Islamic Lyrics

Mere Aaqa Da Husn-O-Jamaal

Mere Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da Husn o Jamal SubhanAllah Nahi Sohne di koi misaal SubhanAllah Asi karna ey Aaqa da mil ke zikr Jeda chaunda ey jannat wich paawe shajjar Oh mil ke kahe mere naal SubhanAllah Mere Aaqa da Husn o Jamal SubhanAllah Nahi Sohne di koi misaal SubhanAllah Jab tak na bike ham koi poochta na tha Koi poochta na tha. Jinna Kaabe di chat te wi ditti Azaan Ditti azaan, haan ditti azana Ohdi saare ghulama cho wakhri ey shaan Mere Aaqa da Aashiq Bilal SubhanAllah Aashiq e Mustafa adhaan mein… Allah Allah kitna asar tha, dekho Allah Allah kitna asar tha Aashiq e Mustafa adhan mein, Allah Allah kitna asar tha Arsh wale bhi sunte jis ko Woh adhan thi adhan e Bilali Jinna Kaabe di chat te wi ditti Azaan Ditti azaan, haan ditti azana Ohdi saare ghulama ...

Meri Jholi Mein Rehte Hain Saada

Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Azal Se Kha Raha Hai Yeh Gada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Parri Hai Kya Mujhe Shahoon Ke Dar Se Ja Ke Main Mangoon Khilata Hai Mujhe Mera Khuda Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Mere Raste Ki Har Mu...

Muhammad Nabiyyina (Urdu Version)

Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Nabiyyina, Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Nabiyyina, Ya Shahe Madina, Ya Shah-e-Madina Teri judai mein pal pal jalta hai yeh seena, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada, (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Tez bohat hai dhaara, Mera koun sahaara, Kar do ek ishaara, Toofan banne kinaara Tere hawale hai Aaqa, yeh mera safeena. Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada, (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Waqt-e-naza jab aa jaaye, Mujh pe karam yeh ho jaaye, Aal-e-Aba ke ho saaye, Naam Tera lab pe jab aaye, Mohsin ko ho jaaye ata, bas Khaak-e-Madina. Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada, (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Yeh betaab nigaahein, Har damm ashq bahaaye, Dil deta hai sadaaye, Qadmon mein bulaaye, Ga...

Mustafa Ka Khuda Aur Khud Mustafa

Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka khuda aur khud mustafa. Kyun kahun mera koi sahara nahi. Unke dar ka gada aur mayoos ho, mere sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko yeh gawara nahi. Main Madine se lekin bohat door hoon, yeh khalish mere dil ko gawara nahi. Mustafa ka khuda aur khud Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kyun kahun mera koi sahara nahi. Aap ka ishq hai ishq-e-Rabb-ul-‘ula, aap ka zikr hai khaas zikr-e-Khuda. Khud Khuda ka yeh qur’an mein elaan hai, jo Tumhara nahi woh hamara nahi. Mustafa ka khuda aur khud Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kyun kahun mera koi sahara nahi. Wohi Roze pe bulwaenge eik din, sabz Gumbad bhi dikhlaenge eik din. Apne Roze pe bulwaenge eik din. Ae sikandar zara sabr se kaam le. Unke dar ka ga...

Mustafa Se Jab Tumhara Silsila

Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se jab tumhara silsila mil jayega Khud ba khud aye dhoonde wale Khuda mil jayega Kya bataoon Unke darr pe jaa ke kya mil jayega Jo tallab hogi, tallab se bhi siwa mil jayega Unke sadqe main Khuda se maang kar dekhe koi Mudda’i ke lab hilenge mudda’a mil jayega Gham nahi gumm ho bhi jayein, rahe firdous-e-bari Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka naam loonga, raasta mil jayega Naam Unka waqt-e-muskhil le ke dekho to zara Na-umeedi mein bhi dil ko aasra mil jayega Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) se jab tumhara silsila mil jayega Khud ba khud aye dhoonde wale Khuda mil jayega

Dil Pe kalme Ki Zarb laga, la ilaaha illa Llah

Dil pe kalme ki zarb laga, la ilaaha illa Llah dil ke marz ki, hai yeh dawa, laa ilaaha illa Llah sab kaynaat da khaliq Allah, tera mera malik Allah Sab ka raaz hai eik khuda, Laa ilaaha illa Llah Us ka har dam zikr kiya kar, apni mout ka zikr kiya kar Akhir tera maqaam banaa, laa ilaaha illa Llah our zikr to subho shaam kiya kar, har waqt us ka naam liya kar uske naam mein kitna mazaa, laa ilaaha illa Llah

Alwada Alwada Mahe Ramazan

Qalb-e-Aashiq Hain Ab Para Para, Alwada Alwada Mahe Ramazan. Tere Aaney Se Dil Khush Huwa Tha, Aur Zoak-e-Ibadat Badha Tha, Aahh Ab Dil Pe Hain Ghum Ka Galba, Alwada Alwada Mahe-e-Ramazan. Naikiyan Kuch Na Hum Kar Sakain Hain, Aah Issiya He Main Din Katain Hain, Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzara, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Koi Husn-e-Amal Na Kar Sakaa Hoo, Chand Ansoo Nazar Kar Raha Hoo, Yehi Hai Mera Kul Asasaaa, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Jub Guzar Jayenge Mah Giyara, Teri Aamad Ka Aamad ka Phir Shoor Hoga, Kiya Meri Zindagi Ka Bharosa, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Bazm Iftar Sajti Thi Thi Kaisi, Khood Sehri Ki Ronak Bhi Hotee, Sub Sama Hogaya Suna Suna, Alwada Alwada Mah-e-Ramzan. Yaad Ramzan Ki Tarpa Rahee Hai, Aansoo Ki Jarhee Lag Gayee Hain, Keh Raha Hai Har Aik Qatra, Alwada Alwada ...

