Pukaroooo Pukaroo Shahe Jilaan ko pukaro Badal jaye ghi Qismat be saharo Pukaroo Ye dar Mehbhoobe Subhnai ka dar hai Beqari ban ke aao Taajdaro Pukaro har gari ya Roosel Azam Guzaro zindagi bas youn guzaro Tumhari reeat hai bhere tarana Mori niyaan bhi mila paar utaro Ye zarre kochae Baghdaad ke hai Karo sajde yahan pei chaand taro Mori Jilaan takhaf un ka hai farmaan Na ghabrao zarra bhi gham ke ...
Pooch te kya ho Madine se Mai kya laya hoon Apni aankhaun mein Madine ko basa laya hoon Dil bhi mera hai waheen Jaan bhi meri hai waheen (to phir lekar kya aae ho) Apne kaandhaun par apne laashay ko utha laya hoon Jisne choome hai Qadam Sarwaray ‘Alam ke Khaak e Taibah ko mai apni palkuan pay saja laya hoon Saya e Gumbade Khazra me ada karke namaaz Apne sar ko mai Arsh ka hum paya bana laya ...
Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaaow Uchay mey ucha Nabi ka jhanda Azmat wala Nabi ka jhanda Ghar ghar mey lehraaow Pukaro! Ya Rasulullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam), Ya Habeeballah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Subho Tayba mey huwi bat-tha hai bara noor ka Sadqah leyney Noor ka aya hai tara Noor ka Barawi key chaand ka mujra hai sajda noor ka Bara bur jo sey juka ik...
Na chedo zirk e jannat ab Madinah yaad aya hai Nabi ka sabz Gumbad dil ki aankhaon me samaya hai Mila karti hai mooh maange muradein Unke Rauze par Ghulamau ne Tere Dar se jo maanga hai woh paya hai Khuda ki Sultanat ke Tum ho Dulha Ya Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Tumhare waaste RABB ne yeh A’alam sajaya hai Shabe Asra Mubarak baad dee yeh hooraun ne Muhammed ko Khuda e ...
NA HO AARAAM JIS BIMAAR KO SAARE ZAMAANE SE UTHAA LEJAAYE THORI KHAAK UNKE AASTAANE SE TUMHAARE DAR KE TUKRO SE PARAA PALTA HE EK AALAM GUZAARA SUB KA HOTAA HE USSI MUHTAAJ KHAANE SE SHAB-E-ASRA KE DOOLHA PAR NICHAAWAR HONE WAALI HE NAHEE TO KYA GARAZ THEE ITNI JAANO KI BANAANE SE NA KYU UNKI TARAF ALLAH SOU SOU PYAAR SE DEKHE JO APNI AANKHE MALTE HE TUMHAARE AASTAANE SE NA POHONCHE UNKE QADMO TUK...
Ne’amatein baant ta jis simt woh zeeshaan gaya Saath hi munshiaey rehmat ka qalam daan gaya Le khabar jald ke ghairon ki taraf dhiyaan gaya Mere Maula mere Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) tere qurbaan gaya Aah woh aankh ke nakaame tamanna hi rahi Hai woh dil jo tere dar se pur arman gaya Dil hai woh dil jo teri yaad se ma’moor raha Sar he woh sar jo tere Qadmon pe qurbaan gaya Unhein jan...
nah kaleem ka tasawwur nah khiyaal-e-tur-e-sinaa meri aarzu Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meri justuju Madinah main gadaae Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hun meri azmatein nah poocho mujhe deykh kar jahannam ko bhi aa geya paseenah mujhe dushmano nah cherho mera koi hai jahaan main main abhi pukaar lun ga naheen dur hai Madinah main mareez-e-Mustafa (salla Llahu ...
Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ishq nay jis ko haseen banaaya hay Wohi Fareed, Wohi Data ban kay aaya hay Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ishq nay Jahaa kahee bhi kadam maira dagmagaaya hay Sahaara denay karam Aapka (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) he aaya hay Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ishq nay Sata sakkay gee na humko ye garmiy-e-Mehsher Ha...
Naiin koii oqaat oganhaar di Jeho jaii wi haan mein haan sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) di Kyun phiraan mein mangtiyaan ton mangdi Mein te mangti haan khuda de yaar di Allah di sonh saani koii bhukh naiin Bhukhh hei te hei tere deedaar di Onaan nuun changi naiin lagdi koii shei Jhalk wekhi e jinna sarkaar di Koii sun ke khush naiin hunda na howe Gal karni e assaan sarkaar di Mehrbaa...
Ey Shahen Shahe Madina As-salatu wa s-salam Zeenate ‘arshe mou’alla As-salatu wa s-salam Rabli habli ummati kehte houwe pehda houwe Rab ne farmaya ke bakhsha Asswalatou Wassalam Sarjouhka karba adaad ‘ishke Rasula Llah mein Kehraha hein har sitara Asswalatou Wassalam Mo’mino parte raho toum apne aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) par dourood Hein firishton ka wazifa Asswalatou Wassalam Jab...
Lagiyan Ne Mojan Honr Laayi Rakh Soniya Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soniya Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) De Gulaman Da Main Adna Ghulam Aan Loki Kehnde Khas main Te Amaan Tu Wii Aam Aaan Parda je Paaya Hai Te Paayi Rakhin Soniyan Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soniya Lagiyan Ne Mojan Honr Laayi Rakh Soniya Change Aan Ke Mande Aan Nibhayi Rakhin Soniya Kisse No Main ...
Mainu Majbooriyan The Dooriyan Ne Maare Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Sadh Lo Madeene Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Karo Mehrubaniyan Dda Dda Haan Ghareeb Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kol Mere Zar Nahin Uddhuke Main Kee Ven Aaavan Naal Mere Par Nahin Thu Saan The Hai Ddera Main thun Badi Dhoor Lalaya Ko(r)n Jaake Das Se Sho(r)nen Allah De Habeeb (salla Llahu ...