Milad

Naat-e-Sarkaar Ki Parta Hoon Mein

Naat-e-Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki parta hoon mein Bas issi baat say ghar mein meri rahmat hogi Ik tera naam waseela he mera Ranj o gham mey bhi iss naam sey rahat hogi Ye suna hey kay bahot ghor andheri hogi Qabar ka khowf na rakna ey dil Waha Sarkar e Madina (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki ziarat hogi Unko Mukhtar banaya hey merey Mola ney Khuld mein bas wahi ja sakta hein Jisko Hasnain kay baba ki ijazat hogi Unki chokat pey parey he to bari moj mein hey Lot kay ayengey jab us dar sey Merey dil tu hi bata kya teri halat hogi Hashr ka din bhi ajab deykna vala hoga Zulf lehra key wo jab ayengey Phir qiyamat mein bhi ik aur qiayamat hogi Rashk sey door karey deyktey hogay Zaahid Jab sare Hashr gunahgaro pey Merey aaqa ka karam hoga inayat hogi Kahi Ta Ha kahi ...

Aankhon Ka Taara Naame Muhammad

Aankhon ka taara naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Dilka ujaala naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Puche ga Mawla laya hein kya kya Mai ye kahunga naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Allahu akbar Rabb ul-‘ula Har sheh pe likka naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Daulat jo chaaho dona jahaan ki Karlo wazifa naame Muhammad Sheda na kyu ho is par musalmaan Rabb ko hein pyaara naame Muhammad Salli ‘ala ka sehra sajaakar Dulha banaaya naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Paayi muraade donoh jahaan mein Jis ne pukaara naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Parti durood e doregi hoore Laasha jo lega naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Roze qayaamat mizana pul par Dega ...

Reham Karo Ya Shah-e-Do Alam

Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) salla Llahu ‘alayhi wa sallam salla Llahu ‘alayhi wa sallam Nazar e Karam Ya Noor –e- Mujassam Sallal La Ho Alaihe Wasallam Sallal La Ho Alaihe Wasallam Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam salla Llahu ‘alayhi wa sallam salla Llahu ‘alayhi wa sallam O Dukhiyon ke Ghar ke Ujale Majbooron Ki Sunne Waale Naadron aur Lachaaron ko Tum Hi Batao Kaun Sambhale Jiss ka Nahi Koi Uss ke Ho Hamdam salla Llahu ‘alayhi wa sallam salla Llahu ‘alayhi wa sallam Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam salla Llahu ‘alayhi wa sallam salla Llahu ‘alayhi wa sallam Naam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mushkil Kusha Hai Zikr-e-Muhammad Zikr-e-Khuda Hai Jiss Dar pe Daaman Hai Phailaya Humne Uss dar s...

Khaak Suraj Se Andheeron Ka Izaala Hoga

Khaak suraj se andheeron ka izaala ho ga. Aap aaey to mere ghar me ujaala hoga Hashar mein unka har ik chaahne waala hoga mere sarkar ka aalam hi niraala hoga ishqe Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki ik shamma jalaalo dil mein baad marne ke lahad mein bi ujaala hoga Aap aaye… Jab bi maango to waseele se unhi ke maango is waseele se karam our dubala hoga Aap aye… hashar mein hoga wo Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke jande ke tale meri sarkaar ka jo chahane waala hoga aap aye… hashar mein usko bi seene se lagayege huzoor jis gunahgaar ko har eik ne tala hoga aap aye…. Sila-e-naat-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) paunga jis din khalid Wo karam dekh na tum dekhne waala hoga  

Zikr Nabi Da Kar Deya Rehna Changa Lagda Ey

Zikr Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da kar deya rehna changa lagda ey Ais bahane ral mil behna changa lagda hai Masjid Nabawi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) de wich jaakeh nukre hoke bai jaana roz-e-paak nu tak deya rehna changa lagda ey aale Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) di izzat khaatir which ukhaare de shaykh Junaid da jaan keh taina changa lagda ey jaaliyan koul khalouna uchi saah na lehna ro lehna boulan naaloun chup kar rehna changa lagda ey  

Diloun Ke Gulshan Mahek Rahe Hain

Diloun Ke Gulshan Mahek Rahe Hain Yeh Kaif Kyon Aaj Aa Rahe Hai Kuch Aisa Mehsoos Ho Raha Hai Huzoor Tashrif La Rahe Hai Navaazhisoun Par, Navaazhisei Hai Inaayatoun Par, Inaayatein Hai Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Na’atein, Suna, Suna Kar Ham Apni Qismat Jaga Rahe Hai Kahaan Ka Mansab, Kahaan Ki Daulat Qasam Khuda Ki, Yeh Hai Haqiqat Jinhe Bulaaya, Hai Mustafa Ne Wohi Madiney Ko, Ja Rahe Hai Main Apne Khayrul Wara Ke Sad’qe Inki Shaane Ata Ke Sad’qe Bhara Hai Aibon Se Mera Daaman Huzoor Phir Bhi Nibaah Rahe Hai Habibe Daavar, Gharib Parwar Rasoole Akram (salla Llahu ‘alayhi wa sallam), Karam Ke Pekar Kisi Ko Dar Par Bula Rahe Hai Kisi Ke Khawboun Mein Aa Rahe Hai Banega Jaane Ka Phir Bahaana Kahega Aakar Koi Diwaana Chalo Niyazi, Tumhe Madiney Madiney Waale Bula Rah...

Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa

Koi saleeqa hai aarzoo ka, na bandagi meri bandagi hai Yeh sab tumhara karam hai Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) keh baat ab tak bani hui hai Kissi ka ehsan kyon uthain, kissi ko haalat kyon batain Tumhein se mangein gey tum hi do gey, tumhare dar se hi loo lagi hai Ata kiya mujh ko darde-ulfat, kaha thi yeh pur khata ki qismat Mein iss karam ke kaha tha qabil, huzur ki banda parwari hai Shoor o fikro nazar ke dairey, had ka in se barh na paain Na choo sake un balandiyon ko, jaha maqame Muhammadi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai Tajaliyon ke kafeel tum ho, murad tu ke khalil tum ho Khuda ki roshan dalil tum ho, yeh sab tumhari hi roshni hai Bashir kahiye nazir kahiye, unhein siraje munir kahiye Jo sar ba sar hai kalam-e-rabbi, woh merey Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa ...

An Nabi Sallo Alaih

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) An Nabi sallu ‘alayh, salawatu Llah ‘alayh, wa yana lu l-Barakat Kullu Man Salla ‘alayh An Nabi Ya hadirin, i’lamu ‘ilm al-yaqin, anna Rabb al-Aalameen Wa Rada Salla ‘alayh An Nabi sallu ‘alayh, salawatu Llah ‘alayh, wa yana lu l-Barakat Kullu Man Salla ‘alayh Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi.. Kaabe Ke Badrud Duja – Tum Pe Karodon Durood Tayba Ke Shamsud Duha – Tum Pe Karodon Durood Shafiye Roze Jaza – Thum Pe Karodon Durood – Dafiye Jumla Bala Thum Pe Karodon Durood Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) An Nabi Ya Man Hadar...

Mehboob Da Mela Eh

Mehboob da mela eh Mehfil nu sajayee rakhna, odhe aan da wela eh Rehmat da khazeena eh Lokan diyan lakh tarrha, sadhi tarrh madina eh Dassan gal ki khazeene dee Saara jaag khanda eh, kheraat madine dee Odha ruthba na koi thole Kerrha ous dee rees kare, jidhe mou vich raab bole Ki karna khazeene nu Saare gham bhul jandhe, mou kar lo madine nu Koi sona chandi eh Dekh ke madine nu, janat sharmondi eh Mehboob da mela eh Mehfil nu sajayee rakhna, odhe aan da wela eh  

Amina Ka laal Aaya

Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)Aaya, Amina Ka laal Aaya Agaya woh noor wala, jis ki uchi shaan hai, jis ki midhat main utara rabb ne ye Quran hai, Amina (radi Allahu ‘anha) laal Aaya, Amina Ka laal Aaya Ho bayan kaise fazeelat Amina ke chand ki, Us ki to har har ada par bolta Quran hai, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya Jo kaha mere Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne woh hamesha sach howa, ho bahoo tasleem karta aaj sciencedaan hai, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka laal Aaya Amina (radi Allahu ‘anha)tuj ko mubarak tere ghar jalwa figan, Aaj woh mah he risalat nabiyun ka sultan hai, Amina (radi Allahu ‘anha) Ka la...

Sarware Ambiya Ki Hai Mehfil Saji

Sarware Ambiya (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Hai Mehfil Saji Liji Ye Kuch Maza Jhoom Te Jhoom Te Aap Suntey Rahey Mein Sunata Rahun Zikre Salley Ala Jhoom Te Jhoom Te Wajhey Taskine Alam Hai Yaade Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Dafa-aey Ranjo Alum Hai Milade Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Aap Bethein Saja Kar Zara Bazm Ko Hogi Rehmat Khuda Jhoom Te Jhoom Te Sarware Ambiya Ki Hai Mehfil Saji Liji Ye Kuch Maza Jhoom Te Jhoom Te Aap Suntey Rahey Mein Sunata Rahun Zikre Salley Ala Jhoom Te Jhoom Te Ek Bhi Apne Daman Mein Neki Nathi Aankh Mein Ashk The Lab Pe Naate Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mujh Ko Unke Karam Ne Sahara Diya Unki Aai Ata Jhoom Te Jhoom Te Sarware Ambiya Ki Hai Mehfil Saji Liji Ye Kuch Maza Jhoom Te Jhoom Te Aap Suntey Rahey Mei...

Sultane Jahan Mehboobe Khuda, Teri Shaano Shaukat Kya Kehna

Sultane Jahan Mehboobe Khuda, Teri Shaano Shaukat Kya Kehna Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera, Tere Zikr Ki Rafa’aat Kya Kehna Hai Sar Par Taaj Nabuwwatka, Jora Hai Tan Pe Karamat Ka Sehra Hai Jabin Par Shafa’aat Ka, Ummat Pe Hai Rehmat Kya Kehna Sultane Jahan Mehboobe Khuda, Teri Shaano Shaukat Kya Kehna Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera, Tere Zikr Ki Rafa’aat Kya Kehna Mairaj Hui Ta Arsh Gaye, Haqq Tum Se Mila Tum Haqq Se Miley Sab Razey Fa Awha Dil Pe Khuley, Yeh Izzato Hashmat Kya Kehna Sultane Jahan Mehboobe Khuda, Teri Shaano Shaukat Kya Kehna Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera, Tere Zikr Ki Rafa’aat Kya Kehna Sab Misle Hatheli Peshe Nazar, Har Ghaib Ayan Hain Sine Par Yeh Noore Nazar Yeh Chashm-o-basar, Yeh Ilmo Hikmat Kya Kehna Sultane Jahan Mehboobe Khuda, Teri Sh...