Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Meri ankhon ko dikha do shah-e-deen (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka aastaana Hain wo jaaliyan sunehri meri hasraton ka mehwar Wo sahara mujh ko dein ge jo hain khaas rab ke dilbaar Mujhe pohnch kar madine nahin laut kar hai aana Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Main tharrap raha hoon, meri be bassi to dekho Main asseer-e ranj-o-gham hoon, meri be kali to dekho Zara roza-e Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka mujhe raasta dikhaana Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Darr-e-mustafa pe meri jab haazari lage gee Mujhe phir karam se un ke naey zindagi mille gee Mere laab pe raat din ho shahe batuha ka taraana Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Koi kal ke aik pal ka nahin kuch bhi hai barhossa M...
Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Meri ankhon ko dikha do shah-e-deen ka aastaana Hain wo jaaliyan sunehri meri hasraton ka mehwar Wo sahara mujh ko dein ge jo hain khaas rab ke dilbaar Mujhe pohnch kar madine nahin laut kar hai aana Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Main tharrap raha hoon, meri be bassi to dekho Main asseer-e ranj-o-gham hoon, meri be kali to dekho Zara roza-e Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka mujhe raasta dikhaana Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Darr-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) pe meri jab haazari lage gee Mujhe phir karam se un ke naey zindagi mille gee Mere laab pe raat din ho shahe batuha ka taraana Sooey taiba jane walo, mujhe chorr kar na jana Koi kal ke aik pal ka nahin kuch bhi hai barhossa...
Madina sohna eh jithe sohne (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne derre laye Sadke main onna tho jerrhe wekh madina aye Madina sohna eh, insha’alla othe jana Sunehri jalian noo assan chum chum seene lana Madina sohna eh, ki odhi sift sunawan Sohna sadh le je main lakh lakh shukar manava Madina sohna eh, payee rehmat tahtah marre Gumbad-e-hazra de chalo wekhieh paak nazaare Madina sohna eh, paeyan sare jaag te thuma Noori noori roze dee main har ik cheez nu chuma Madina sohna eh, othe chamkda noor-e-illahi Rehmatha wala eh mera sohna arabi mahi Madina sohna eh, hooran arsh tu wekhan aeya Kamli walle diyan rab shanan aap wadhayan Madina sohna eh, main akhan lakh lakh wari Authe mar jawan jithe wasde habib-e-barri Madina sohna eh, sab aakhiya nabiyan waliyan Chum lawan thawan oh jithe laya...
Hazir ho dar-e-akdas pe gadha sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bulayein kadmon mein Mohtaaj pe ho rehmat ki ridha sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bulayein kadmon mein Do izn salami ka mujh ko ik kaif-e-dawami ka mujh ko Darkhan darkhan ki hai ye dua sarkar bulayein kadmon mein Wo lamhe Aeyen Qurbat ke simtee ho sadhiyan lamhon mein Takhta hoon jadah rehmat ka sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bulayein kadmon mein Main pyas ke sehrah mein khoya kante se halq mein chubte hein Hon sabz sunehre jaam atha sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bulayein kadmon mein
Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Kaif Taari Hai Qalam Par Sabz Gumbad Dekh Kar Hai Muqaddar Yaawri Par Sabz Gumbad Dekh Kar Phir Na Kyun Jhoomay Sana Gar Sabz Gumbad Dekh Kar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Masjid-e-Nabwi Pe Pohonchay Marhaba Sallay Ala Ho Gaya Jaari Zuban Par Sabz Gumbad Dekh Kar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Aap Se Buss Aap Hee Ko Mangta Hai Ya Nabi Aapka Adna Gadagar Sabz Gumbad Dekh Kar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Aah! Ae Attar Tujhse Itna Bhi Na Ho Saka Jaan Kar Deta Nichawar Sabz Gumbad Dekh Kar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Kaif Taari Hai Qalam Par Sabz Gumbad Dekh Kar Aap ki galliyon ke mangte, mujh se to ache rahe Hai sakoon unko mayassar, ...
Yeh Sarwari Hai Bhala Kya Sikandari Kya Hai Dare Nabi Ka Gada Hun Mujhe Kami Kya Hai Fida Naho Jo Nabi Pe Woh Ummati Kya Hai Jo Geet Gaye Na Unke Woh Admi Kya Hai Dare Rasool Pe Le Chal Junoone Ishq Mujhe Baghair Aqa Ke Guzrey Woh Zindagi Kya Hai Tarap Raha Hai Jo Roze Ki Haazri Ke Liye Usi Gharib Se Pucho Ke Be Basi Kya Hai Nabi Ki Shaan-e-karimi Na Maan Ne Walon Mujhe Bas Itna Bata Do Ke Kaafri Kya Hai Bara Karam Hai Niyazi Madiney Wale Ka Karam Na Ho Jo Nabi Ka Woh Zindagi Kya Hai
Madine ki Azmath Madine ke jalwe Madine ke charche Madine ka manzar ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR Madine ki baatein Madine ki raatein Yahaan to rahte hain mere payambar Jo hai saare aalam ke Sarwar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Isliye hai Taiba kitna munnawar ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR Kitna hai pyara pyara Madina Ise Rabb ne kitna sawara Madine ki azmath ke mai sadqe jawaan Isme rahte hai mere payambar ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR Madine ka wo pyara manzar Waha ke phool aur wahaan ke kankar Wahaan ka farsh aur minar-e-anwar Aur waha ka Mihrab-o-Mimbar ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR Na koi zar hai Na koi par hai chala bhi jaata nahi hai mujh se Phir aa’un kaise tumhare Dar par ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR Gumbade Khizra ke pyare nazare Wahaan ki galiyaan wahaan ke raste Wahaan ki diwarein wahaan ke ja...
