Islamic Lyrics

Kabhe Da Ghulaf Kala

Kabhe da Ghulaf kala, duroun lehraye ni Mangho ni duoen moula sab nou bulaye ni Paak Madine diya shana ni sunawaan main Roze Paak dei nazare ki ki batawa main Othe Raab rehmaataan da meen barsaye ni Khane Kabhe hajji ja ke kar dei tuwafni nale hajji ronde naale chumde Ghulaaf ni Kabhe da khatab othe sonah mil jaye ni Aisi intezari wich umar guzari we Allah Jane kaddo ani aajezaan di wari ae Othe jayejithe dukh mukh jande ne sari nii  

Kaun Hai Jiska Muqaddar

kaun hai jiska muqaddar, Mustafa ne saanwara nahi Tere Dar ke siwa SHAH ab do jahan me guzara nahi Koee manay nah manay yeh sun le bus yehi faesla hai Khuda ka Jo Tumhara nahi Ya Habeebi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  wo to hargiz hamara nahi Aao nukhtaun ka mai bhaid kholoon, kyun hai be nukhta Naam e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Naam par jo bojh nukhte ka aae, RABB ko yeh bhi gawara nahi Hai dawa har alam ki yeh sahil, bus mere Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko pukaro Jabse naat e Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai zabaan par, mera gardish me tara nahi

Khairul Bashar Par Lakho Salam

Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Jinno Malaek Tere Ghulam Sab se siwa hai Tera Muqaam Yaseen O Taha Tere hi naam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Ala se Ala Tera Muqaam Sab Ambiya ka Tu hai IMAM Kul Aulia hai Tere Ghulam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Arshe baree tak charcha Tera Shams o Qamar hai Sadqa Tera Yeh mahe kamil husne tamam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Sab ko mayas’sar ho yeh muqaam Pahoonche Madine bankar Ghulam Padhte Darood aur Padhte Salam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Itna Karam to Farmaiye Rauze pe sab ko bulwaiye Hazir yahaan hai jitne ghulam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Teri Sana hai mera nase...

Kamli Wale A’amil Mera Tarpe Hai Dil Gham Bulana

Kamli wale a’amil mera tarpe hai dil gham bulana Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  main tera dewana Tu ne arshe muala pei ja kar aur a’azaboun se ummat pacha kar Saans sukh ka liya saair-e-Jannat kiya – Jawaana Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  main tera dewana Tere dar pei main aya sawali chomoun Sabz-Gumbad ki main jali Main darood paraan seine Jali laga Sakhi Sultana Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  main tera dewana Tere dar pei main aya sawali dena khair na moor na khali Main houn mangta tera tu hai daata mera khair pana Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  main tera dewana Tere Ka’abe dei gird chofere lagaye Hajiaan chakkar batehre Sab tovaaf karan nale nafal paraan bosa laana Yaa Muhammad (s...

Kaa’be Pei Pari Jab Pehli Nazar

Kaa’be pei pari jab pehli nazar kya cheez hai Duniya bhul gayi Youn hosh-o-khard maflooj hote Dil zook-e-tamasha bhul gayi Ahsaas ke parde lehraye imaan ki haraarat teezi hoyi Sajdoun ki tarap Allah Allah sar apna sooda bhul geya Poncha jo Haram ki Chookhat tak aik ibre karam ne gheer liya baqi na raha phir hosh mujhe kya mangha aur kya kya bhul geya Jis waqt dua’a ko haat uthe yaad na saka jo socha tha Izhaar-e-aaqeedat ki dahan mei izhaar-e-tamana bhul geya Har waqt barasti hai hai rehmat kaa’be mein Jameel Alllah Allah Khaki houn main kitna bhul geya aati houn main kitna bhul geya  

Kiskay Jalwo Ki Jhalak Hai Ye Ujala Kiya Hai

kiskay jalwo ki jhalak hai ye ujala kiya hai har taraf wiada hairat zada tak ta kita hai mange man manti munh mangi murade le ga na yaha na hai na mangta se ye kahna kiya hai hum hai unke wo hai tere to huve hum tere is se badkar teri samt aur wasila kiya hai un ki ummat me banaya unhe rahmat bheja yu na farma ke tera raham me dawa kiya hai sadqa pyare ki haya na la mujhse hisab baqsh be puche lajaye ko laja na kiya hai zahad un ka mai gunahgaar wo mere shafi itni nisbat mujhe kiya kam hai tu samjha kiya hai bebasi ho jo mujhe pusishe aamal ke waqt dosto kiya kahu us waqt tamanna kiya hai kash fariyad meri sunakr ye farmaye huzoor haan koi dekho ye kiya shor hai ghogha kiya hai kon aafat zada hai kis pe bala tuti hai kis musibat me giraftar hai sadma kiya hai kis se kahta hai ke lillah qab...

