Salli ‘ala Nabiyyina, salli ‘ala Muhammadin Salli ‘ala Shafiyinna, salli ‘ala Muhammadin Ham bhi Madine jaye gei ajj nahi to kal sahi Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hamme bulaye gei ajj nahi to kal sahi Galiyoun mein ghum ghum kar Khakhe Madina chum kar Nazroun se ham lagaye gei ajj nahi to kal sahi Galiyoun mein jhum jhum kar khakhe Madina chum kar Naatein Nabi suanein gei ajj nahi to kal sahi Dekha jo Un ko baanethe main ne bhi bar ke shouk se Daste ata ke samne daste talab barha diya Aamade Mustafa hoyi roshan zamana ho geya Jin ke Huzoor ho geye un ka zamana ho geya Haal dil sunayein gei ajj nahi to kal sahi Bighri apni banaye gei ajj nahi to kal sahi Salli ‘ala Nabiyyina, salli ‘ala Muhammadin Salli ‘ala Shafiyinna, salli ‘ala...
Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Wohii rab hai jis ne tujh ko hamah tan karam banayaa Hamain bhiik maangte ko teraa aastaan bataayaa Tujhey hamd hai khudayaa Tujhe hamd hau khudayaa Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Tumheen haakim-e-barayaa tumheen qaasim-e-atayaa Tumheen daaf’e balayaa koii tum saa kown aayaa Tujhey hamd hai khudayaa Tujhey hamd hai khudayaa Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Woh kanwaarii paak Maryam wok nafakhto fihii kaa dam Hai ajab nishaan-e-azam magar Aminah ka jaayaa Wohii sab se afzal aayaa Tujhey hamd hai khudayaa Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Allahu Yahii bowle s...
Mowlaya salli wasallim daa iman abadan ‘Ala habiibika kheyril khalqi kulli himi Muhammadun sayyidul kowneyni wa thaqaleyni Wal fariiqeyni min unrbinw wamin aajami Huwal habiib ulladhi turja shafa ‘aatuhu Likulli howlim minal ahwaali muqtaahimi Ya akramal khalqi maali man aloo dhubihi Siwaaka ‘inda hululil haadithil amaami Fa inna min juudi kad dunya wa da rataha Waamin ‘ulumika ‘ilm al lowhi wal qalaami
Lam yaati naziiru kafi nazarin mislay to na shud peda jaana Jag raaj ko taaj toray sar sohay tujh ko shahay do saraa jana Al bahru ala wal mowju tagha man baykas o tufaan hoash ruba Manjdhaar mayn huun bigrri he hawa mori nayya paar laga jaana Ya shamsu nazar ti ilaa leyli chuba teyba rasi arzay bakuni Tori joat ki jhaljhal jag mayn rachi mayri shab nay na din hona jaana Laka badrun fil wajhil ajamal hat haala e mezulf abr e ajal Toray chandan chandar par wo kundal rahmat ki barsan barsa jaana Ana fi ata shiunw wasahaka atam eh gaysu-ay paak eh abr e karam Barsan haaray rim jhim rim jhim do buund idhar bhi ghiraa jaana
Bulalo phir mujhay ey shahe bahrobar, Madinay main Main phir rota huwa aoo, teray dar par Madinay main Na dowlat dey nah showhrat dey, mujhay bas yeh sahaadat dey Teray kadmo main marjaoon, main ro ro kar Madinay main Madinay jaaney waalo jaao jaao Fi Aman’illah Kadi toh apna bhi lag jaey ja bistar Madinay main Meraa gham bhi toh dekho, main paraa hoo duur Tayba sey Sukoon aey’ga bas meraa dil-e-muztar Madinay main Salaam-e-showq kehna haajio meraa bhi ro ro kar Sunaana dastaney gham meri ro kar Madinay main Madina is liye Attar jaan-o-diil sey hai pyaara Key rehtay hain meray Aqa meray diil bar Madinay main
Mangton ko sultan banaya mere kamli walay (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne Jab apna darbar lagaya mere kamli walay ne Mal-o-zar ki bat nahin he sab ye karam ki batain hain Jis ko chaha dar pe bulaya mere kamli walay ne Jis per apna rang charhaya mere kamli walay ne Data farid or khuaja banaya mere kamli walay ne Baara rabi ul awal ke din noor-e-khuda ki kirno se Aminah (radi Allahu ‘anha) tera gher chamkaya mere kamli walay ne Jitna kharch mai karti jao utna barhta jaye hai Baksh dia aisa sarmaya mere kamli walay ne Unka ziker kertay kertay neend ali jab ai mujhay Mujh ko apna jalwa dikhaya mere kamli walay ne
Mayri baat ban gaii he tayri baat kartay kartay Tayray shehr mayn meyn aa-oon tayri naat parrtay parrtay Tayray ishq ki badolat mujhay zindagi mili he Mayray paas bhi he aaii mayri moat dartay dartay Kiss cheez ki talab he na he aarzoo hi koii Toon nay itna bhar diya he kashkol bhartay bhartay Mayray soonay soanay ghar ko kabhi naymatayn ataa kar Meyn divana ho gaya hoon tayri raah taktay taktay Meyn na ja-oon ga o darbaar kabhi chhoarr kar yay galiyaan Kay, meyn poancha hoon yahaan tak mayray yaar martay martay He jo zindgaani baaqi yay irada kar liya he Tayray mukiron say aaqa meyn maroon ga larrtay larrtay
