Ramadan

Ya Mustafa ataa ho phir izn haazri ka

Ya Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ataa ho phir izn haazri ka Karloon nazaara aakar phir aap ki gali ka Ik baar phir dekhaado Ramzaan mein Madina Beshak banalo Aaqa mehmaan do ghari ka Rota huwa phiraa-oon daaghe jigar dekhaa-oon Afsana bhi sunaa-oon main apni be-kasi ka Phir sabz, sabz gumbad ki dekhloon bahaarein Ab izn dedo Aaqa phir mujhko haazri ka Ya Mustafa gunaahon ki aadate nikal jaa-en Jazbah mujhe ata ho sunnat ki payrwi ka Allah hubbe duniya se tu mujhe bachana Saa-il hoon Ya Khuda main Ishqe Muhammadi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka Imaan pe Rabbe rahmat dede tu istiqamat Dede hoon waasta main tujhko tere Nabi ka Ulfat ki bheek dedo deta hoon waasta main Siddeeq ka, Umar ka, Usmaan ka, Ali ka Duniya ke taajdaaron tumse mujhe gharaz kiya Mangta hoon main ...

Alwada Alwada Mahe Ramazan

Qalb-e-Aashiq Hain Ab Para Para, Alwada Alwada Mahe Ramazan. Tere Aaney Se Dil Khush Huwa Tha, Aur Zoak-e-Ibadat Badha Tha, Aahh Ab Dil Pe Hain Ghum Ka Galba, Alwada Alwada Mahe-e-Ramazan. Naikiyan Kuch Na Hum Kar Sakain Hain, Aah Issiya He Main Din Katain Hain, Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzara, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Koi Husn-e-Amal Na Kar Sakaa Hoo, Chand Ansoo Nazar Kar Raha Hoo, Yehi Hai Mera Kul Asasaaa, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Jub Guzar Jayenge Mah Giyara, Teri Aamad Ka Aamad ka Phir Shoor Hoga, Kiya Meri Zindagi Ka Bharosa, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Bazm Iftar Sajti Thi Thi Kaisi, Khood Sehri Ki Ronak Bhi Hotee, Sub Sama Hogaya Suna Suna, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Yaad Ramzan Ki Tarpa Rahee Hai, Aansoo Ki Jarhee Lag Gayee Hain, Keh Raha Hai Har Aik Qatra, Alwada Alwada ...

Ramadan 2013 Arabic Nasheed

TOP 8 Arabic Nasheeds 1. 2. 3. 4. 5. 6. 7. 8.

Ramadan 2013 Urdu Naats

TOP 5 Urdu Ramadan Naats 1. 2. 3. 4. 5.

Ghul Utha Hai Chaar Soo

Ghul utha hai chaar soo, phir Amad e Ramadaan hai Khil uthay mur jhae dil, taza huwa Imaan hai Ya Khuda hum aasiyaun par, yeh bada ehsaan hai Zindagi me phir ata, hum ko kiya Ramadaan hai Tujh pay sadqe jaoon Ramadaan! Tu Azeemush shaan hai Ke Khuda ne tujh me hi, Nazil kiya Qur’an hai Abre Rehmat chaa gaya hai, aur sama hai noor noor Fazle Rab se maghfirat ka, ho gaya samaan hai Har ghadi Rehmat bhari hai, har taraf hai Barkatein Mah e Ramadaan Rehmataun aur Barkataun ki kaan hai Agaya Ramadaan, Ibadat par kamar bandh lo Faiz le lo jald ke, din tees ka mehmaan hai Aasiyaun ki maghfirat ka, lekar aya hai paighaam Jhoom jao mujrimo! Ramadaan me ghufraan hai Bhaiyo Behno karlo, gunahaun se tauba ke ab Pad gaee dozakh pay, taalay qaid me shaitaan hai Sunnate sab jhoom kar, apnate jao bh...

Ramazan Mahina Ayaa

Ral kushiya manao saray Allah nay karam kiya Ramazan mahina ayaa Ramazan mahina ayaa Aj hoya char chaferay oday noor day barsataan Hoya noor ta noori chanan Ramazan deya kya baatan Rehmat day lut lo khazanay Rab noori mei barsaya Ey noori mahina dekho hoyan noor deyan barsataan Farsha day ronak isde Arshaan ton Rehmatan ayaa Ral mil kay kushiya manao Ramazan kiya hain saya Wah qismat umateh Muhammadi Thenu milgay raat Qadr di Kisi aur Nabi de ummat thay Eysi hoi naee Rehmat Rab di Dar janat day sab khul gay Rab esa mei barsaya Ral kushiya manao saray Allah nay karam kiya Ramazan mahina ayaa Ramazan mahina ayaa