Islamic Lyrics

Do Jahaan Ke Wali Ka

Do jahaan ke Wali (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka do jahaan pe saya hai Unko to Khuda ne Unki marzi se banaya hai Noori noori talwe hai, kaise pyare jalwe hai Chand Unke jalwo ki bheek lene aaya hai Barkato ki raile hai, nooriyo ki mele hai Haleema (radi Allahu ‘anha) teri kotya me Kaun muskuraya hai Toor par kaha Rabb ne, Lan Taraani Musa Lekin mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko, (Rabb ne) arsh par bulaya hai Nabiyo ne salami di, waliyo ne ghulami ki Sar pe Unke Khaaliq ne taaj woh saja hai Mauj mein jab Aate hain, Woh taajwar banate hain Sab pe hai karam Nasir, apna ya paraya hai Wa d-Duha (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka Chehra hai, Taha (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka Sehra hai Unke muskurane se zamana jagmagaya hai Do jahaan ke Wali (sal...

Dil Yaar Da Nazraana

Dil Yaar da nazraana, Le Yaar de kol aaye Mere Yaar di marzi eh, Gall laawe ya thukraawe Naal apne urra le jaa, Mere athroo hawaae ni, Mahboob noo rowaan gi, Sanu hor na tarhpaawe, Jannat di nahi khwahish, Mere mola eh tamanna eh, Sarkaar de qadman vich, Meri jaan nikal jaawe, Kaun enna noon samjhaawe, Kehn apne jeya ohnu, Jiddi kaaliyan Zulfaan di, Rabb Aap kasaam khaawe, Raah Yaar da takna eh, Fir aes rah to na hattna eh, Mahboob di marzi eh, Oh aawe ya na aawe, Jannat vich mazaa aawe, Sarkaar je farmaawan, Le aao Zahoori noon, Aethe naat suna jaawe, Dil Yaar da nazraana, Le Yaar de kol aaye Mere Yaar di marzi eh, Gall laawe ya thukraawe

Dil Dard Se Bismil Ki

Dil dard se bismil ki tarha laut raha ho Seene pe tasalli ko tera haath dharaa ho Gar waqt-e-ajal sar teri chaukhat pe jhuka ho Jitni ho qazaa ek hi sajde mein adaa ho Tum zaat-e-khuda se na judaa ho na khuda ho Allah ko maaloom hai kya jaaniye kya ho Yeh kyun kahuun mujh ko yeh ataa ho yeh ataa ho Woh do ke hameshaa mere ghar bhar ka bhalaa ho Aata hai faqeeron pe unhi pyaar kuch aisa Khud bheek dein aur khud kahe mangta ka bhalaa ho Mangta to hai mangta koi shaahon mein dikhaade Jisko mere Sarkaar se tukraa na mila ho Mitti na hoo barbaad passe marde ilaahi Jab khaak urey meri Madine ki hawaa ho Dekha unhe mehshar mein to rahmat ne pukaaraa Aazad hai jo aap ke daaman se bandha ho Dhoonda hi karein sadr-e-qayaamat ke sipaahi Woh kis ko mile jo tere daaman mein chupa ho Shaabaash Hassan au...

Deewane Jo Wi Mangde Ne

Deewane jo wi mangde ne Shah-e-abrar (mere Sarkar) (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) dende ne Karam (Nazar) karde ne jis wele Te naslan taar dende ne Jadon ae bewafa dunya meinu akhiyan wikhondi ae Dilaase pyaar de meinu Mere Ghamkhwaar dende ne Qasam Rabb di Nabi de nan ton wik jande ne diwaane Ae kuj wi kol nai rakhde Ae sab kuj waar dende ne Ali Haidar (radi Allahu ‘anhu) de Bacheyaan di main ljapali ton sadqe jaan Koi ik war mangda ae Au sau sau war dende ne Jerre lamhe Nabi Sarwar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) de zikr-e-paak wich guzran Dilaan nu chain dende ne Te seene thaar dende ne Ghulamaan da aqeeda ae, mera imaan-e-farooqi Kammi rehndi nai fer koi Jaddon Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) dende ne Deewane jo wi mangde ne Mere Sarkar (salla Llahu ̵...

