Madinay bula lo Madinay key waali (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Yeh peyghaam ley ja saba jatay jatay HaN peygham lana meri haazri ka Barahey karam mehrbaN atay atay Teray dar peh aauN mey ban kar sawli Rahey saamney Teray Rowzay ki jali GhareeboN key Mowla yateemoN key waali Bari deyr kar di bulatay bulatay Idhar bhi nighahey karam ho Khudara Kabhi to muqadar ka chamkey sitara Meri umr guz...
Manqabat Shaan e Imam e Azam Abu Haneefa RadiyAllahu Ta’ala Anhu Hum Aaimmah ke muqallid hain tamaam Hai Imamaun ka hamay bhi ehteraam Har Imam e waqt ne Deen ke liye Waqf ki hai jaan apni la kalaam Hai jahaan mein Hazrath Numaan bhi Mazhab Hanfi ke sar-kirdah Imaam Aapne chaha yehi aik aik pal Sur-khuru ho Ummate Khairul Anaam Ijtihaad aisa kiya Ai marhaba Mujtahid ho kar raha duniya me naa...
Mere Sarkaar mere ghar ko sajaaney aaein Dil ki duniya main woh anwaar lutaane aaein Joh khazaan daar parhaa rotaa hai ik jhoownke ko Us kii jaanib bhii bahaaron keh zamaane aaein Shiddat e peyaas hai ik bosyah e paa ki jin ko Aese peyaason ko bhii diidar karaane aaein Taab e furqat bhii qiyamat hai mujhe wasl keh baad Woh mere ghar seh nah jane keh bahaane aaein Jin keh biimar ho muddat se woh a...
Khusrawi achi lagi na, sarwari achi lagi Ham faqiroon ko Madine ki galli achi lagi Door they to zindagi be rang thi be-kaif thi Un ke kuchey main ga’ey to zindagi achi lagi Main na jaun ga kahin bhi, dar Nabi ka chaur kar Mujh ko ku’ey Mustafa ki chakari achi lagii Naaz kar tu aey Halima sarwar-e-kownain par Gar lagi achii to teri jhownparhi achi lagii Rakh diye sarkaar ke qadmoun pe sultanon ne s...
A beautiful naat by Qari Muhammad Amir Khan.
As-Salāmu `Alaykum Team NaatePaak wish You all visitors a Happy Eid Ul-Adha 1430 AH . May Allah bless us all and accept our sacrifices.
Makkah main Kaba hay, Madinah main Kabe ka Kaba hay Makkah main Bait Ullah hay, Madinah main roza e Rasool Ullah hay Makkah main aab-e-zam zam ke chashme, Madinah main Muhammad ke karam ke chashme Makkah main Farshiyo ka Hajj hota hay, Madinah main Arshiyo ka Hajj hota hay Makkah main Jalaal hay, Madinah main Jamaal hay Makkah main Hira ki tanhaaiya hay, Madinah main Gunbad-e-Khazra ki rahnaiya ha...
There was merriment and joy a smile on the face of every girl and boy The streets of Yathrib welcomed in the Prophet of Allah Muhammad, salla Allahu ‘alayhi wa sallim A full white moon shone down upon the land rising from the valley between the hills of sand Being grateful to Allah was the Prophet’s demand spreading Peace through the streets of Madinah Madinah tun-Nabi! Madinah tun-Nab...
Main To Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Tora Deewana Ab tou Taiba bula lo ja na na Jaam per jaam ho ata mujh ko Rahey abaad Tera Maykhaana Ab tou Taiba bula lo ja na na Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam), Tere ghar baar ki ye azmat hya Aae Jibreel bhi ghulamaana Ab tou Taiba bula lo ja na na Bheek lene Tere Madina say Aate hain baadshah faqeeraana Ab tou Taiba bula lo ja na na ...
Main nazar karun jaan o jiigar, kesa lage gaa Rakhdu daar – e – Sarkaar peh sar, kesa lage gaa Aja’e mukadar seh meray, ghar joh shahedii Main kesa lagun gaa, meraa ghar kesa lage gaa Jaab duur seh hai itna haseen, Ghumbad – e – Hazra Is paar seh esa hai, udar kesa lage gaa Sarkaar neh dar peh tujhe, bulwaya hai maangte Jaab ko’ii mujhe deh gaa khabar, kesa lage...
Mujhey Taybah main le jaao, Madinah yaad ayaa hai Meray Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko bulwaao, Madinah yaad ayaa hai Terii mehfil sajataa hoon, teray main geet gataa hoon Sar-e-mehfil chaley aao, Madinah yaad ayaa hai Main jetaa roz marta hoon, judaa’ii seh naheen saktaa Meray Aqa ko batlaao, Madinah yaad ayaa hai Merii tariiki-e-dil ka madawaa teraa aanaa hai Meray Aqa chaley...
Madina Madina, Hamaara Madina Hammay Jaan-o-dil say hay pyaara Madina Suhaana suhaana dulaara Madina Har aashiq ki aankhou ka taara Madina Madina Madina, Hamaara Madina Hammay Jaan-o-dil say hay pyaara Madina Sabhi Aashiq-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) keh rahay hain Hammay tou haI jannat say pyaara Madina Madina Madina Madina Madina Madina Madina Hamaara Madina Yeh rangeen fazaae...