Author: Maria (Moderator)

Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai

Har taraf anwar ki barsat hai, Mehfil-e-Sarkaar ki kya baat hai. Raat jo guzri Nabi kay zikr mein, Din se behtar woh hamari raat hai. Kyun mein mangoon jab mere kashkol mein, Naqsh-e-Naal-e-Paak ki khairaat hai. Kyun pareshan hoon mein uqhba key liye, Shafa-e-Rauz-e-Jaza woh Zaat hai. Wali-e-kaun-o-makaan kay zikr say, Wajd mein yeh sari kainaat hai. Yoon to gumbad hai jahaan mein har jagah, Gumba...

Khaaliq Ne Apne Noor Ka Jalwa Dikha Diya

Khaliq ne Apne Noor ka, Jalwa dikha diyaa Sab Noor ko Mila ke Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bana diya Aagayi Mustafa  (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)ki sawaari Apne ghar ko diyo se sajja lo De rahe hain farishte salaami Tum duroodo ki maala banaa lo Aagayi Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki sawaari Apne ghar ko diyo se sajja lo Apne mangto ko Wo paalte hain Wo ...

Kya Ajab Noor Ka Behta Hai Jo Darya Dil Mein

Kya ajab noor ka behta hai jo darya dil mein Dil hai Taiba mein mera, aur hai Taiba dil mein. Gham ki chaadar jo kabhi odh ke so jata hoon Jaagti rehti hai Aaqa ki tamanna dil mein. Uss ghari meri maddad karte hain mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jab bhi ho jati hai uljhan koi paida dil mein. Dil issi waaste reh reh ke dhadakta hai mera Kyunke rehte hain hamesha mere Aaqa (salla Ll...

Lajpaal Nabi Mere

Lajpaal Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) mere, Dardan di dawa dena. Jad waqt-e-naza aaye, Daaman di hawaa dena. Mar chalya haan ro ro ke, Wich hijr de mehbooba. Bechain nigahwaan noon, Deedar kara dena. Mar chalya haan ro ro ke, Wich hijr de mehbooba. Hun saanu wi aye Aaqa, Deedar kara dena. Khairat ata karna, Sarkar di marzi aay. Mera tay si kam mangna, Jholi nu wicha dena. Main naat Te...

Main To Khud Unke Dar Ka Gadda Hoon

Main to khud Unke Dar ka gadda hoon, Apne Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko main nazar kya doon Ab to aankhon mein bhi kuch nahin hai, Warna qadmon mein aankhein bicha doon Aane waali hai Unki tareekh, Phool naaton ke ghar ghar saajja doon, Mere ghar mein andhera bohot hai, Apni palkon pe shamma jala doon Rauza-e-pak peshe nazar hai, Saamne mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa salla...

Mere Aaqa Da Husn-O-Jamaal

Mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da Husn o Jamal SubhanAllah Nahi Sohne di koi misaal SubhanAllah Asi karna ey Aaqa da mil ke zikr Jeda chaunda ey jannat wich paawe shajjar Oh mil ke kahe mere naal SubhanAllah Mere Aaqa da Husn o Jamal SubhanAllah Nahi Sohne di koi misaal SubhanAllah Jab tak na bike ham koi poochta na tha Koi poochta na tha. Jinna Kaabe di chat te wi ditti Azaan Dit...

Meri Jholi Mein Rehte Hain Saada

Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Azal Se Kha Raha Hai Yeh Gada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa salla...

Muhammad Nabiyyina (Urdu Version)

Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Nabiyyina, Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Nabiyyina, Ya Shahe Madina, Ya Shah-e-Madina Teri judai mein pal pal jalta hai yeh seena, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada, (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Tez bohat hai dhaara, Mera koun sahaara, Kar do ek ishaara, Toofan banne kinaara Tere hawale hai Aaqa, yeh mera safeena. Mu...

Mustafa Ka Khuda Aur Khud Mustafa

Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka khuda aur khud mustafa. Kyun kahun mera koi sahara nahi. Unke dar ka gada aur mayoos ho, mere sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko yeh gawara nahi. Main Madine se lekin bohat door hoon, yeh khalish mere dil ko gawara nahi. Mustafa ka khuda aur khud Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kyun kahun mera koi sahara nahi. Aap ka ishq ...

Mustafa Se Jab Tumhara Silsila

Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se jab tumhara silsila mil jayega Khud ba khud aye dhoonde wale Khuda mil jayega Kya bataoon Unke darr pe jaa ke kya mil jayega Jo tallab hogi, tallab se bhi siwa mil jayega Unke sadqe main Khuda se maang kar dekhe koi Mudda’i ke lab hilenge mudda’a mil jayega Gham nahi gumm ho bhi jayein, rahe firdous-e-bari Mustafa (salla Llahu ‘ala...

  • 1
  • 3
  • 4