Naat-e-Sarkaar Ki Parta Hoon Mein

Naat-e-Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki parta hoon mein Bas issi baat say ghar mein meri rahmat hogi Ik tera naam waseela he mera Ranj o gham mey bhi iss naam sey rahat hogi Ye suna hey kay bahot ghor andheri hogi Qabar ka khowf na rakna ey dil Waha Sarkar e Madina (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki ziarat hogi Unko Mukhtar banaya hey merey Mola ney Khuld mein bas wahi ja sakta hein Jisko Hasnain kay baba ki ijazat hogi Unki chokat pey parey he to bari moj mein hey Lot kay ayengey jab us dar sey Merey dil tu hi bata kya teri halat hogi Hashr ka din bhi ajab deykna vala hoga Zulf lehra key wo jab ayengey Phir qiyamat mein bhi ik aur qiayamat hogi Rashk sey door karey deyktey hogay Zaahid Jab sare Hashr gunahgaro pey Merey aaqa ka karam hoga inayat hogi Kahi Ta Ha kahi ...

Tala al Badru ‘alayna

Tala’al-Badru ‘alayna, min thaniyyatil-Wada’ wajaba al-shukru ‘alayna, ma da’a li Llahi da’ O the White Moon rose over us From the Valley of Wada’ And we owe it to show gratefulness Where the call is to Allah Ayyuha al-mab’uthu fina ji’ta bi-al-amri al-muta’ Ji’ta sharrafta al-Madinah marhaban ya khayra da’ O you who were raised amongst us coming with a work to be obeyed You have brought to this city nobleness Welcome! best call to God’s way Tala’al-Badru ‘alayna, min thaniyyatil-Wada’ wajaba al-shukru ‘alayna, ma da’a lillahi da

Mera Dil Badal De

Badal de Dil ki duniya dil badal day Mera Ghaflat mein dooba dil badal day Hawa-o-Hirs wala dil badal day Mera Ghaflat mein dooba dil badal day Badal de Dil ki duniya dil badal day Khudaya Fazl farmaa dil badal day Gunah gaari main kab tak Umr kaatoun Badal day Mera rasta dil badal day Sunoun Main naam Tera dharkanon Main Maza aajaye Maula dil badal day Hataaloun aankh apni Maa-siwa say Jiyoun Mein Teri khatir dil badal day Karoun Qurbaan Apni Saari Khushiyaan Tu apna ghum ata kar dil badal day Sehal farmaa musalsal yaad apni Khudaya Reham farmaa dil badal day Para houn Teray dar par dil shikasta Rahoun kyu dil shikasta dil badal day Tera hojaoun itni arzoo hay Bas itni hay tamanna dil badal day Meri faryaad sunlay Mera Mawla Banalay apna banda dil badal day Tera hojaoun itni arzoo hay Bas...

Aankhon Ka Taara Naame Muhammad

Aankhon ka taara naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Dilka ujaala naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Puche ga Mawla laya hein kya kya Mai ye kahunga naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Allahu akbar Rabb ul-‘ula Har sheh pe likka naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Daulat jo chaaho dona jahaan ki Karlo wazifa naame Muhammad Sheda na kyu ho is par musalmaan Rabb ko hein pyaara naame Muhammad Salli ‘ala ka sehra sajaakar Dulha banaaya naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Paayi muraade donoh jahaan mein Jis ne pukaara naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Parti durood e doregi hoore Laasha jo lega naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Roze qayaamat mizana pul par Dega ...

Ya Rabb Meri Soi Huyi Taqdeer Jaga Day

Ya Rabb Meri Soi Huyi Taqdeer Jaga Day Aankhein Mujhay Di Hain To Madina Bhi Dikha De. Sun Nay Ki Jo Quwat Mujhe Bakhshi Hai Khuda Wand Phir Masjid E Nabawi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Azanein Bhi Suna De. Huroon Ki Na Ghulman Ki Na Jannat Ki Talab Hai Madfan Mera Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Basti Main Bana De. Mudat Say Mein Inn Hathoon Say Karta Hoon Duaein In Hathon Main Ab Jali Sunehri Bhi Thama De. Moun Hasher Mein Mujhko Na Chupana Parhay Ya Rab Mujh Ko Teray Mehboob Ki Chadar Mein Chupa De. Ishrat Ko Bhi Ab Khushbu E Hassan Aata Kar Jo Lafz Kahay Hein Unhein To Tu Naat Bana De. Ya Rabb Meri Soi Hui Taqdeer Jaga De Ankhein Mujhe Di Hein To Madina Bhi Dikha De