Share This Post

Urdu Lyric

Li Llah ab kar do karam

chah gaey ab abre karam
ho geya khatam e sitam

mitt gaey ranj o alam
aa gaey shah e umam

li Llah ab kar do karam
li Llah ab kar do karam
aey sarwar e Deen
aey sarwar e Deen aap sa koi nahin
aey sarwar e Deen aap sa koi nahin
dono aalam mein nahi, husn e Yusuf ki qasam

li Llah ab kar do karam

Chand mein jo hai chamak
phool mein jo hai mahak
Chand mein jo hai chamak
phool mein jo hai mahak
aur yeh rang e dhanak
sab hai muhtaj e karam

li Llah ab kar do karam
li Llah ab kar do karam
li Llah ab kar do karam

aaey din phir se bhale
aaey din phir se bhale
qaafile Taiba chale
aaey din phir se bhale
aaey din phir se bhale
qaafile Taiba chale
sab gaey, reh gaey ham
jaane kab hoga karam

li Llah ab kar do karam
li Llah ab kar do karam
li Llah ab kar do karam

Chor kar aap ka dar
jaein Sarkar ke dar

Chor kar aap ka dar
jaein Sarkar ke dar

Chor kar aap ka dar
jaein Sarkar ke dar
sadqa Hasnayn ka do,
warna mar jaeinge ham

li Llah ab kar do karam
li Llah ab kar do karam
li Llah ab kar do karam

Aya Sidrah ka maqam,
Bola Aqa se ghulam
Aya Sidrah ka maqam,
Bola Aqa se ghulam
Aage bhar sakta nahi
Tere qadmon ki qasam

li Llah ab kar do karam
li Llah ab kar do karam
li Llah ab kar do karam

Jo hai Nabiyon ka Nabi
Hashmi mutalabi
Jo hai Nabiyon ka Nabi
Hashmi mutalabi
Ik to rakhega wohi,
mujh kamine ka bharam

li Llah ab kar do karam
li Llah ab kar do karam
li Llah ab kar do karam

Share This Post

Leave a Reply