaar hoti. Mar mitt ke khoob lagti mitti meri thikaane. Gar Unn ki rahguzzar par, mera mizaar hota. Bechayn dil ko ab tak samjha bujha ke rakha. Baad iske ab to Aaqa nahin intezaar hota. Woh bekasson ke Aaqa, bekass ko ghar bulaate. Kyun sab ki thokarron par, parrh kar khwaar hoti. Aaqa ab to bulwa lo, mujh si mujrim ko bhi paas Apne. Main khud ko waar deti, bas khaak saar hoti. Taiba main gar muyassar, do gazz zameen hoti. Unn ke qareeb basti, dil ko karaar hota. Aaqa ke qadmon mein gar, do gazz zameen hoti. Unn ke qareeb basti, dil ko sukoon hota. Khaak-e-Madinah hoti, main khaak saar hoti.
Sar se paa tak har adaa hain lajawaab Khoobrooyo me nahi Tera jawaab Husn hain bemisal surat lajawaab Me fida Tum Aap ho Apna jawaab Pooche jaate hain amal me kya kahoo Tum sikaa jao mere Maula jawaab Palte hain hum se nikamme beshumaar Hain kahi Us Aastaane ka jawaab Roz e mahshar aik Tera aasra Sab sawaalo ka jawaab e lajawaab Me yad e baydaa ke sadqe Ae Kaleem Par kahaa Un ki Kaf e Paa ka jawaab Kya amal tu ne kiye us ka suwaal Teri rahmat chaahi hain mera jawaab Mehr o maa zare hain Un ki raah ke Kaun de Naqsh e Kaf e Paa ka jawaab Tum se us beemaar ko sehat mile* Jis ko dede Hazrat e Esa jawaab Dekh Rizwaan Dasht e Taiba ki bahaar Meri jannat ka na paaye ga jawaab Shor hain lutf o ataa ka shor hain Maangne waala nahi sunta jawaab Jurm ki paataash paate ahle jurm Ulti baato ka na ho se...
Apni rehmat ke samander mein utar jaane de Apni rehmat ke samander mein utar jaane de Be thikana hoon azal se mujhe ghar jaane de Apni rehmat ke samander mein utar jaane de Su e Bat-ha liye jaati hai hawa e Bat-ha Boo e Dunya mujhe ghumraha na kar jaane de Maut par meri shaheedon ko be rushk aega Apne qadmon, pyare qadmoun, se lipat kar mujhe mar jaane de //Mujhko leke to hai sahara Tera Shaha apne kadmoun se lipat kar mujhe mar jaane de // Khahishe zaat bohot saat diya hai tera Ab jidhar mere Nabi hain udar jaane de bethikana houn azal see mujhe ghar jaane de Bas ab jidhar mere Nabi hain udar jaane de //pukar mujh ko na dunya chala houn sue Rasul tujhko tilaash meri mujh ko justajue Rasul // ab jidar mere Nabi hain udar jaane de Rok Rizwaan Na Muzaffar ko Dar-e-Jannat par Kyuki ye Nabi ka...
Kis Lab Pe Kya Dua Hai, Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jaante Hai, Kis Ke Dilo Main Kya Hai, Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jaante Hai, Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jaante Hai Murda Hai Ya Ke Zinda, Bache Hai Ya Ke Bacha Pukhta Hai Ya Ke Kacha , or Kis Ka Hai Ye Nutfa Kis Ko Bhala Khabar Hai, Majboor Har Bashar Hai Maa Ke Shikam Mai Kya Hai, Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jaante Hai Shakhe Khujoor Lekar, Qabro Pe Dalte Hain, Mayyat Ki Har Sazaa Ko, Pal Bhar Main Taalte Hai, Murda Hai Kis Jagee Ka, Iska Hai Majara Kya Qabro Mai Haal Kya Hai, Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jaante Hai Kabhi Swaad Keh Rahe Hai,Kabhi Qaaf Keh Rahe Hai, Kabhi Ayn Keh Rahe Hai, Kabhi Haa Keh Rahe Hai, Jibreel Keh Rahe Hai, Ye Raazgi Ki Baate...
Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Yagana Hai. Kal Pul Say Hamein Jis Nay Khud Par Lagana Hai Zahra (radi Allahu ‘anha) Ka Woh Baba Hai Hasnain (radi Allahu ‘anhum) Ka Nana Hai Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob Yagana Hai. Aao dar e Zahra (radi Allahu ‘anha) Par Phalaye Hue Daman Yeh Nasal Kareemon Ki Lajpal Gharana Hai Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Yagana Hai. Yeh Keh Kay Dar e Haq Say Li Maut Mein Kuch Mohlat, Milad Ki Aamad as-salatu wa s-salam Hai Mehfil Ko Sajana Hai Mehroom e Karam Is Ko Rakhiye Na Sar e Mehshar, Jaisa Hai Naseer Aakhir, Sahi...
Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Sarkar chaakri ke liye Takk unko Ayyub ke ghar mein Mahel tarse hain jhomprri ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye Aagaye qabr mein bhi churrwaane Dard kitna hai ummati ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye Lambe sajde kiye Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne kaha Aye Nawaase teri khushi ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye Chaand taare bhi Unke qadmon mein Roz aate hain roshni ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lei...
Eik ajab lutf is tarah jeene mein hai Main yahaan hoon mera dil Madine mein hai Maut aaye dihaar-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) mein mujhe Bas yehi eik armaan seene mein hai Main yahaan hoon mera dil Madine mein hai Eik ajab lutf is tarah jeene mein hai Main yahaan hoon mera dil Madine mein hai Jis se sharmaaye khushboo-e-baagh-e-janna Woh mehek rooh-e-parwar paseene mein hai Main yahaan hoon mera dil Madine mein hai Eik ajab lutf is tarah jeene mein hai Main yahaan hoon mera dil Madine mein hai Chahta hoon jo Naazir madawa-e-gham Woh Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki mubarak kareemi mein hai Main yahaan hoon mera dil Madine mein hai Eik ajab lutf is tarah jeene mein hai Main yahaan hoon mera dil Madine mein hai
Arshe Haq he musnade rif’at Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Dekhni he Hashr me Izzat Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Qabr me lehrayenge tha Hasr chashme noor ke Jalwah farma hogi jab tal’at Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Kaafiro Par Taighe Waala Se Giri Bakre Ghazab Abr-Aasa Cha Gayi Haibat Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Laa Wa Rabbil Arsh jisko jo mila Unse mila Bat’ti he Kownain me ne’mat Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Wo Jahannum me gaya jo Unse mustaghni huwa Hai Khalleelullah ko haajat Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Sooraj ulte paaw palte chaand ishaare se ho chaak Andhe Najdi dekhle Qudrat Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Tujhse aur Jan...
Hum khaak hain aur khaak hi maawa hai hamaara Khaki to wo Aadam Jadd-e-Aala hai hamara Allah hamein khaak kare apni tallab mein Ye khaak to Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se tamgha hai hamara Jis khaak pe rakhte the qadam Sayyid-e-Aalam (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Us khaak pe qurbaan dil-e-shaida hain hamara Usne laqabe khaak shahenshaah se paaya Jo Haidar-e-Karraar ke maula hai hamara Aye muddaiyo khaak ko tum khaak na samjho Iss khaak mein madfoon Shah-e-Batha hai hamaara Hai khaak se taameer Mazaar-e-Shah-e-Konain (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ma’moor isi khaak se qibla hai hamara Ham khaak uraeinge jo wo khaak na paayi Aabaad Raza jiss pe Madina hai hamara Hum khaak hain aur khaak hi maawa hai hamaara Khaki to wo Aadam Jadd-e-Aala hai hamara
Apnay daamane shifaat main chupaye rakhna Mere sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meri baat banaye rakhna Maine maana ke nikamma hoon magar aap ka hoon Is nikamme ko bi sarkar nibaye rakhna Mere sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meri baat banaye rakhna Jab sare hashre sawaaneze pai suuraj aaye Aapne kamli kai gunahgare pai saye rakhna Mere sarkaar meri baat banaye rakhna Un kai aane ki gari hai wo hain aane waaley Mere sarkar ki mehfil ko sajaye rakhna Mere sarkaar meri baat banaye rakhna Zarraye khaak ko khursheed banane waey Khaak hoon khaak ko kaadmoon sey lagaye rakhna Mere sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meri baat banaye rakhna Apney daamane shifaat main chupaye rakhna
Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Muhabbat Kamli Wale se Woh Jazba Hai Suno Logo Yeh Jis Mann Main Sama jaaye Woh Mann Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Gulon ko Choom Laite Hain Seharnam Shabnami Qatre Nabi ki Naat Sun Le tu Chaman Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Jo Naam-e-Mustafa Choome Nahi Dukhti Kabhi Ankhen Pehen Le Pyaar jo Unka Badan Maila Nahi Hota Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Nabi...
kiya majal kisi ki jo sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki barabari kare ungli se ishara karde chand ke tukde ho jai. sarkar ke akhlaq ki quran jo taarif kare pyare Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke akhlaq se kafer bhi musalma ho jai mere Aqa muqtar hai majboor nahi pyare mangta aya jo wo sultan ho jai sarkar namaz me kabe ki samt rukh kare sahaba kahte the jo sarkar kare wo ho jai namaz-e-asr ali (radi Allahu ‘anhu) qaza nahi ada kare sarkar ishara karde duba hua suraj wapis ho jaey ho nazre inayat hum asiyo par sarkar mere taake hamari qismat ke sab gardishe dur ho jai sarkar JABER pe ho jai karam ki nazre Madine mein iska lasha dafn ho jai