Qareeb e Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai koii koii Mazay yay luutt-ta he koii koii Bashar samjha unhayn laakhon nay laykin Haqeeqat e aashna he koii koii Ghaneemat jaan jitni bhi mili he Kay mekhaana khula he koii koii Madinay pohnchtay hain yuun to laakhon Par, madina dekhta he koii koii Tayray rozay ki Noori jaaliyon ko Nazar say choomta hai koi koi
PAYAAM LE KE JO AAYI SABAA MADINE SE MARIZE ISHQ KI LAAYI DAWAA MADINE SE MILLE HAMAARE BHI DIL KO JILAA MADINE SE KE MAHR-O-MAAH NE PAAYI ZIA MADINE SE JO AAYA LE KE GAYAA KAUN LOUTA KHAALI HAATH BATAAYE KOYI SUNAA HO JO “LAA” MADINE SE WO GAYAA KHULD ME JO AA GAYAA MADINE ME GAYAA WO KHULD SE JO CHAL DIYAA MADINE SE MADINA CHASHMA-E-AABE HAYAATH HE YAARO CHALO HAMESHA KI LE LO BAQAA MADINE SE CHALE JO TAIBA ME MUSLIM TO KHULD ME POHONCHE KE SEEDHAA KHULD KA HE RAASTA MADINA SE TUMHAARE QADMO PE SAR SADQE JAAN FIDA HOJAYE NA LAAYE PHIR MUJHE MERA KHUDA MADINE SE TERE HABEEB KA PYAARA CHAMAN KIYA BARBAAD ILAAHI NIKLE YE NAJDI? BALAA MADINE SE TERE NASEEB KA NOORI? MILEGA TUJH KO BHI LE AA’E HISSA YE SHAAH-O-GADAA MADINE SE
Phir ke galli galli taybah thokare sab ki khayen kyoon Dil ko jo akal de Khuda teri gali se jayen kyoon Rukhsate qaafila ka shor gashse hame uthae kyoon Sote hain Unke Sayen mein koyi hamme jagaaye kyoon Yaade Huzoor (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki qasam gaflate aish he sitam Khoob hai qaide ghum mein hum koyee hamme chhurae kyoon Dekh ke Hazrate Gani phel pare Faqeer bhi Chaayi he ab to chauni Hashr hi aana jae kyoon Jaan he Ishq e Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) roz fizoo kare Khuda Jis ko ho dard ka mazaa naaze dawa uthae kyoon Woh jo nathe to kuch natha woh jo naho to kuch naho Jaan hai woh jahan ki, jaan hai to jahaan hai Hai to Raza nira Sitam jurm pe gar lajaaye hum Koyee bajaaye soze gam saze tarab bajaaye kyoon
Pooch te kya ho Madine se Mai kya laya hoon Apni aankhaun mein Madine ko basa laya hoon Dil bhi mera hai waheen Jaan bhi meri hai waheen (to phir lekar kya aae ho) Apne kaandhaun par apne laashay ko utha laya hoon Jisne choome hai Qadam Sarwaray ‘Alam ke Khaak e Taibah ko mai apni palkuan pay saja laya hoon Saya e Gumbade Khazra me ada karke namaaz Apne sar ko mai Arsh ka hum paya bana laya hoon Jaan o dil wahaan rakh ke amanath ki tarha Phir wahaan janay ke asbaab bana laya hoon
Na chedo zirk e jannat ab Madinah yaad aya hai Nabi ka sabz Gumbad dil ki aankhaon me samaya hai Mila karti hai mooh maange muradein Unke Rauze par Ghulamau ne Tere Dar se jo maanga hai woh paya hai Khuda ki Sultanat ke Tum ho Dulha Ya Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Tumhare waaste RABB ne yeh A’alam sajaya hai Shabe Asra Mubarak baad dee yeh hooraun ne Muhammed ko Khuda e Pak ne Dulha banaya hai Namazaun me Azaan me Kalmah me aur Arsh par har ja Khuda ne naam Tera naam se apne milaya hai Zameen ko cheerte daude huwe aae hai khidmat me Darakhtaun ne isharah Aapka jis waqt paya hai Tumhari zaat par kyun kar bharosa ho na alam ko Gunah-garaun ko Tumne naar e dozakh se bachaya hai Ijabat ne liya bosah Tumhare pyare hotaun ka Dua ke waaste jis waqt Tum ne lab hilaya hai...