Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Rasula Llah As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Habiba Llah Jab Talak Yah Chand Tara Jheel Meelata Jayanga Tab Talak Jasna Wiladat Hum Manata Jayanga Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya Hai As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Rasula Llah As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Habiba Llah Naate Mahbooba KHUDA Sunta Sunata Jayanga YA Rasula Llah Ka Nara Lagata Jayeinga Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Rasula Llah As-salatu wa s-salamu ‘alayka ya Habiba Llah Char Janib Hum Diya Ghee Kay Jalata Jayanga Ghar Toh Ghar Sara Mohalla ...
Meri barbaad basti ko basa do, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kinaray par meri kashti laga do, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Merey tareek dil par nuur ki basaat ho ja-ay Merey qalb a syaah ko jagmaga do, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ghira huun marz e issiyaan mayn gariftar e masa-ib houn Mujhay iss kaid say li Llah bacha do, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mera maskan Madina ho mera madfan Madina ho Mera seena Madina hi bana do, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) yeh ankheyn aap key deedar ki talib hai muddat say ruhay pur nuur say pardah hata do, ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)
Tere ishq di dolat mil jae, Dunya di dolat ki karni Tere dar di gadai lab jawe, Shaahi di shokat ki karni? Eho arzu mere seene wich, marra jiwa shehr Madine wich Bane qabr Madine wich meri Etho di turbat ki karni Mil jawe Madine diya galiyan, Ja rob kashi leyi je mainu Aisi khidmat wich barri azmat hai, Shahaa di khidmat ki karni Rabbe mere laba te Teri sana Mera dil wi labe Tera madha saraa, Parha Naata Teriya harr welle, Kisi haur di midhat ki karni Jidi naal Tu raazi, Rabb raazi, Jidi naal khafa, Rabb di khafa Teri chaahat andar sab kuch hai, Kisse haur di chaahat ki karni Eho aarzu ik riyaz diye, eho aarzu puuri ho jae, Kara dhikr tera, karda har dam kisse wele di fursat ki karni Tere dar di gadai lab jawe shahi di shaukat ki karnia
Karam ke badal baras rahe hain, dilon ki kheti hari bhari hai yeh kon aya ke zikr jinka, nagr nagr hai galli galli hai Diye dilon ke jala ke rakha, Nabi ki mahfil saja ke rakhna Jo rahat-e-dil sukun jaan hai, woh zikr zikr-e-Muhammadi hai Jo gaaliyah sun ke dein duaein, barro ko apne galle lagaey saraapa lutf-o-karam jo thahri woh mere aqa ki zindigi hai Nabi ko apna Khuda na mano, Khuda se lekin juda na jano Yeh Ahl-e-iman ka yeh aqida, Khuda Khuda hai Nabi Nabi hai Main apni qismat pe kyoun na jhumoun, main kyoun na waliyon ke dar ko chumoun Main naam-e-laiwa Mustafa ka, Khuda ke bandon se dosti hai Hai dosh par jin ke kamli kali wohi to hain do jahan ke waali koi sawali na bejha khali yeh shan mere karim ki hai Na mangu dunya ke tum khazane Niyazi chalein Madine ke badshah se bharh ke p...
When facing hardships in life For once, please STOP Think of our Beloved Prophet Muhammad & his Sahaba And the hardships they all went trough… They chose the right path Never once did they choose the way of the unjust Never once did they loose hope All this because of FAITH Yes, Faith in Allah, the Almighty Faith in Allah changes the life Hatred in people turns into love This is one of the virtues of being patient You have Allah as your Lord You have Prophet Muhammad as a great example You have the Sahaba as a inspiration What more do you need? The Sahaba embrassed the death with joy It brought them near their Creator Why do you cry over sorrows when the prople before you have suffered more? In hardships were they calm Had patience and love of Allah and His Beloved Let us try to ...
