Milad

Chamak Tujh Se Paate

CHAMAK TUJH SE PAATE HE SUB PAANE WAALE MERA DIL BHI CHAMKA DE CHAMKAANE WAALE All those who attain brightness attain it from You Brighten my heart also, O? You who Brightens BARASTA NAHI? DEKH KAR ABRE REHMAT BADO PAR BHI BARSA DE BARSAA NE WAALE The rain of your Mercy descends, on all.? Allow it to descend upon the sinners as well, O You who Showers (his mercy upon us) TOO ZINDA HE WAL’LLAH TOO ZINDA HE WAL’LLAH MERE CHASME AALAM SE CHUP JAANE WAALE You are alive By Allah, By Allah You are Alive! O You who is hidden away from our physical sight RAHE GA YUNHI UNKA CHARCHA REAHEGA PAR?E KHAAK HO JAAYE JAL JAANE WAALE Forever shall His indestructible excellence be publicised whilst the jealous will burn in their jealousy to ashes RAZA NAFS DUSHMAN HE DUM ME NA AANA KAHAA TUM NE ...

Amina bibi keh gulshan

Amina bibi keh gulshan main, aa’i hai thaza bahaar Parthay hai Sallallahu wasallam, aaj dar-o-deewar Nabi ji, Allah Allah Allahu, la illaha illahu Allah Allah Allahu, la illaha illahu Baarah Rabbi ul awwal ko, aayah duur-e-yateem Maah-e-nabuwwat mehr-e-risalat, saahib-e-khulq-e-azeem Nabi ji, Allah Allah Allahu, la illaha illahu Allah Allah Allahu, la illaha illahu Hamid-o-Mahmood aur Muhammad , dow jaag ka sardaar Jaan seh hi pyaara raj dulaara, rahmat ka sarkaar Nabi ji, Allah Allah Allahu, la illaha illahu Allah Allah Allahu, la illaha illahu Yasin, Ta Ha, kamli waala, Qur’an kii tafseer Hazir-o-Nazir shahid-o-qaasiim, aaya sirajum munir Nabi ji, Allah Allah Allahu, la illaha illahu Allah Allah Allahu, la illaha illahu  

Aaqa Ka Milad Aaya

Ya Rasula Llah, ya Habiba Llah Salla ‘alayka ya Rasula Llah wa sallam ‘alayka ya Habiba Llah ahlan wa sahlan marhaba, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Charoon Taraf Noor Chahya Aaqa Ka Milad Aaya Khushiyon Ka Pegham Laya Aaqa Ka Milad Aaya Shams-O-Qamar Aur Taaray Kyun Na Ho Khush Aaj Saaray Unse Hee Tou Noor Paaya Aaqa Ka Milad Aaya Khushiyan Manatay Hain Wohi Dhoomein Machatay Hain Wohi Jinn Per Hua Unka Saaya Aaqa Ka Milad Aaya Hai Shaad Har Ek Musalmaan Karta Hai Ghar Ghar Charaghaan Galiyun Ko Bhi Jagmagaya Aaqa Ka Milad Aaya Mukhtar-e-Kul Maanay Jou Unhe Noori Bashar Jaanay Jou Unhe Na’ara Ussi Ne Lagaya Aaqa Ka Milad Aaya Jou Aaj Mehfil Mein Aaye Mun Ki Muradein Woh Paaye Sab Par Karam Ho Khudaya Aaqa Ka Milad Aaya Ghous Ul Wara Aur Data Ne Mere Raza ...

Balaghal ‘ula bi kamalihi kasha fa d-duja bi jamalihi

Balaghal ‘ula bi kamalihi kasha fa d-duja bi jamalihi Hasunat jami’u khisaalihi sallu ‘alayhi wa aalihi Mein buron say laakh bura sahi magar un say he mera waasta Meri laaj rakhna merai khuda yay teray habeeb ki baat he Karuun teray naam pay jaan fida na bas eik jaan do jahaan fida Do jahan say bhi nahiin ji bhara karun kya karoron jahan nahiin Tayray zikr ki he yay barkatayn merai bigray kam sanwar ga-ay Jahaan teri yaad ho dilnasheen wahiin rahmaton ka nazool he Teri deed jis sko naseeb he wo naseeb qaabil e deed he Tera daykhna meri eid he tera rukh kalaam e majeed he Aaway karma wali fayr o gharii phira mein madinay gali gali Fayr saadi wi howay haazri saaday waastay koii dua karay Ho daruud tujh pay bhi aamina terai chaand par bhi salam ho Teri goad kitni azeem he mi...

Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool ki

Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool ki Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool ki Chaltee hoon mein be Qafelay walo ruko zara Milnay do bas mujhay be Ijazat Rasool ki Phochay Jo Din-o-Iman Nakerain Qabr mein Us waqt meray lab pay ho Midhat Rasool ki Tarpa kay un kay Qadmo mein mujh ko Gira day Shok Jis waqt ho lahad mein Ziyarat Rasool ki Sarkar nay bula kay Madina dikha dia Ho ghi mujhay naseeb Safa”at Rasool ki Ya Rab dikha day Aaj ki Shab Jalwaey Habib Ik bar to Aata ho Ziyarat Rasool ki Damen mein un kay lay lo pannah Aaj munkiro Mahengi paray ghi warna Adawat Rasool ki To hai Ghulam Un ka Ubad-e-Raza teray Mahshar mein ho ghi saath Himayat Rasool ki Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool ki Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool ki  

Falak ke naazaro

Falak ke naazaro, zameen ki bahaaro Sub Eidein manao Huzoor agaye hain Uttho bay saharo chalo gham ke maaro khabar ye sunao Huzoor agaye hain Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain Anokha niraala Woh zee shaan ayaa Woh saray Rasoolaun ka Sultan ayaa Aray kaj kula’ho aray baadshaho Nigahein jhukao Huzoor agaye hain Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain Huwaa char su Rahmataun ka ba’sayra Ujaala ujaala’ sawera, sawera Halima (radi Allahu ‘anha) ko pohnchi khabar Aaminah (Radi Allahu ‘anha) ki Mere ghar main aao, Huzoor agaye hain Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain Hawaun mein jazbaat hain Marhaba ke Fazaun mein naghmaat Salle’Alla ke Daroodaun ke gajrey, Salamaun ke tohfay Ghulamo sajaao, Huzoor agaye hain Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain Sama hai sana ...

Kaliyaan zulfaa wala dukhi dillan daa sahaara

Kaliyaan zulfaa wala dukhi dillan daa sahaara Qassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara. Dassan ki main Mustafa di kaydi sohnii shaan hai Aap di tareef which sara hee Qur’an hai, Parh kay tu weykh jeyra marzi sipaara Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara. Eyda sohna Nabi koi duniya tay aaya nahin Yaar ey ho jiyaa koyi Rab nay banaya naheen, Deed meray Nabi di hai Rab da nazaara Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara. Denday nay gawahi zaray zaray koay toor day Wekhday naseeban walay jalway Hazoor day, Aamina da chan tay Halima da dhulara Qassam Khuda di meinoon sab naloon pyara. Kar kay ishara sohna suraj noon morda Aapay chaan torda tay aapay chan jorda, Bigari banaway meray Nabi da ishaara Qassam khudaa dii maynoon sab naloon pyaara. Kehndi aye Heleema mukh wekh lajpal da Lab kay ...