Faaslaun ko takalluf hai hum se agar, hum bhi bay bus nahi, bay sahara nahi Khud Inhi ko pukarenge hum door se, raaste me agar paoon thak jaenge Jaise hi Sabz Gumbad nazar aega, bandagi ka qareenah badal jaega Sar jhuka ne ki fursat milegi kise, khud hi aankhaun se sajde se tapak jaenge Hum Madine me tanha nikal jaenge, aur galiyaun me qasdan bhatak jaenge Hum wahaan jakay wapas nahi aenge, dhoond te dhoond te log thak jaenge Naam Inka jahaan bhi liya jaega, Zikr Inka jahaan bhi kiya jaega Noor hi Noor seenaun me bhar jaega, Sari Mehfil me Jalwe lapak jaenge Ai Madine ke zaer Khuda ke liye, daastanay safar mujh ko yoon mat suna Dil tadap jaega, baat badh jaegi, mere muhtaat aansoon chalak jaenge Inki Chasme Karam ko hai, iss ki khabar, kis musafir ko hai kitna shauqe safar Hum ko Iqbal jab...
Zamino Zamaan tumhare (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) liye Makino Makan tumhare liye Chunino Chuna tumhare liye Bane do jahan tumhare liye Dahan me zuban tumhare liye Badan me hai Jaan tumhare liye Hum aye Yahan tumhare liye Uthe bhi Wahan tumhare liye Farishte Khidam Rasoole Hashm Tamame Umam Ghulame karam Wajoodo Adam Haduso kidam Jahan me aya tumhare liye Atiko wasi Gani-o-Ali Sana ki Zuban tumhare liye Asaalate kul Imaamate kul Siyaadate kul Imaarate kul Hukoomate kul Wilayate kul Khuda ke Yahan tumhare liye Tumhari Chamak tumhari Damak Tumhari Jhalak tumhari Mahak Zamino Falak Simako Samak Me sikka rawa tumhare liye Ye Shamso Qamar ye Shaamo Sahar Ye bargo shajar ye baago samar Ye tego sipar ye Taajo kamar Ye hukme Rawan tumare liye Na Roohe Ami na Arshe maki Na Laohe Mubin koye...
Jannat Mein lay kar jaey ghi Chahat Rasool (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool ki Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool ki Chalta hoon mein be Qafelay walo ruko zara Milnay do bus mujhay be Ijazat Rasool ki Phochay Jo Din-o-Iman Nakerain Qabr mein Us waqt meray lab pay ho Midhat Rasool ki Tarpa kay un kay Qadmo mein mujh ko Gira day Shok Jis waqt ho lahad mein Ziyarat Rasool ki Sarkar nay bula kay Madina dikha dia Ho ghi mujhay naseeb Shafa’at Rasool ki Ya Rab dikha day Aaj ki Shab Jalwaey Habib Ik bar to Aata ho Ziyarat Rasool ki Damen mein un kay lay lo pannah Aaj munkiro Mahengi paray ghi warna Adawat Rasool ki To hai Ghulam Un ka Ubaid-e-Raza teray Mahshar mein ho ghi saath Himayat Rasool ki Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat ...
Bigri Bhi Banaeinge Jalwe Bhi dikhaeinge Ghabrao Na Deewano Sarkar Bolain Ge Hum masjid e Nabawi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) key Dekhy Ge Minaroon Ko Aur gumbad E Khazran key Purnoor nazaroon Ko Hum Ja Key Madina Phir Wapis Nahi Aay ge Mil Jay Ge Tabirein Eik Rooz To khawaboo Ki Gir Jay Gein Dewarein Sab Dekhna Rahoo Ki Hum Roza E Aqdas Par Jab Ansoo Bahain Ge Dil Ishq E Nabi mey Tum Kuch Aur Tarapny Doo Is Deed Ki Atish Ko Kuch Aur Bharkny Doo Hum Tishna Dily Chal Kar Zam Zam Sey Bojhay Ge Jab Hashar Key Medan Mey Eik Hashar Bapaa Ho Ga Jab Fesla Ummat Ka Karny Ko Khuda Ho Ga Ummat Ko Shahe batah Kamli Mey Chupain ge Li Llah Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Sey Rodad Meri kehna Ye Poch Key Aaqa Sey Ey Hajion Tum Ana Ishrat Ko Dare Aqdas Kab aap Bolain Ge Ghabrao Na...
Qadmoun mein bula leejiye, Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Madine mein Kaash mein challa jaon, aaj he Madeenay mein Samnay jo aathi hai, muskura kay aathi hai Ehtraam kerthi hai, mauth bhi Madeenay mein Dosto dua ki jiye, pir mujh ko bula lein wo Hai meri dua, jaein aap sab Madinay mein Bhejiye Darood un par, bhejiye Salam un par Aapni roz lagwayeh, haazri Madinay mein Ab meri nigaon mein, har tharaf Madina hai Meri dil ki kulthi hai, har gali Madinay mein Is kadar barastha hai, Noor sabz ghumbad par Raat ko bhi raithi hai, roshni Madinay mein Qadmoun mein bula leejiye Ya Nabi Madeenay mein Kaash mein challa jaon, aaj he Madeenay mein
Mujhe bhi MADINAY bulaa mere mowla Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Sab pareay…. Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Mujhe bhi MADINAY bulaa mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Bohoth bay kararee kay alam main hoo main Mayree bay kararee mitaa mere mowla Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Nigahow say pinhaa jo manzil mayree hain Kyoun majdhar may naow mayree pasee hain Hatha oo kaa maraa bhi palay gaa sahil gar abid kay dil may samaa mere mowla Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Mujey bi Madiney bula merey Mowla Karam ki thajali dikha merey Mowla Bohoth bekarari key alaam mey hu mey Meri bekarari mita merey Mowla Sunaah hai Madin...