Khushiyon ka sawan layaa hai milaad ka mosam aaya hai Ik kaif sa chaaya hai milad ka mosam aaya hai Ab chaak jighar se silthey hain ghunchey khushiyon ke khithay hain Ab fazal o karam ka saya hai milaad ka mosam aaya hai Ghilmaan o malaik janat ko kuch aur mazeeyun kartey hain Moulah ne khuld sajaaya hai milaad ka mosam aaya hai Sarkaar ke amad par rab ne apni kudrat dhiklahee hai Rehmat ka meena barsaaya hai milaad ka mosam aaya hai Kalyion kalyion par jowban hai poolho poolho par jowban hai Ghuncha ghuncha muskaaya hai milaad ka mosam aaya hai Kurbaan Haleema me tujh par hain tere ghodee main sarwaar Ye kesa mukadar payaa hai milaad ka mosam aaya hai
Mera dil aur meri jaan Madinay waley Tujh peh sow jaan sey qurbaan Madinay waley Bhar dey bhar dey meray Aqa meri jholi bhar dey ab na rukh bey sar-o-samaan Madinay waley Tera dar chowr kai jaaun tho kahan jaaun mein meray Aqa meray Sultaan Madinay waley Phir thamanaey ziyarath ney kiya dil beychaeyn phir Madinay ka hai armaan Madinay waley Sabz Ghunbad ki fazaaon mey bula lo mujh ko tera ghaafil hei pareeshan Madinay waley Likh dey likh dey meri qismat mey Madinay likh dey hai teri milk qalamdaan Madinay waley Sag-e-Taibah mujhay sab kahe key pukaray Baydam yahi rakhein meri pehchaan Madinay waley
Har waqt Tasaw’wur mein Madine ki gali ho Aur yaad Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki mere dil mein basi ho Do soz Bilaal AQA mile dard Raza sa Sarkaar ata ishq Owais-e-Qarni ho Ai kaash! mai banjaoon Madine ka musafir Phir roti huwi Taibah ko baraat chali ho Phir Rehmat-e-Bari se chaloon soo-e-Madina Ai kaash! muqaddar se mayas’sar woh ghadi ho Jab aaon Madine me to har chaak girebaan Aankhaon se barasti huwi ashkaun ki jhadi ho Ai kaash! Madine mein mujhe maut yoon aajae Qadmaun mein Tere sar ho meri rooh chali ho Jab leke chalo gharibaan ko janazah Kuch khaak Madine ki mere munh pe saji ho Jis waqt nakirein meri qabr mein aaein Us waqt mere lab pe saji Naat-e-Nabi ho ALLAH! karam aisa kare tujh par jahaan mein Ai Dawate Islami teri dhoom machi ho AQA ka gada h...
Oh mountains of makkah Oh Mountains of Mecca, what can you say Of the day that Abraham passed your way And He was instructed by God to build A House of peace where people will pray And they will come on every lean Camel and out of every lean for the purpose of praising Allah to glorify Allah Oh Mountains of Mecca, what can you tell Of the day when stones from the sky fell Destroying an army determined to break The House of Allah that Abraham built Oh Mountains of Mecca, how was the dawn On the day that my Prophet Muhammad was born How did it feel knowing he was to be, the last and most beloved of all Rasul of Allah, Nabi of Allah Oh Mountains of Mecca, you were there When the Prophet Muhammad climbed down in despair Engraved in his heart were the words of his Lord To all of mankind this wa...
Aqa aqa bol banday aqa aqa bol Zikr nabi tu karta ja yay zikr barra anmol Aisa din bhi aaja-ay sarkar kay dar pay betthay ho Lab khamosh zubaan ban ja-ay aansu arza kartay ho Un kay dar pay ronay waalay, dil say kucch to bolol Sarkar e do aalam pyaray aqa jidhar say guzra kartay thay Shajr gawaahi dayta tha or pathar kalima partay thay Noor e khuda kay munkir ab to, apni aankhayn khol Aow chalo deewano saaray shehr e madinah chaltay heyn Mayri kya oqaat he sab hii un kay dar say paltay heyn Ghairon ko bhi daytay heyn, bin maangay bin mol Jab say hosh sambaala he meyn unki naatayn parta huun Gustaakhi na ho ja-ay meyn sambal sambal kay chalta huun Maan ki dua-on ka sadqa, aisa mila maahol Rashid naatayn likhna parna yay he barra ihsan Un kay karm kay sadqay hii se unchi he parwan Naat e nab...
Ajj sik mitraan di wadheri aey Ajj sik mitraan di wadheri aey Keyoon dilrhii udaas gharii aey Loon loon wich showq changerii aey Ajj nennan laayaan keyon jarhyaan Mukh chand badar sha’shaanii aey Mathey chankey laat nooraanii aey Kaalii zulf te akh mastaanii aey Makhmoor akheen han mad bharyaan Is soorat noon main jaan aakhaan Jaanaan kih jaan-e-jahaan aakhaan Sach aakhaan te rab de main shaan aakhaan Jis shaan theen shaanaan sab banyaan Aehaa soorat shaalaa pesh-e-nazar Rahey waqt-e-naz’a te roz-e-hashar Wich qabar de pul theen jad hosii quzar Sab khotiyaan thiisan tadh kharyaan Laaho mukh theen mukhttat burde Yaman Man bhaanwrii jhalak dekhaa’o sajan Ohaa mithiyaan gaaleen alaao mithan Jo hamraa waadii san karyaan Aenaan sikhdiyaan te kurlandiyaan te Lakh waarii sadqey ...
Mujh pe mawla ka karam hai unki naatein parta hoon, daaman apna Rabb ab ki rahmat se mein har dam bharta hoon Me sadqe ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Me sadqe ya Habiba Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Dhoom unki naathani ki machate jaeinge Ya Rasula Llah ka naara lagate jaeinge Naathani mowt bhi hamse churah sakhti nahi Qabr me bhi mustafa ke geet gate jaye gai Mujh pe mowla ka karam hai unki naatein parta hoon, daman apna Rabb ki rahmat se main har dam bharta hoon Me sadqe ya Rasula Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Me sadqe ya Habiba Llah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kiyi guftagu ho lab par tera naam aagaya hai Tera zikhar karte karte yeh maakam aagaya Jise pike shehsaadi balagal ullah pukare Mere daast natawa me wohi jaamp aagaya hain m...