Urdu Lyric

Praises of the Beloved (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)

Lajpal Nabi Mere Darda Di Dawa Dena

Lajpal Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mere Darda Di Dawa Dena Jad o Waqt e Naza Aave Daaman Di Hawa Dena Mai Naat Teri Parna Mai Zikr Tera Karna Is Zikr di Barkat Naal Meri Qabr Vasa Dena Dil Ronda Hai Jandena Jad Lo ke Madine nu Hun Saanu wi Yaa Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Darbar Dikha Dena Sarkar Di Mehfil Vich Jholiyan Vicha Baithe Laj Rakh Laive Lajpaala Khali Na Utha Dena Saim Di Tamana ai Rawe Aake Madine Vich Paawe Taibe De Kutteyan De Pairanch Bitha Dena

Ya Shahenshah-e-Madina, Assalatu Wassalam

Ya Shahenshah-e – Madina, as-salatu wa s-salam Zeenat-e Arsh-e Mu’alla, as-salatu wa s-salam Rabbi-Habli-Ummati Kehte Huway Paida Huay Haq Ne Farmaya Ke Bakhsha, as-salatu wa s-salam Mu’mino Partay Raho Tum Apnay Aqa Par Durood Hai Farishto Ka Wazifa, as-salatu wa s-salam Bud Shikan Aya Hai Keh Kar Sar Ke Balbut Ghir Pare Jhoom Kar Kehta Tha Kaaba, as-salatu wa s-salam Jab Farishtay Qabr Mein Jalwa Dikha-e Aap Ka Ho Zabban Par Pyaare Aqa, as-salatu wa s-salam, Mein Woh Sunni Hu Jamil-e Qadri Marnay Ke Baad Mayra Laasha Bhi Kahe Ga, as-salatu wa s-salam

Sarkaar Jaante Hai

Kis Lab Pe Kya Dua Hai, Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jaante Hai, Kis Ke Dilo Main Kya Hai, Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jaante Hai, Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jaante Hai Murda Hai Ya Ke Zinda, Bache Hai Ya Ke Bacha Pukhta Hai Ya Ke Kacha , or Kis Ka Hai Ye Nutfa Kis Ko Bhala Khabar Hai, Majboor Har Bashar Hai Maa Ke Shikam Mai Kya Hai, Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jaante Hai Shakhe Khujoor Lekar, Qabro Pe Dalte Hain, Mayyat Ki Har Sazaa Ko, Pal Bhar Main Taalte Hai, Murda Hai Kis Jagee Ka, Iska Hai Majara Kya Qabro Mai Haal Kya Hai, Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Jaante Hai Kabhi Swaad Keh Rahe Hai,Kabhi Qaaf Keh Rahe Hai, Kabhi Ayn Keh Rahe Hai, Kabhi Haa Keh Rahe Hai, Jibreel Keh Rahe Hai, Ye Raazgi Ki Baate...

Meri Jholi Mai Rehte Hai Sada Tukre Muhammad Ke

Meri Jholi Mai Rehte Hai Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Azal Se Kah Raha He Ye Gaada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mai Rehte Hai Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Parihe Kya Mujhe Shahon Ke Dar Se Ja Ke Mangoo Me Khilata He Mujhe Mera Khuda Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mai Rehte Hai Sada Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Jhinhe Kha Kar Abu Bakro Umar Usman Bante Hai He Rutbe Me Ye Kuch Aise Juda Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Tukre Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ke Meri Jholi Mai Rehte Ha...

Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai

Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Yagana Hai. Kal Pul Say Hamein Jis Nay Khud Par Lagana Hai Zahra (radi Allahu ‘anha) Ka Woh Baba Hai Hasnain (radi Allahu ‘anhum) Ka Nana Hai Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob Yagana Hai. Aao dar e Zahra (radi Allahu ‘anha) Par Phalaye Hue Daman Yeh Nasal Kareemon Ki Lajpal Gharana Hai Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Yagana Hai. Yeh Keh Kay Dar e Haq Say Li Maut Mein Kuch Mohlat, Milad Ki Aamad as-salatu wa s-salam Hai Mehfil Ko Sajana Hai Mehroom e Karam Is Ko Rakhiye Na Sar e Mehshar, Jaisa Hai Naseer Aakhir, Sahi...

Ab Tou Bas Eik Hi Dhun, Ke Madina Dekhon

Akhari Waqt Me Kya Ronake Duniya Dekhon Ab Tou Bas Eik Hi Dhun, Ke Madina Dekhon Kisne Bi Madina Dekhliya, Usne Bi Madina Dekhaliya Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Khabi To Me Bhi Kahon Me Ne Bhi Madina Dekhaliya Ab Tou Bas Eik Hi Dhun, Ke Madina Dekhon Mainu Majbooriyan The Dooriyan Ne Maare Aa Sadh Lo Madeene Aqa Karo Mehrubaniyan Dda Dda Haan Ghareeb Aqa Kol Mere Zar Nahin Uddhuke Main Kee Ven Aaavan Naal Mere Par Nahin Thu Saan The Hai Ddera Main Thun Badi Dhoor Lalaya Sadh Lo Madeene Aqa, Karo Mere Baliyan Ab Tou Bas Eik Hi Dhun, Ke Madina Dekhon Phir Karam Hogya, Me Madine Chala Jhoomata Jhoomate Me Madine Chala Sakhiya Me Pila Me Madine Chala Mast Bekhud Bana Me Madina Chala Mere Aqa(salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  Ka Dar Hoga Pesher Nazar Chahiye Or Kya Me Madin...

