Author: Maryam

Paish e haq muzdah shafaat ka sunaate jaaye ge

Paish e haq muzdah shafaat ka sunaate jaaye ge Aap rote jaaye ge hum ko hasate jaaye ge Dil nikal jaane ki jaa hain aah kin ankhon se Wo Hum se pyaaso ke liye darya bahaate jaaye ge Haan chalo hasratzado sunte hain wo din aaj hain Thi khabar jis ki ke Wo jalwa dikhaate jaaye ge Kuch khabar bhi hain faqeero aaj wo din hain ke wo Nemat e Khuld Apne sadqe me lutaate jaaye ge Wusate di hain Khuda ne d...

Muda’a zeest ka mene paaya

Muda’a zeest ka mene paaya Rahmat e Haq ne kiya phir saya Mere Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne karam farmaya Phir Madine ka bulawa aaya Pehle kuch ashk bahaa lu to chalu Ek nayyi naat sunaa lu to chalu Syyedi Anta Habibi Chand taare mujhe dekhe ge Mahpaare bhi mujhe dekhe ge Khud nazaare bhi mujhe dekhe ge Ghum ke maare bhi mujhe dekhe ge Main nazar sab se bacha lu to chalu Ek n...

Hirz e jaan zikr e shafaat kijiye

Hirz e jaan zikr e shafaat kijiye Naar se bachne ki surat kijiye Un ke dar pe jaise hain mit jayiye Naatuaano kuch to himmat kijiye Un ke dar par baitiye ban kar faqeer Benawaao fikr e sarwat kijiye Jin ka husn Allah ko bhi bha gaya Aise Pyaare se muhabbat kijiye Naara kijiye Ya RasoolAllah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka Mufliso saamaan e dolat kijiye Hum tumhare ho ke kis ke paas jaaye ...

Kabhi barbaad Aqa zindigi hone nahi dete

Kabhi barbaad Aqa zindigi hone nahi dete ata ki barishon mein woh kami hone nahi dete Mere sab kaam balte hain Karam Sarkar karte hain Koi deewar raste mein khari hone nahi dete Koi deewar raste mein khari hone nahi dete jo unka hai hamara hai yehi dil ko bataya hai jo unka hai hamara hai yehi dil ko bataya hai Yehi dil ko bataya hai Jo unka hai hamara hai Adoo se unke dil ki dosti ko hone nahi de...

Jo samne hai Madina

Jo samne hai Madina to dekhta kya hai yehi to kaabe ka kaaba hai, sochta kya hai mere huzoor ko ae khud sa bolne wale x 3 tum unki zaat ke baare mein jaanta kya hai x 2 yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai baroze hashr khuda khud kahe ga bandon se x 3 jo Mustafa ko na maane x2 woh maanta kya hai x2 yehi to kaabe ka kaaba hai sochta kya hai teri gali ko hi maanga hai ja ke jannat mein x 4 to ...

Khair karam wala

khair karam wala sadi jholi paa jaavi laajaan waalerya saadi laaj nibhaa jaavi hijr judaiyan wichhonr muddatan ho gaiya tak tak raah tera honr akhiyaan ro paiyaan enha akhiyan noon deedar karan jaavi laajaan waalerya saadi laaj nibhaa jaavi thokraan khaa baithe saara jag azmaa baihte dhikde tainde honr tere dar te aa baithe assan koojean noon seene nal jaavi laajaan waalerya saadi laaj nibhaa jaav...

Li Llah ab kar do karam

chah gaey ab abre karam ho geya khatam e sitam mitt gaey ranj o alam aa gaey shah e umam li Llah ab kar do karam li Llah ab kar do karam aey sarwar e Deen aey sarwar e Deen aap sa koi nahin aey sarwar e Deen aap sa koi nahin dono aalam mein nahi, husn e Yusuf ki qasam li Llah ab kar do karam Chand mein jo hai chamak phool mein jo hai mahak Chand mein jo hai chamak phool mein jo hai mahak aur yeh r...

Marhaba aaj chale ge shah-e-abraar ke paas

Marhaba aaj chale ge shah-e-abrar ke paas Insha’allah pohonch jaaein ge sarkaar ke paas Main gunahgaar gunahoon ke siwa kya lata Naikiaan hoti hai sarkaar niko-kar ke paas Dono aalam ki bhalayi ka sawali bhan kar Ik bikari hain khara aap ke darbar ke paas Istikaamat ise imaan pe ataa kar deejayein ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ik bikari hai khara aap ke darbar ke paas Kabr m...

Taj walon ke saron par paye aqdas aap ke

Taj walon ke saron par paye aqdas aap ke main bhi choomon ga payambar paye aqdas aap ke aap ke qadmon ke neeche narm pathar ho gaye kya kahoon Allahu akbar paye aqdas aap ke sust aur kamro sawari tez ho jati wahin jab lagate eik thokar paye aqdas aap ke meri qismat bhi khule gi mere ghar bhi ayein ge dekhoon ga mein zindagi bhar paye aqdas aap ke is liye Makkah madina ban gaye dono haram aa gaye j...

Rahmat ka hei darwaza khhula maang aray maang

Rahmat ka hei darwaza khhula maang aray maang Deta hei karam un ka sada maang aray maang Aa ja-ai ga ik roz bhi teba se bulawaa Har waqt madine ki dua maang aray maang Bhar ja-ai ga kashkol muradon se tera bhi Ban kar mere aqa ka gada maang aray maang Mayoos na ho ye mere lajpaal ka dar hei Hei kiss liye khamosh khharra maang aray maang Sarkar se sarkar ko maanguun ga niyaazi Sarkar ne jiss waqt k...

Shan wala sohna Nabi sada lajpaal eh

shan wala sohna Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) sada lajpaal eh Allahumma salli ala sayyidina Muhammadin jhulliyan hanerian te rehmatan sanwareya bujheya na diwa jedha nabi sohne baleya naam Nabi de naal sadi jaan te pehchan eh is naam nal sada naam te nishan eh sanu te huzoor diyan nisbatan ne paaleya barkatan te rehmatan da ant nai hisab nai roz-e-Nabi da hor kite wi jawab nai sara ja...

Baithe baithe kaam saara ho gaya

Baithe baithe kaam saara ho gaya Sabz gumbad ka nazara ho gaya kar liya Allah ne usko pasand, jo mere Aaqa ka pyaara ho gaya Mil gaya sadqa mujhe Aaqa ka, zindagi bhar ka guzara ho gaya Naam naam-e-Mustafa salli ‘ala, besaharon ka sahara ho gaya Aap ke darbaar gohar baar se, Saare mangton ka guzara ho gaya Mohsin aasi hai yakeen yeh hashr mein woh kahenge, tu hamara ho gaya Zindagi bhar naat...