Urdu Lyric

Praises of the Beloved (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)

Mujh Mey UnKi Sana

Mujh May(N) Unki Sana Ka Saliqa Kahaa(N) Woh Shaahe Do Jahaa(N), Woh Kahaa(N) May(N) Kahaa(N) Un Ka Madd-Ha Sara Khaaliqe Asra Woh Rasoole Zamaa(N) Woh Kahaa(N) May(N) Kahaa(N) Un Ke Daaman Se Wabasta Meri Nijaat Unpe Qurbaan Meri Hayaato Mamaat May(N) Gunahgaar Woh Shaaffaaey Aasiyaa(N) Bekaso(N) Ki Amaa(N), Woh Kahaa(N) May(N) Kahaa(N) Woh Madinah Nagina Jo Hai Arsh Ka Woh Madinah Bharam Jo Bana Farsh Ka Woh Madinah Jahaa(N) Rehmate Bekaraa(N) May(N) Bhi Paho(N) Chu(N) Wahaa(N), Woh Kahaa(N) May(N) Kahaa(N) Shak Nahi(N) Aey Riyaz Is May(N) Hargiz Zara May(N) Saraapa Khata Woh Saraapa Ata Naam Un Ka Rahe Kyo(N) Na Virde Zubaa(N) Hai Jo Taskine Jaa(N) Woh Kahaa(N) May(N) Kahaa(N)  

Kamli Wala Kamli Wala

Kamli wala, kamli wala, kamli wala,kamli wala Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale Wo hai badshah-e jahaan, Jameel-o-jaleel wo aisa, dur karde har ek gum ko, wo hain data aisa, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale Arzoo hain wo, tamannah hai wo, ilahi ki haseen roshni hai wo, zindagi hai wo, bandagi hai wo, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)kamli orne wala, Apne kamli mein chupale Muzammil usi ka naam, Mudassir usi ka naam, hazir-o-Nazir wahi hain, zahir wahi hain, batin wahi, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein...

Kadi Meynu Vi Bulaley Us Dar Pey

Kadi meynu vi bulaley us dar pey, kadi meri vi tamana poori kardey Madinay vich rehn vale’a, meray Sohney’a Madinay vich rehn vale’a Dam dam yaad teri diil vich rehndi’ey, rohndi’ya ney akhiya tey neendar na pendi’ey Sanu sabz Gumbad dikh’ladey, kadi meri vi tamana poori kardey Madinay vich rehn vale’a, meray Sohney’a Madinay vich rehn vale’a Sadqa shahida da dur hovan duriya, sadlo jii kowl mukh javan majbooriya Sarey suthey naseeb jaga dey, kadi meri vi tamana poori kardey Madinay vich rehn vale’a, meray Sohney’a Madinay vich rehn vale’a Kali kali zulf tey ankh mastani’ey, Sohney’a hai saab teri duniya deewani’ey Eyk noori jaalakh dikh’ladey, kadi meri vi tamana poori kardey Madinay vich...

Kardo Aqa Karam

Kardo Aqa karam, Kardo Aqa karam Lab pey jaari sadaa, kardo Aqa karam Key raha hai jahaa, hu gadaa-e-Nabi Rakh low data barang, kardo Aqa karam Jiis taraa apney dee yaha par khushi Hashr mein bhi miley, kardo Aqa karam Dar mein pohncha, toh diil ney kaha par mala Maaf ho sab hataa, kardo Aqa karam Kiis ki jaanib chalu, kis ka mu mein taku Chor kar yeh chalaa, kardo Aqa karam Haazri key liye, jiitney behchen hai Izn-e-Tayba miley, kardo Aqa karam Ap haazir hai, ap naazir bhi hai Ik nazaar soo’ey ma, kardo Aqa karam Aaj peyba kara, hii banaa hii diya Khuld ka bhi banu, kardo Aqa karam Mar’zey isiya sey ab toh, mein chur huwa Dey doh kaamil shifaa, kardo Aqa karam Kown detaa hai, denay koh mu chahiye Haath peyla diya, kardo Aqa karam Saa’iley daar huwa, shaqirey bey nawa Ilm...

Kabhe Da Ghulaf Kala

Kabhe da Ghulaf kala, duroun lehraye ni Mangho ni duoen moula sab nou bulaye ni Paak Madine diya shana ni sunawaan main Roze Paak dei nazare ki ki batawa main Othe Raab rehmaataan da meen barsaye ni Khane Kabhe hajji ja ke kar dei tuwafni nale hajji ronde naale chumde Ghulaaf ni Kabhe da khatab othe sonah mil jaye ni Aisi intezari wich umar guzari we Allah Jane kaddo ani aajezaan di wari ae Othe jayejithe dukh mukh jande ne sari nii  

Kaun Hai Jiska Muqaddar

kaun hai jiska muqaddar, Mustafa ne saanwara nahi Tere Dar ke siwa SHAH ab do jahan me guzara nahi Koee manay nah manay yeh sun le bus yehi faesla hai Khuda ka Jo Tumhara nahi Ya Habeebi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  wo to hargiz hamara nahi Aao nukhtaun ka mai bhaid kholoon, kyun hai be nukhta Naam e Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Naam par jo bojh nukhte ka aae, RABB ko yeh bhi gawara nahi Hai dawa har alam ki yeh sahil, bus mere Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ko pukaro Jabse naat e Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai zabaan par, mera gardish me tara nahi