Sab da Malik Allah

//adab yeh hai jahan un ka naam aa jaye wahin zaban pe darood o salaam aa jaye sallalahu ‘alayka ya rasul Allah wa sallam alayka ya habib Allah Allah ki hum jalwagari dekh rahe hain ya husn e jamale Madani dekh rahe hain kis waqt parho salli ala aal e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) samjho ke rasool e arabi dekh rahe hain salla Llahu ‘alayka ya rasulAllah wa sallam alayka ya habibAllah // sab da malik Allah sab da khaliq Allah mera malik mera maula uchiyan shanan wala sare jag da palan wala har ik da rakhwala oda koi shareek nai jag te au azlan to ae kalla sab da malik Allah sab da khaliq Allah meri gal nun palle band le jind nun rog na lawin je tu rab nun milna chanda dar dar te na jawin murshid de paak daware bas bai ja da ke musalla main neewan mera murshid uc...

Sanu koji vekh na chad ve

sanu koji vekh na chad ve tussan bhaleya de hath lajj ve asan chandna tuada dar na tuade qadman de vich marna sanu roz e hashr da darna sade tussan wakeel te judge ve sanu tuadi zaat te maan ae qurban tussan ton sadi jaan ae tuada mukh jivein quran ae tuadi deed ae sada hajj ve tuade naa nun choomde lab ve wichon disda sanu rab ve hath ban ke naal adab de tuadi deed karan raj raj ve

QASEEDA GHOUSIA

SAQAANIL HUBBU KASAATIL WISAALI FAQULTU LIKHAMRATI NAHWI TA AALI SA’AT WAMASHAT LINAHWI FI KU’OOSIN FAHIMTU BISUKRATI BAYNAL MAWAALI FAQULTU LISAA’IRIL AQTAABI LUMMU BIHAALI WAD KHULU ANTUM RIJAALI WAHUMMU WASHRABU ANTUM JUNUDI FASAAQIL QAWMI BIL WAAFI MALAALI SHARIBTUM FUDLATI MIM BA’DI SUKRI WALA NILTUM ULOOWI WAT TISAALI MAKAAMUKUMUL U’LA JAM’AW WALA KIN MAQAAMI FAWQAKUM MA ZAA LA AA’LI ANA FI HAZRATIT TAQREEBI WAHDI YUSARIFUNI WAHASBI ZUL JALAALI ANAL BAAZIYU ASHHABU KULLI SHAYKIN WAMAN ZAA FIR RIJAALI U’TIYA MISAALI KASAANI KHILATAN BITIRAAZI AZMIN WA TAWWAJANI BITIJAANIL KAMAALI WA’ATLA ANI ALAA SIRRIN QADEEMIN WAQALLADANI WA A’TAANI SU’AALI WA WALAANI ALAL AQTAABI JAM’AN FAHUKMI NAAFIZIN FI KULLI HAALI WALOW ALQAYTU SIRRI FI BIHAARIN LASAARAL KULLU GHAWRAN FIS ZAWAALI WALOW ALQAYTU ...

Awwal hamd sana ilahi – saif ul mulook

Awwal hamd sanaa Ilaahi Jo maalik har har daa Uss da naam chataaran waala Har maidaan na har daa Mard Allah day sirr e Ilaahi Ay kooii bhaid niraala Ikko nazroon saaf banaway Mera murshid damree waala Har mushkil dee kunjii yaaro Hath mardaan day aayii Mard nigaah karan jis vialay Mushkil raway na kaarii Vah kareem Ummat da waali Mehr shifaat kardaa Jibrail jiehay jisday chaakar Nabiyaan da Sarkar da Nur Muhammad (radi Allahu ‘anha)  roshan aaha Aadam jaddoon na hoya Awwal aakhir doway paasay Oho mal khalooiya! Kee kuchh naat tussadee aakhaan Khalqat day sardaara Laakh salaat salaam teray tay Laakh durood hazaaraa Bahut izzat lawlaakii tehnoo Kii main sift sunaawaa Aal Ashaab samait salaama Hor durood puchaavaa Rehmat da miinh paa khudaaya baad sukaa kar hariya booTa aas umeed meri d...

Haleema Mein Tere Muqaddran To Sadqay

Haleema (radi Allahu ‘anha) main tere muqaddran to sadqay tu Madani (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da jhoola jhulendi wee hosay Halima………………… Haleema (radi Allahu ‘anha) mein tere muqaddran to sadqay toon madni da jhoola jhoolendi wee hosay ke sohnay (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) da mukhra noorani noorani tu takdi te rahi hain chumendi wee hosay Haleema (radi Allahu ‘anha)  main tere muqaddran to sadqay ke sohnay da mukhra noorani noorani tu takdi te rayi eh chumendi wee hosay eh ungli naapaak eh tu werre de andhar khuda de sajjan noo turendi wee hosay Haleema (radi Allahu ‘anha)  main tere muqaddran to sadqay eh ungli naapaak eh tu werre de andhar khuda de sajjan noo turendi wee hosay te arsha da chan eh khil...

Itna Kaafi Hai Zindagi Ke Liye

Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  jo naukri ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Sarkar chaakri ke liye Takk unko Ayyub ke ghar mein Mahel tarse hain jhomprri ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye Aagaye qabr mein bhi churrwaane Dard kitna hai ummati ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye Lambe sajde kiye Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne kaha Aye Nawaase teri khushi ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye Chaand taare bhi Unke qadmon mein Roz aate hain roshni ke liye Itna kaafi hai zindagi ke liye Rakh lei...