Chour fikr dunya ki chal madinay chaltay heyn Mustafa ghulamon ki qismatayn badaltay heyn Naqsh kar lay seenay par naam sarwaray deen ka Yay wo naam he jiss say sab azaab ttaltay heyn Sirf saari dunya mayn wo heyn kucha-ay ahmad Jiss jaga bhi ham jesay khhotay seekay chaltay heyn Aamina kay paalay ka kali kamli walay ka Jashn ham manatay heyn jalnay walay jaltay heyn Ham ko roaz milta he sadqa kamli walay ka Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ttukron par khush naseeb paltay heyn Rahmaton kay sa-ay mayn saatth saatth chaltay heyn Mustafa kay deevanay ghhar say jab nikaltay heyn Naat e mustafa sunn kar aag sard hoti he Zikr e mustafa sunn kar sangay dil pigaltay heyn
Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri Farsh Kiya Arsh Pe Jaari Hai Hukumat Teri Jholiyan Khol Ke Be Samjhe Nahi Doar Aaye Hamein Malum Hai Daulat Teri, Aadat Teri Humen Malum Hai Ke Wah Kiya Joodh-o-Karam Hai Shahe Bat’ha Tera Ke Nahi Sunta Hi Nahi Maangne Wala Tera Tu Jhooliyan Khool Ke Be Samjhe Nahi Doar Aaye Humen Malum Hai Daulat Teri Aadat Teri Tu Hi Hai Mulk-e-Khuda Milk-e-Khuda Ka Malik Raaj Tera Hai Zamaane Main Hukumat Teri Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri Majma-e-Hashr Main Ghabrayi Hoi Phirti Hai Dhoondne Nikli Hai Mujrim Ko Shafa’at Teri O Chain Paayen Gay Tarapte Howe Dil Mehshar Main Gham Kisse Yaad Rahe Dekh ke Soorat Teri Dekhne Waale Kahan Karte Hain Allah Allah Ke Yaad Aata Hai Khuda Dekh Ke Soorat Teri Aur Hum ne Mana ke Gunahon Ki Nahi ...
Apna Haram dikha de Dono jahan ke Malik Kismat Meri Jaga De Dono Jahan Ke Malik Aye Mere Mola Mola Mola Mola Aey Mere Mola Mola Mola Mola Barson se Arzoo Hai -Taiba Ki Arzoo Hai Ek Baar hi Dikha DE Har Saal hi Dikha de Dono Jahan Ke Malim Aye Mere Mola Mola Mola Mola Aey Mere Mola Mola Mola Mola Ishq-eNabi ki Khusboo Karya-e-Jaan Main Rkha De Ulfat Main Dil Basa De- Dono Jahan ke Malik Aye Mere Mola Mola Mola Mola Aey Mere Mola Mola Mola Mola Duniya o Akhirat ke Har Gham se Tu Bari Hai Mujda Mujhe Suna De Dono Jahan ke Malik Aye Mere Mola Mola Mola Mola Aey Mere Mola Mola Mola Mola Duniya ke Har Sitam se Uqba ke Har Alam se Daman Mera Chupa de Dono Jahan ke Malik Aye Mere Mola Mola Mola Mola Aey Mere Mola Mola Mola Mola Baitha Nabi ke Dar Jiss Dam ko Yeh Gada Hai Uss Dam isse Pana de Dono ...
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate Bichchate Teri Hasraton Main,Teri Chahton Main Bade din Howe Ghar Sajaate Sajaate Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai Mera Yeh hai Emaan,Yeh Mera Yakeen Hai -Mere Mustafa Sa Na Koi Haseen Hai Ke Rukh Unka Dekha Hai Jabse Qamar Ne Nikalta Hai Moo Ko Chupate Chupate Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai Qayamat Ka Manzar Bada Purkhatar Hai – Magar Mustafa ka Jo Deewana Ho Ga Who Pul Pay se Guzre Ga Masroor Ho Ke – Naara Nabi Ka Lagate Lagate Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai Mere Lab Pe Mola,Na Koi Sada Hai – Fakat Mujh Nikamme ki Yeh Hi Dua Hai Meri Saans Nikle Dar-e- Musftafa Pe – Gham-e-Dil Nabi Ko Sunate Sunate Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate Bichchate Teri Hasraton Main,Teri Chahton ...
Thu Shamm-e Risalath hai – Alam Tera Parwana Thu Shamm-e Risalath hai – Alam Tera Parwana Aa dhil Men Tujehe Rakloon – Eh Jalawa Eh JaanAna Bus Itna Karam Karna – Eh Chashme KareemAna Jab Jaan Laboon Par Ho (Aqa) – Thum Samene A Jana Khatthe hain Tere Darka – Pitthe hain Tere Darka Paani Hai Tera Paani – Dhana Hai Tera Dhana Duniya Men Mujhe Apna … – Thum Ne tho Banaya hai… Mahshar Men Bhi Kehdena (Aqa) – Yeh Hai Mera Deewana Aa dhil Men Tujhe Rakloon – Eh Jalwa eh jaan ana Pine Ko Tho Pilunga – Par Sharth Zara See hai… Ajhmeer Ka Saaqi Ho – Baghdhad Ka MenKhana Jee Chahtha hai thohfe men – Bhejunga Unhen Akke Dharshan Ka Tho Dharshan ho – Nazrane ka Nazrana Aa dhil Men Tujhe Rakloon ̵...