Salam

Salutations on the Beloved of Allah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)

Mustafa Jane Rahmet Pe Lakhon Salam

Mustafa Jaan-E-Rehmat Pay Lakhoon Salam Shama-E-Bazm-E-Hidayat Pay Lakhoon Salam …. (Chorus) Mehr-E-Charkh-E-Nabuwat Pay Raushan Durood Bhool-E-Baagh-E-Risalat Pay Lakhoon Salam Chorus Mujh Se Baikas Ki Daulat Pay Lakhoon Durood Mujh Se Baibas Ki Koowat Pay Lakhoon Salam Chorus Hum Ghariboon Kay Aaka Pay Behad Durood Hum Fakiroon Ki Sarwat Pay Lakhoon Salam Chorus Neethe Aankhoon Ki Sharm-O-Haya Par Durood Unchi Beeni Ki Rifat Pay Lakhoon Salam Chorus Syeda Zahida Tyaba Tahira Jaan-E-Ahmad Ki Rahat Pay Lakhoon Salam Chorus Unki Bala Sharafat Pay Aala Durood Unki Bala Siadat Pay Lakhoon Salam Chorus Kaash Mehshar Main Unki Aamad Ho Aur Kay Jay Sub Unki Shaukat Pay Lakhoon Salam Mujh Say Khidmat Kay Kudsi Kahain Ha Raza Mustafa Jaan-E-Rehmat Pay Lakhoon Salam Chorus  

Khairul Bashar Par Lakho Salam

Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Jinno Malaek Tere Ghulam Sab se siwa hai Tera Muqaam Yaseen O Taha Tere hi naam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Ala se Ala Tera Muqaam Sab Ambiya ka Tu hai IMAM Kul Aulia hai Tere Ghulam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Arshe baree tak charcha Tera Shams o Qamar hai Sadqa Tera Yeh mahe kamil husne tamam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Sab ko mayas’sar ho yeh muqaam Pahoonche Madine bankar Ghulam Padhte Darood aur Padhte Salam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Itna Karam to Farmaiye Rauze pe sab ko bulwaiye Hazir yahaan hai jitne ghulam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Teri Sana hai mera nase...

Mustafa Jaan-E-Rehmat Pay Lakhoon Salam

Mustafa Jaan-E-Rehmat Pay Lakhoon Salam Shama-E-Bazm-E-Hidayat Pay Lakhoon Salam Chorus Mehr-E-Charkh-E-Nabuwat Pay Raushan Durood Bhool-E-Baagh-E-Risalat Pay Lakhoon Salam Chorus Mujh Se Baikas Ki Daulat Pay Lakhoon Durood Mujh Se Baibas Ki Koowat Pay Lakhoon Salam Chorus Hum Ghariboon Kay Aaka Pay Behad Durood Hum Fakiroon Ki Sarwat Pay Lakhoon Salam Chorus Neethe Aankhoon Ki Sharm-O-Haya Par Durood Unchi Beeni Ki Rifat Pay Lakhoon Salam Chorus Syeda Zahida Tyaba Tahira Jaan-E-Ahmad Ki Rahat Pay Lakhoon Salam Chorus Unki Bala Sharafat Pay Aala Durood Unki Bala Siadat Pay Lakhoon Salam Chorus Kaash Mehshar Main Unki Aamad Ho Aur Kay Jay Sub Unki Shaukat Pay Lakhoon Salam Mujh Say Khidmat Kay Kudsi Kahain Ha Raza Mustafa Jaan-E-Rehmat Pay Lakhoon Salam Chorus  

Us Hussain Ibne Haddar Pe Lakhoun Salam

Us Hussain Ibne Haddar pei lakhoun salam Kar liya nosh jis ne shahdat ka jaam Jis ko Dhoke se Koufe bulaya geya Jis ke bachoen ko Pyasa rulaya geya Khanjar zulm jis par chalaya geya Us ki kamil shahadat pei lakhoun salam Jis ne haq Karbala ka aada kar diya Jis ne Nana ka wa’ada wafa kar diya Jis ne kumbe a kumba fida kar diya Baadshah-e-sakhawat pei lahkoun salam Jis ko ummat ka gham hi satata raha Ashq gharoun mein jo bhi bahata raha Jo muqaddar hamare banata raha Us ki sab se a’al-o-ishrat pei lakhoun salam Jis ke shohar par khanjar chalaya geya Jis ke bethe ko khoun mein nalaya geya Jis ki bethi ko qaadi banaya geya Us khatoon-e-qayamat pei lakhoun salam Samne jis ke Akbar zibaah ho geye Goad mei jis ke Asghar tarapte rahe Jis ko ummat ne teeroun ka tohfa diya Us shaheed-e-M...

Taajdaare Haram Ae Shahanshaahe Deen

Taajdaare haram ae shahanshaahe deen aap pe hardam karooro duroodo salaam Ho nigahe karam hum pe sultan-e-deen Door reh kar na dam toot jae kahi Kaash taiba mein ae meri maahi mubeen Dafn hone ko mil jae do gaaz zameen Aap pe hardam karooro duroodo salaam… Koi husne amal paas mere nahi Phas na jau Qayamat mein mola kahi Ae shafiye umam laaj rakhna meri Aap pe hardam karooro duroodo salaam… Teri yaadon se mamuur sina rahe Samne mere har dam madina rahe Bas mein deewana ban jau sultaa-e-deen Phir bulalo madine mein attar ko Yeh tarapta hai tayba ke deedar ko Aur is ke siwa aarzoo hi nahi aap pe hardam karooron duroodo salaam Taajdaare haram a shahanshahe deen Aap pe hardam karooro duroodo salaam…  

  • 1
  • 2