Dar-e-Nabi Par

Dare nabi par para rahoon ga, parre hi rehne se kaam hoga Kabhi to qismat khule gi meri, kabhi to mera salam hoga Khilafe maashooq kuch huwa hai, na koi aashiq se kaam hoga Khuda bhi hoga udhar bhi aye dil, jidhar woh aali maqam hoga Kiye hi jaoon ga arz matlab, milega jab tak na dil ka matlab Na shaam e matlab ki subha hogi, na yeh fasana tamam hoga Jo dil se hai ma’il-e-payambar, yeh is ki pehchan hai muqarrar Ke har dam is be nawa ke lab par, durood hoga salam hoga Isi tawaqqo pe ji raha hoon, yehi tamanna jila rahi hai Nigahe lutfo karam na hogi, to mujh ko jeena haram hoga Dare nabi par para rahoon ga, parre hi rehne se kaam hoga Kabhi to qismat khule gi meri, kabhi to mera salam hoga

Dard-e-Dil Chahiye

Dard e Dil Chahiye Chashm e Tar Chahiye Mujh Ko Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Pyaari Nazar Chaahiye Hai Munawwar Ziya Sey Yeh Saara Jahan Sab Key Dil Ki Haqeeqat Hai Unpar ‘Ayaan Merey Dil Ki Tamanna Hai Jaan e Jahan Noor Ki Eyk Kiran Ab Idhar Chaahiye Sarwarey Do Jahan Ka Hai Behad Karam Zaatey Waala Sey Qaayim Hai Mera Bharam Mujh Ko Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Dikhaatey Ho Apna Haram Aap Ki Deed Ko Chashm e Tar Chaahiye Khud Khudaa Ney Banaaya Hai Tum Ko Habeeb Aur Uss Ney Banaaya Hai Tum Ko Tabeeb Marz e ‘Isyaan Sey Ab To Shifa Ho Naseeb Sunnaton Par ‘Amal ‘Umr Bhar Chaahiye Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mujh Pey Ho Eyk Karam Ki Nazar Baar e ‘Isyaan Sey Ab To Jhuki Hai Kamar Koi Husn e ‘Amal To Nahin Hai Magar Mujh Ko Bakhshish Ka Zaad e S...

Arsh-e-Haqq Hai

Arshe Haq he musnade rif’at Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Dekhni he Hashr me Izzat Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Qabr me lehrayenge tha Hasr chashme noor ke Jalwah farma hogi jab tal’at Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Kaafiro Par Taighe Waala Se Giri Bakre Ghazab Abr-Aasa Cha Gayi Haibat Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Laa Wa Rabbil Arsh jisko jo mila Unse mila Bat’ti he Kownain me ne’mat Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Wo Jahannum me gaya jo Unse mustaghni huwa Hai Khalleelullah ko haajat Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Sooraj ulte paaw palte chaand ishaare se ho chaak Andhe Najdi dekhle Qudrat Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki Tujhse aur Jan...

Allah Hu Se Qalb Jagaye Ja

Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu, Allah hu.. Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah. Allah hu se qalb jagaye jaa.. Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah. Allah hu se qalb jagaye jaa.. Sada rehndi nai jawani, ey te dunya ay faani.. X2 Faani dunya nu kalma, parhaye jaa.. Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah. Allah hu se qalb jagaye jaa.. Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah. Allah hu se qalb jagaye jaa.. Dunya ke dhande chorr, Rabb se tu naata jorr.. X2 Honton pe hai Allah Allah, dil mein chupa hai chor.. X2 Aisi baatein na tu kar, sunta ja oh bekhabar.. X2 Sachi baat, tu sab ko sunaye jaa.. X2 Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah. Allah hu se qalb jagaye jaa.. Lailaha illa Llah, illa Llahu , illa Llah. Allah hu se qalb jagaye jaa.. Adha kilo j...