May so jaoo Ya MUSTAFA (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salli ‘ala kehtey kehtey Sitam pay Sitam seh gaey dushmano kay Habeeb-e-KHUDA, Ya KHUDA kehtey kehtey May so jaoo Ya MUSTAFA (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salli ‘ala kehtey kehtey Guzarte thay kaantey bharrey raasto say RASOOL-e-KHUDA, Marhaba kehtey kehtey May so jaoo Ya MUSTAFA (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salli ‘ala kehtey kehtey Huwey surkhuru Aap her maarkey may Fakat Rabbana, Rabbana kehtey kehtey May so jaoo Ya MUSTAFA (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kehtey kehtey Khulley aankh Salli ‘ala kehtey kehtey Shahe her do Aalam ne naam-e-jabee say Bhara paet shukrey KHUDA kehtey kehtey May so jaoo Ya ...
Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Rasula Llah As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Habiba Llah Jab Talak Yah Chand Tara Jheel Meelata Jayanga Tab Talak Jasna Wiladat Hum Manata Jayanga Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya Hai As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Rasula Llah As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Habiba Llah Naate Mahbooba KHUDA Sunta Sunata Jayanga YA Rasula Llah Ka Nara Lagata Jayeinga Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Rasula Llah As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Habiba Llah Char Janib Hum Diya Ghee Kay Jalata Jayanga Ghar Toh Ghar Sara Mohalla ...
Meri barbaad basti ko basa do, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kinaray par meri kashti laga do, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Merey tareek dil par nuur ki basaat ho ja-ay Merey qalb a syaah ko jagmaga do, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ghira huun marz e issiyaan mayn gariftar e masa-ib houn Mujhay iss kaid say li Llah bacha do, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mera maskan Madina ho mera madfan Madina ho Mera seena Madina hi bana do, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) yeh ankheyn aap key deedar ki talib hai muddat say ruhay pur nuur say pardah hata do, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)
Karam ke badal baras rahe hain, dilon ki kheti hari bhari hai yeh kon aya ke zikr jinka, nagr nagr hai galli galli hai Diye dilon ke jala ke rakha, Nabi ki mahfil saja ke rakhna Jo rahat-e-dil sukun jaan hai, woh zikr zikr-e-Muhammadi hai Jo gaaliyah sun ke dein duaein, barro ko apne galle lagaey saraapa lutf-o-karam jo thahri woh mere aqa ki zindigi hai Nabi ko apna Khuda na mano, Khuda se lekin juda na jano Yeh Ahl-e-iman ka yeh aqida, Khuda Khuda hai Nabi Nabi hai Main apni qismat pe kyoun na jhumoun, main kyoun na waliyon ke dar ko chumoun Main naam-e-laiwa Mustafa ka, Khuda ke bandon se dosti hai Hai dosh par jin ke kamli kali wohi to hain do jahan ke waali koi sawali na bejha khali yeh shan mere karim ki hai Na mangu dunya ke tum khazane Niyazi chalein Madine ke badshah se bharh ke p...
Khushiyon ka sawan layaa hai milaad ka mosam aaya hai Ik kaif sa chaaya hai milad ka mosam aaya hai Ab chaak jighar se silthey hain ghunchey khushiyon ke khithay hain Ab fazal o karam ka saya hai milaad ka mosam aaya hai Ghilmaan o malaik janat ko kuch aur mazeeyun kartey hain Moulah ne khuld sajaaya hai milaad ka mosam aaya hai Sarkaar ke amad par rab ne apni kudrat dhiklahee hai Rehmat ka meena barsaaya hai milaad ka mosam aaya hai Kalyion kalyion par jowban hai poolho poolho par jowban hai Ghuncha ghuncha muskaaya hai milaad ka mosam aaya hai Kurbaan Haleema me tujh par hain tere ghodee main sarwaar Ye kesa mukadar payaa hai milaad ka mosam aaya hai
Mera dil aur meri jaan Madinay waley Tujh peh sow jaan sey qurbaan Madinay waley Bhar dey bhar dey meray Aqa meri jholi bhar dey ab na rukh bey sar-o-samaan Madinay waley Tera dar chowr kai jaaun tho kahan jaaun mein meray Aqa meray Sultaan Madinay waley Phir thamanaey ziyarath ney kiya dil beychaeyn phir Madinay ka hai armaan Madinay waley Sabz Ghunbad ki fazaaon mey bula lo mujh ko tera ghaafil hei pareeshan Madinay waley Likh dey likh dey meri qismat mey Madinay likh dey hai teri milk qalamdaan Madinay waley Sag-e-Taibah mujhay sab kahe key pukaray Baydam yahi rakhein meri pehchaan Madinay waley