Khairul Bashar Par Lakho Salam

Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Jinno Malaek Tere Ghulam Sab se siwa hai Tera Muqaam Yaseen O Taha Tere hi naam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Ala se Ala Tera Muqaam Sab Ambiya ka Tu hai IMAM Kul Aulia hai Tere Ghulam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Arshe baree tak charcha Tera Shams o Qamar hai Sadqa Tera Yeh mahe kamil husne tamam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Sab ko mayas’sar ho yeh muqaam Pahoonche Madine bankar Ghulam Padhte Darood aur Padhte Salam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Itna Karam to Farmaiye Rauze pe sab ko bulwaiye Hazir yahaan hai jitne ghulam Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Teri Sana hai mera nase...

Kamli Wale A’amil Mera Tarpe Hai Dil Gham Bulana

Kamli wale a’amil mera tarpe hai dil gham bulana Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  main tera dewana Tu ne arshe muala pei ja kar aur a’azaboun se ummat pacha kar Saans sukh ka liya saair-e-Jannat kiya – Jawaana Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  main tera dewana Tere dar pei main aya sawali chomoun Sabz-Gumbad ki main jali Main darood paraan seine Jali laga Sakhi Sultana Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  main tera dewana Tere dar pei main aya sawali dena khair na moor na khali Main houn mangta tera tu hai daata mera khair pana Yaa Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  main tera dewana Tere Ka’abe dei gird chofere lagaye Hajiaan chakkar batehre Sab tovaaf karan nale nafal paraan bosa laana Yaa Muhammad (s...

Kaa’be Pei Pari Jab Pehli Nazar

Kaa’be pei pari jab pehli nazar kya cheez hai Duniya bhul gayi Youn hosh-o-khard maflooj hote Dil zook-e-tamasha bhul gayi Ahsaas ke parde lehraye imaan ki haraarat teezi hoyi Sajdoun ki tarap Allah Allah sar apna sooda bhul geya Poncha jo Haram ki Chookhat tak aik ibre karam ne gheer liya baqi na raha phir hosh mujhe kya mangha aur kya kya bhul geya Jis waqt dua’a ko haat uthe yaad na saka jo socha tha Izhaar-e-aaqeedat ki dahan mei izhaar-e-tamana bhul geya Har waqt barasti hai hai rehmat kaa’be mein Jameel Alllah Allah Khaki houn main kitna bhul geya aati houn main kitna bhul geya  

Kiskay Jalwo Ki Jhalak Hai Ye Ujala Kiya Hai

kiskay jalwo ki jhalak hai ye ujala kiya hai har taraf wiada hairat zada tak ta kita hai mange man manti munh mangi murade le ga na yaha na hai na mangta se ye kahna kiya hai hum hai unke wo hai tere to huve hum tere is se badkar teri samt aur wasila kiya hai un ki ummat me banaya unhe rahmat bheja yu na farma ke tera raham me dawa kiya hai sadqa pyare ki haya na la mujhse hisab baqsh be puche lajaye ko laja na kiya hai zahad un ka mai gunahgaar wo mere shafi itni nisbat mujhe kiya kam hai tu samjha kiya hai bebasi ho jo mujhe pusishe aamal ke waqt dosto kiya kahu us waqt tamanna kiya hai kash fariyad meri sunakr ye farmaye huzoor haan koi dekho ye kiya shor hai ghogha kiya hai kon aafat zada hai kis pe bala tuti hai kis musibat me giraftar hai sadma kiya hai kis se kahta hai ke lillah qab...

Eh Sarware Dunya O Deen

Eh Sarware Dunya O Deen (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Teri Niraali Shaan Heh Dar Heh Tera Rashke Haram Chehra Tera Quraan Heh Khatme Rasool, Mukhtare Gul Nabiyo Ka Thu Sultaan Heh Surat Teri, Husne Azal Tujhpe Jaha Qurbaan Heh Mangtoh Ko Aaka Rak Baram Karde Karam Shahe Umam Dookiyo Ki Mushkil Taalna Tere Liye Asaan Heh Mehraj Ka Doolha Heh Thu Khaliq Ke Dar Pochcha Heh Thu Thu Heh Habibe Kibriya Thu Arsh Ka Mehmaan Heh Darse Tere, Vaabastagi Dono Jaha Ki Behtari Nisbat Teri Yaa Mustafa Imaan Ki Pehchaan Heh  

Kiya Majal Kisi Ki Jo Sarkar Ki Barabari Kare

kiya majal kisi ki jo sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki barabari kare ungli se ishara karde chand ke tukde ho jai. sarkar ke akhlaq ki quran jo taarif kare pyare Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke akhlaq se kafer bhi musalma ho jai mere Aqa muqtar hai majboor nahi pyare mangta aya jo wo sultan ho jai sarkar namaz me kabe ki samt rukh kare sahaba kahte the jo sarkar kare wo ho jai namaz-e-asr ali (radi Allahu ‘anhu) qaza nahi ada kare sarkar ishara karde duba hua suraj wapis ho jaey ho nazre inayat hum asiyo par sarkar mere taake hamari qismat ke sab gardishe dur ho jai sarkar JABER pe ho jai karam ki nazre Madine mein iska lasha dafn ho jai