Allahu Wali Nadi

Allah hu wali nadi jawan tarr tarr ke, Aab-e-zamzam main peewan bukkan bhar bhar ke. Allah hu, Allah hu, Allah hu Addab de naal jadon kaabe walle jaawanga, Allah de darr/ghar de nazare jadon paawanga, Karaan zaariyan main Allah agge sirr dhar/kar ke. Aab-e-zamzam main peewan bukkan bhar bhar ke. Allah hu, Allah hu, Allah hu Jawan madine maar maar ke uddaariyan, Kade oh thaan diyan labda phirran sawaariyan, Kadde paaniyan de utte jawan tarr tarr ke. Aab-e-zamzam main peewan bukkan bhar bhar ke. Allah hu, Allah hu, Allah hu Othe jaa chumma sohne Roze diyan Jaaliyan Jithe wardiyan barishaan ne Noor waaliyan Othon jannatan ton wawan/hawawan aawan tharr tharr ke Aab-e-zamzam main peewan bukkan bhar bhar ke. Allah hu, Allah hu, Allah hu Allah hu wali nadi jawan tarr tarr ke, Aab-e-zamzam peewan ...

Allah Da Karam Hoya

Allah da karam hoya, Sohna (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) duniya te aaya eh, Aamina da Chan tak ke, Eh chan sharmaaye eh, Allah da habeeb (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aaya, Rukh phir gaye khizaawaan de, Rehmat payi bardi eh, Rukh dasde hawawaan de, Allah da karaam hoya, Badal noor da chaa gaya eh, Allah da o yaar sohna, Aaj duniya te aagaaya eh, Allah da habeeb (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aaya, Wekho ka’be wee phir gaye ne, Pathran wi parhe kalme, Bu’t qadman vich gir gaaye ne, Allah da habeeb (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aya, Eho wajde paye naare ne, Rab wee darood parhda, Naale noori wee sare ne, Allah da habeeb (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aaya, Phul khirre ne ghulaab jaye, Sohna a churra lesi, Gunahgaar Shahaab jaaye, Allah da kar...

Aaqa Meriyan Akhiyaan

– Oh Shehr Madina jad main takeya Mere thand pai gayi vich sinay Othay main reh ke aa gaya Saadiq Akhan reh giyan shehar Madinay – Aaqa meriyan akhiyan madine wich reh gayan Muk gaya visa tay judaiyan phir pai gaiyan Tusan te menoon dar te sadeya, Wele Mainu shehroon kadiya Tere dar diyan sohniyan yaadan, Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) mera saath na chadeya Nit diyan sochan hun, jind meri legaiyan Aabe Zamzam peende reyan, do din sukh naal jeende reyan Tere ghar di chaukat de assi, mangte roz sadende reyan Mangiyan muraadan si jo, chauli meri pai gaiyan Phir main wekhan roza tera, soh rab di dil karda mera Je kidre manzoori howe, laalaan othe pakka dera Lakhan majburiyan ne, rawan wich pai gaiyan Aaqa teri shaan nu wekhan, chuk de kul jahaan nu wekhan Jere tere kol ...

Aap Ke Darbaar Se

Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi Hain sakhi lakhon yahaan par Aap (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) sa koi nahin Aap ke dohar mein dono jahaan ki nematein Aap ke lutf-o-karam ki intihaa koi nahin Jab liya Naam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) mushkilein hall ho gayin Kaun kehta hai ke Tere Naam ka assar nahin Aye Darbar Dar-e-Yaar-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aasiyo Aitaraf-e-jurm karlo to sazzaa koi nahin Aap ke hote hue main kyun musibat mein rahon Kya kaheinge log ke mushkil kusha koi nahin Kaun buje aye Niyazi dard-e-dil ka majira Hub-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai humara aasraa koi nahin Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi Hain sakhi lakhon yahaan par Aap sa koi nahin