Author: Shujahat Ali

Ik Roze Ho Gaa Jaanaa Sarkar Ki Gali Main

Ik roze ho gaa jaanaa sarkar ki gali main, Ho ga khabi tikanaah sarkar (sallallahu alaihi wassalam) ki gali main, Ankhein tu dekhne ko pehley hi muztarib theen, Dil bhi huwaa ruwanaa sarkar (sallallahu alaihi wassalam) ki gali main, Go paas kuch nahi hai lekhan yaa dekh lay gaa, Ik din hamien zamaanah sarkar (sallallahu alaihi wassalam) ke gali main, Kabhi ho haseen tasawar khabi khud main jaaoon ...

Ilahi Aarzoo Itni To Kam Se Kam Nikal Jaye

ilahi aarzoo itni to kam se kam nikal jaye Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki chokhat pe mera dum nikaljai ilahi is se badkar aarzoo-e-dil nahi koi Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)samne ho aur mera dum nikaljai dam-e-aaqir Rasul Allah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka didaar ho ya rab phir is ke baad chahe dum rahe ya dum nikaljai nazaa ki hichkiyo me bhi sad...

Ik Baar Madiney Jaawa Mey

Ik baar Madiney jaawa mey, feyr murkey kadee na awaan mey Lokee labdey phiran meynu galiya dey wich Kalee Kamlee thaley  chup jaawa mey Kar zikr Madiney waley da ey dey wich balaee teri ey Ik baar tu hoja sohna da Feyr saaree Khudaee teri ey Jittey meray Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da deyra ey Othey reynda sada saweyra ey Wich qabr dey Aqa aakhan gey Eynu chad deyo ey tey meyra ey L...

Zikr – E – Kherulwara

Zikr e kherulwara bay khatar kijiay Haan yahi kaam shaam o sahar kijiay Chaahtay ho jo barsay karam ki ghattaa Aap kay ghar bhi a-ayn habeeb e Khuda (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Naat say roashni apnay ghar kijiay Gham milay ya kay haasil ho koii khushi Lab pay jaari rahay ya nabi ya nabi Iss taraah zindgaani basar kijiay Har taraf say ghulaamon ki he yay sadaa Almadad Mustafa almadad Must...

Zehre Saya Ae Ghumbad Raat Ka Basera Hai

Zehre saya ae Ghumbad raat ka basera hai Aur sunahri jali mein rohnama sawera hai Jab aja Madine mei hajioun ka dehra hai Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa salam) ke koche mein saailoun ka peera hai Kitni khuld manzar hai raat bhi Madine ki Aik zara ujala hai aik zara andhera hai Tahiroun ki jurmat mein wo kalas ka nazara Shama ko pathangoun ne har taraf se geera hai Meri khush naseebi par ras...

Zindagi Da Koi Tay Maeyaar Hona Chahida

Zindagi da koi tay maeyaar hona chahida ALLAH (subhanahu wa ta’ala) de HABEEB (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) naal piyaar hona chahida Saanu ay ho dassayya Siddique (radi Allahu ‘anhu) Yaar-e-Ghaar nay Kay sab kujh Sohnay tou nisaar hona chahida ALLAH de HABEEB naal piyaar hona chahida Aur houn jaan saaday tay, ALLAH ay enayataa kay juunday juunday Sohnay da dedaar ho chahida ALL...

Zarey Zarey Pey Chaya Huwa Noor Hai

Zarey zarey pey chaya huwa Noor hai Zarey zarey pey chaya huwa Noor hai Merey meethey Madineh ki kya baat hai Noor sey sab fiza iss ki ma’amoor hai Merey meetey Madineh ki kya baat hai Noor phoolo mai hai Noor galiyo mai hai Noor bazaar mai Noor Galiyon mai hai Dast o kausaar par Noor hi Noor hai Merey meethey Madineh ki kya baat hai Har taraf rehmato ki hai cha’i gatah Mehki mehki hai kya hoob ma...

Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon

Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon, Meri Laaj Ko Nibhana Mujhe Janata Hain Aqaa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam), Terey Naam Se Zamana Ghameh Aashqee Se pehle Mujhe kaun janata Tha Teri Yaad Ne Banadee Meri Zindagee Fasana Mujhe iss ka gham naheen hai Kai badal gaya zamana Meri zindagee hain tumse kaheen tum badal na jaana Too manbaeh ataa hai ke pukaar utha zamana Too karam nawaziyaan keen ke kara...

Mainu Sohne Ne Bulaya

Allah hu Allah hu Dil pawe chaliyaan Mainu Sohne ne bulaya main Madine chaliyaan Mainu karo ni teyaar, Gal pao pholaan dei haar Mainu millo waar-o-waar main Madine chaliyaan Haji chale nei Madine, agg parke mere seene Ais lagi hoyi agg noun bujaan chaliyaan Haji kar dei tawaaf nale chumde nei ghulaaf Main whi Ka’abe da ghulaaf houn chumman chaliyaan Khane Ka’abe dei minaar jithe lagi a...

Momino Khushiyan Manao

Momino khushiyan manao Kamli wala (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aa gaya Rab-e-Sallim gun gunaaon, Kamli wala aa gaya Chehra-e-wal fajr sey aur gaysu ey wal-layl sey Dil ko aa’inah banaao, Kamli wala aa gaya Jhuk geyaa sajdey main baytullah bhi ta’zeem ko Ab diyey dil key jalaao, Kamli wala aa gaya Godi mein ley kar Halimah Sa’diyah ney yun kahaa ‘Azmaton key geet ga...

Aa Jaaye Bulawa Mujhe

Aa jaaye bulawa mujhe AQA Tere Dar se Jis Dar ki ghulaami ko to jibreel bhi tarse Paidal hi nikalte hain, masaafat ka nahin khauf Thakte hi nahin ham to Madine ke safar se Sunnat pe Teri chalne ka aa jaaye qareena Ye abr-e-karam kaash mere dasht pe barse Zarrah bhi lage gohar-o-almaas se badh kar Dekhe to koii khaak-e-arab meri nazar se Ek main hi nahin taalib-e-jalwa mere AQA! Har ek musalmaan Te...

Al-Mualim

Al-Mualim We once had a Teacher The Teacher of teachers, He changed the world for the better And made us better creatures, Oh Allah we’ve shamed ourselves We’ve strayed from Al-Mu’allim, Surely we’ve wronged ourselves What will we say in front him? Oh Mu’allim… Chorus He was Muhammad salla Allahu ‘alayhi wa sallam, Muhammad, mercy upon Mankind, He was Muhammad salla Allahu ...