Eh Sarware Dunya O Deen

Eh Sarware Dunya O Deen (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Teri Niraali Shaan Heh Dar Heh Tera Rashke Haram Chehra Tera Quraan Heh Khatme Rasool, Mukhtare Gul Nabiyo Ka Thu Sultaan Heh Surat Teri, Husne Azal Tujhpe Jaha Qurbaan Heh Mangtoh Ko Aaka Rak Baram Karde Karam Shahe Umam Dookiyo Ki Mushkil Taalna Tere Liye Asaan Heh Mehraj Ka Doolha Heh Thu Khaliq Ke Dar Pochcha Heh Thu Thu Heh Habibe Kibriya Thu Arsh Ka Mehmaan Heh Darse Tere, Vaabastagi Dono Jaha Ki Behtari Nisbat Teri Yaa Mustafa Imaan Ki Pehchaan Heh  

Kiya Majal Kisi Ki Jo Sarkar Ki Barabari Kare

kiya majal kisi ki jo sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki barabari kare ungli se ishara karde chand ke tukde ho jai. sarkar ke akhlaq ki quran jo taarif kare pyare Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke akhlaq se kafer bhi musalma ho jai mere Aqa muqtar hai majboor nahi pyare mangta aya jo wo sultan ho jai sarkar namaz me kabe ki samt rukh kare sahaba kahte the jo sarkar kare wo ho jai namaz-e-asr ali (radi Allahu ‘anhu) qaza nahi ada kare sarkar ishara karde duba hua suraj wapis ho jaey ho nazre inayat hum asiyo par sarkar mere taake hamari qismat ke sab gardishe dur ho jai sarkar JABER pe ho jai karam ki nazre Madine mein iska lasha dafn ho jai  

Mere Wird-e-Lab Hai Nabi Nabi

Mere Wird-e-Lab Hai Nabi Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mere wird-e-lab hay nabi nabi Mera dil makan-e-habeeb hay Main mareeze ishqe Rasool (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) houn Wo habeeb mera tabeeb hay Mere wird-e-lab hay nabi nabi Mera dil makan-e-habeeb hay Main mareeze ishqe Rasool (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) houn Wo habeeb mera tabeeb hay Mere wird-e-lab hay Nabi Nabi Mera us gali se hay rabta Jahan sur jukhatay hain unbeea’a Mera us gali se hay rabta Jahan sir jukhatay hain unbeea’a Jahan rehmaton ka nuzool hay Jahan rehmaton ka muzool hay Wo jo urshe huq kay kareeb hay Mere wird-e-lab hay Nabi Nabi Main bara ameer-o-kareeb houn Shay do sra ka aseer houn Main bara ameer-o-kareeb houn Main bara ameer-o-kareeb houn Shay do sra ka aseer houn Duray Mustafa ka ...

Ya Muhammad Noor e Mujassam ya habibi ya Moulai

YA Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Noor e Mujassam ya Habibi ya Moulai Taswir e Kamal e Muhabbat Tanwir e Jamal e Khudai Tera was bayan ho kis se Teri (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kon karega bharai Nabi ji, Teri kon karega bharai Is gard e Safar mein gum hai Jibril e Amin ki Rasai Teri ik nazar ke Talib Tere ik Sukhan par qurban Yeh sab Tere diwane yeh sab tere sudai Yeh rang e Bahar e Gulshan yeh gul aur gul ka jouban Tere Noor e qadam ka dhoban us dhoban ki rounai Ma ajmalaka Teri surat, ma ahsanaka teri sirat Ma akmalaka Teri azmat teri zaat mein gum hai Khudai Tu rayees e Roz e Shafa’at tu Amir e Luft o Inayat Hai Adib ko tujh se nisbat yeh Ghulam hai, Tu Aqa’i  

Naat Sarkar ki pardhata huN mey,

Naat Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki pardhata huN mey, Bas issi baat say ghar mey meray Rahmat ho gi Ik Tera naam wasilah hai mera… Zikr-e-Sarkaar wasilah hai mera… Ranj-o-gham mey bhi issi naam say rahat ho gi Kyun keh Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka naam bhi kya ism-e-azam hai, jahaan koi na kaam aaey, wahan yeh kaam aata hai! Subhan’Allah! Aur yeh suna hai keh bohot gowr andheyri ho gi…. Qabr ka khowf na rakhna ey dil, wahan Sarkar-e-Madinah ki ziyarat ho gi Qabr ka khowf na rakhna ey dil, wahan Sarkar kay Chehray ki ziyarat ho gi Subhan’Allah! Unko Mukhtar banaya hai meray Mowla nay, Khuhld mey bas wahi jaa sakta hai Jis ko Hasnain kay baba ki ijazat ho gi. Subhan’Allah! Hashr ka din bhi ajab deykhney waala ho ga, Zu...

Kamli Wale Main Qurbaan Teri Shaan Par

Kamli wale (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) main qurbaan teri shaan par Sab ki bigri banana tera kaam hai Thokerein kaa ke girna mera kaam hai Har Qadam par uthana tera kaam hai Saqeya! Jaan qurbaan teri shaan par Ho nigaa karam apne khudaam par Chor di ham ne kasthi tere naam par Abb kinare lagana tera kaam hai Zulm janoo pei jab baha kar lii Jurm-o-asiyaan shaahad se jab bar gayi Tere mujrim tere Dar pei hazir hoye Abb unne bakhshiwana tera kaam hai Puri Sarkar ki tamanna karo Har bekaari ki Daata jii jholi bar do Door Taiba se roote tarapte hai jo In ko dar pei bulana tera kaam hai Faaiz jari tera ta Qiyamat rahe Teri Nabiyoun pei qaim aamamat rahe Teri Mehboob chokhat salamat rahe Kinz rehmat lotana tera kaam hai Tu ne katroun ko dekha to gir kar diya Tu ne zarooun ko dekha to zar...