Author: Shujahat Ali

Bazm E Tasawwuraat Saji Thi Abhi Abhi

Bazm e tasawwuraat saji thi abhi abhi Nazron mayn Mustafa ki gali thi abhi abhi Seenay mayn ruk gya tha mayra dam iss liay Taibah say dil ddoar hili thi abhi abhi Itna karam huaa kay muqaddar badal ga-ay Un kay karam ki baat chali thi abhi abhi Maaloom kar rahay thay farishton say jibraiil Kiss ki zubaan pay naat e nabi thi abhi abhi Shabbir chashm e tar ki haqiiqat na poochhiay Maah e arab say aa...

BASA HUVA HAY NABI KA DIAR AANKHON MAIN

BASA HUVA HAY NABI KA DIAR AANKHON MAIN SAJAYE BAITHHA HOON EK JALVA ZAAR AANKHON MAIN DIAR-E-PAK KA HER MANZAR-E-HASEEN-O-JAMEEL RUHAY GA KA’BA QAZA YAD GAR AANKHON MAIN BASA HUVA HAY NABI KA DIAR AANKHON MAIN ATA KIA JO MADINAY KE BASION NAY MUJHE MEHAK RUHA HAY AB TAK VOH PIAR AANKHON MAIN. AB ISS SAY BARH KE KOI SURMA AUR KIA HO GA? SAMAIT LAYA HOON MAIN KUCH GHUBAR AANKHON MAIN. BASA HU...

Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan

Baqi sabey galan chutiyan ney sariyan Heyn sachiyan Huzoor (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) diya yariyan Nuri mukda tey zulfan ney kaliyan Rab beyjda duroodan diyan daaliyan Piyaar meray Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da seenay wich howey Aur jugi ik reyn laee madiney wich howey Bandah raj raj key chumey feyr jaliyan Aqa dey piyaar nal seenay chamka deyo Ya Rasulullah keh key tusi ...

Badi Ummid Hai Sarkaar Qadmon Mein Bulaaei Ge

Badi Ummid Hai Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Qadmo(N) Mei(N) Bulaaei(N) Ge Karam Ki Jab Nazar Hogi, Madiney Ham Bhi Jaaei(N) Ge Agar Jaana Madiney Mei(N) Hua, Gham Ke Maaro(N) Ka Makine Gumbade Khadra Ko Haale Dil Sunaaei(N) Ge Qasam Allah Ki Hoga Woh Manzar Deed Ke Qaabil Qiyaamat Mei(N) Rasoolallah Jab Tashrif Laaei(N) Ge Gunahgaaro(N) Mei(N) Khud Aake Shaamil Paarsa Ho(N) Ge Sha...

Chand Ki Qindeel Sooraj Ka Diya Tere Liye

sab ke sab loh-o-qalam hain lab kusha tere liye chand ki qindeel sooraj ka diya tere liye kiya shab-e-meraj istiqbal khaliq ne kiya kona kona aasmanon ka saja tere liye chand do tukre kiya baik janbish angush se chand sheeshe se ziada kuch na tha tere liye hum to ajiz hain teri midhat se aae mamhoh-e-rab khud sarapa naat hia tera khuda tere liye rang,khushboo,chandni,barsaat badal sab tere khak pe...

Bhar Do Jholi Meri

Shah-e-Madeena (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  suno ilteja Khuda ke liye Karam ho mujh pe Habeeb-e-Khuda Khuda ke liye Huzoor ghuncha-e-ummeed ab to khil jaaye Tumhaare dar ka gadaa hoon to bheek mil jaaye Bhar do jholi meri ya Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Lautkar main na jaaunga khaali Tumhaare aastaane se zamaana kya nahin paata Koi bhi dar se khaali maangne waala nahin ...

Aanay Walo Yay To Bataao

Aanay walo yay to bataao shehr madina kesa he Sar un kay qadmon mayn rakh kar jukh kar jiina kesa he Gunbaday khazra kay sa-ay mayn beytth kay tum to aa-ay ho Uss sa-ay mayn Rabb kay aagay sajda karna kesa he Dil aankhayn or ruuh tumhari lagti heyn sehraab mujhay Dar pay un kay beytth kay zamzam piina kesa he Diiwano aankhon say tumharitna puuch to laynay do Waqt e dua rozay pay un kay aansu bahan...

Akss-E-Rab-E-Zul Jalaal Allah Hi Allah

Akss e rab e zul jalaal allah hi allah Amma amina day laal allah hi allah Ummati nuun jaduun koii gham oanday nay Mayray aqa madinay tarrap jaanday nay Sun-day sab di kissay da ni dil ttaawan-day Mayri sarkar sab da pala chaawan-day Kinnay aqa lajpaal allah hi allah Jag tuun wakhhraa maza aqa day pyaar da Lamha lamha karam wajaan he maar da Khhulla rehnda sada booha sarkar da Oas darbar tay har gu...

Aagae Mustafa Ki Sawaari

Khaliq ney apney Nuur ka, Jalwa dikha diyaa Sab Nuur ko Mila kay Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bana diya Aagae Mustafa ki sawaari Apne ghar ko diyo sey saga loo Dey rahey hain farishtey salaami Tum duruudo ki maala banaa loo Aagae Mustafa ki sawaari Apne ghar ko diyo sey saga loo Apney mangto ko wo paaltey hain Wo bhala kis ko kab taaltey hain Sadqa Hasnain (radi Allahu ‘anh...

Aagaii Jag De Vich Bahaar

Aagaii jag de vich bahaar Ban ke aaya kamli waala Nabiyaan da sardaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kamli waala je na oanda, Rab vi na koii cheez banonda Sohne da ai sadqa banya ai saara sansaar Rab aakhe tun dilbar mera, mera sab kujh sohniyaan tera Meri har shei da mahbuba tu maalik mukhtaar Oganhaaro na ghabra-o! ral mil khushiyaan yaar mana-o Dukhiyaan de dukh wanddan waala agaya rab d...

Meri Qismat Ko Jaga Do Ya Rasool

meri qismat ko jaga do ya Rasool ek jhalak apni dikha do ya Rasool khwaab mein tashreef la kar aik baar deed ka sharbat pila do ya Rasool aa gaya beemaar aye mere tabeeb to shifaye kamila do ya Rasool umr bhar teri sana khwani karoon har rukawat ko hata do ya Rasool woh kabhi bhi uth nahi sakta jise tum nigaahon se gira do ya Rasool baksh dega har khata meri Khuda tum zara lab ko hilaa do ya Rasoo...

Jalwa-e-Janaan

Jalwa-e-Janaan, Jalwa-e-Janaan Jalwa-e-Janaan, Jalwa-e-Janaan Maula Yaa Salli Wa Sallim Da’aiman Abadan Ala Habibika Khairi Khlaqi Kulli’ini Maula Yaa Salli Wa Sallim Da’aiman Abadan Ala Habibika Khairi Khlaqi Kulli’ini Na Koi Aap Sa Ho Ga Na Koi Aap Jesa Tha Koi Yusaf Say Poochay Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ka Husn Kaisa Tha Zameen-o-Aasmaan Main Koi Bhi ...