Tere Roze te awan main, madeene sanu sad sohneya Tere sadqe jawan main, madeene sanu sad sohneya Ponch jawan je tere dawar-e-shaha Sabz gumbad de wekhan nazare shaha Mana thandian chawan main madeene sanu sad sonhneya Arzan sun gade ajiz kamine diyan Wekhan raj raj ke galiyan madeene diyan Ro ro tarle pawan main madeene sanu sad sohneya Ki karan kol shae nai koi wechan de lai Dil bada tarsda roza wekhan de lai tarsda mar na jawan main madeene sanu sad sohneya Madni mahi sajan diyan sun zariyan Beet mudatan gaiyan aiyan nai wariyan Aa ke arzan sunawan main madeene sanu sad sohneya
Salle ala da ay hukm aye, Ey sab noo suna deyo Einj da parho darood ke, Madine pohcha deyo —————————————————————– Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah har wele karde Madni da damm har wele bharde Kamli wale da jerre wird kamaunde ne Gajj wajj Aaqa diyan mehfilan sajaunde ne Jitte de maydana wich, oh nai harde Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah har wele karde Madni da damm har wele bharde Bulle shah de wangu assan ishq jatauna ey Nach nach Bulle wangu Peer manauna ey Assi haan mallang panjtann darr de Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah har wele karde Madni da damm har wele bharde Cheti morri we tabiba, nai ...
Karam hi karam hai Karam hi karam hai Hoon unka gadaa kya, yeh ezaaz kamm hai.. Karam hi karam hai Karam hi karam hai Bana dijiye bigrri, Shaha aaj meri Ke haai aap ke haath, Mein laaj meri Huzoor aap se do jahaan, ka bharam hai Karam hi karam hai Karam hi karam hai Khuda ki qasam har khushi, aap se hai Yeh shehzaad ki zindagi, aap se hai Huzoor aapke dam se hi, dam mein dam hai.. Karam hi karam hai Karam hi karam hai Shab-o-roz ulfat ka izhaar karna Huzoor aap se pyaar, bas pyaar karna Huzoor aap se pyaay, bas pyar karna Huzoor aap se pyaar, bas pyar karna Yehi deen mera, yeh mera dharam hai Karam hi karam hai Karam hi karam hai Yeh taqdeer ab soyi, kaise rahegi Mujhe ab kammi koi, kaise rahegi Mere darr, mere Mustafa ka qadam hai Karam hi karam hai Karam hi karam hai Shab-o-roz ulfat ka ...
Lokan de zamane te dildar batere ne sarkar di son sanu sarkar batere ne Sarkar de ik dam ne jannat wich le jana ki hoya je mere jaye gunahgar batere ne Hasnayn da hara de sarkar huni ao is mehfil wich baithe bimaar batere ne jis waqt khuda kehna mang lo jo wi mangna Mushtaq main keh dena Sarkar batere ne ik tu hi te nai nasir Sarkar da mastana tere jaye sohne de mehkhwar bathere ne
Jaano dil qurban hai wo to aashiqo ki jaan hai Marhaba kitna sohna Nabiyon (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka sultan hai Mera ghar aulado jaan mehoob par qurbaan hai Marhaba kitna sohna Nabiyon ka sultan hai Zulf hai wallail unki wadduha rukhsar hai Khulq hai unka azeem Qur’an ka shi’ar hai Warafa’ana laka zikrak rab ka ye farmaan hai Marhaba kitna sohna Nabiyon ka sultan hai Chand ke tukde kiye sooraj piraya aap ne Kankri bejaan thi kalama padhaya aapne Maliko Mukhtar aaqa kaisa wo zeeshan hai Marhaba kitna sohna Nabiyon ka sultan hai Har ghadi anwaaron rehmat ki waha barsaat hai Jis jagah par jalwa farma Mustafa ki zaat hai Nikle dam Taiba me Mawla ye mera armaan hai Marhaba kitna sohna Nabiyon ka sultan hai
huzoor (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) aajiz nikamey aaye qabool howe salaam aqa salaam do jag de taajdara salaam khayr ul anaam aqa naa maal o zar da na aqlaan shaqlan na aarzoo da tareeqa koi dobara aawan di aas le ke kharre ne dar te ghulaam aqa asan gunahgaar gandeya mandeya nun roz mahshar tera sahara ghulaman nun yaad rakhna aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jis dam pilao kausar de jaam aqa tere siwa teri baargah wich asan nikameyan nun koun jaane aethe jibril warge karde ghulamiyan subh o shaam aqa tere daware ton hath ke shaha sajjan nun mangan da wal nai aunda main aal teri da haan gadagar huzoor mangda nai aam aqa
aankhon ko woh pur kaif nazare nahin bhule woh din jo madine mein guzare nahin bhule bechain hai ik baar uthe phir wohi ungli mohtaab ko aqa ke ishare nahin bhule ghir jaon main ji chahe mera phir se bhanwar mein aqa ne diye the jo sahare nahin bhule islam ke gulshan ko bachaya tha jinhon ne karbal ko woh zahra ke dulare nahin bhule taiba ki haseen raat mein faarooqi humari taqdeer ke chamke jo sitare nahin bhule
Lo jhoom ke naam Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka Iss naam se rahat hoti hai Iss naam ke sadqe baithe hain Iss naam se barkat hoti hai Yeh shaan-e-karam Allah ghani Allah ka diya dete hain Nabi Dekhe to sadda de kar koi Har cheez inayat hoti hai Naaton ke sajaate hain gajre Parhte hain salaamon ke naghme Koi maane, maane na maane Apni to ‘ibadat hoti hai Mausam to badalte rehte hain Armaan machalte rehte hain Dekhein kis waqt Madine mein Jaane ki surat hoti hai Khushbakht musafir tayba ke Ho saamne jab darbar-e-Nabi Youn dekho Gumbad ko jaise Quran ki tilawat hoti hai Apne dukh dard musibat mein Dunya mein hazaaron rote hain Jo yaad-e-Nabi mein askh gire Us ashk ki qeemat hoti hai Apne to Niyazi apne hain Ghayron ne bhi humse pyar kiya Sab naam-e-Nabi (salla Llahu ...
hanjuan naal moun dho lain na main yaadan di khushbo lain na jadon yaad Madina yaad aunda main nukre bai ke ro lena chale jis wele purey di hawa Madina sanu yaad aunda au rab kare na madine ton juda madina sanu yaad aunda aye rasool e amin, khatam ul mursalin tujh sa koi nahi, tujh sa koi nahi hai yeh apna aqeeda, basid ko yaqeen tujh sa koi nahi, tujh sa koi nahi dunya mein ehtaram ke qbil hain jitne log main sab ko maanta hoon lekin mustafa ke baad hai yeh apna aqeeda basid ko yaqeen tujh sa koi nahi tujh sa koi nahi meri nazar wich jache ki hor koi meri akh huzoor nal larri hoi ae mere dil de ayine wich ki dassan soorat paak Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) di jarri hoi ae malakul maut kadde kiwe jaan meri jo aus zulf e daraaz wich arri hoi ae abe hashr da howe ki khauf ma...
woh mah-e-farozan woh nayyar-e-taaban mera mustafa hai mera mustafa hai woh bara rabi ul awwal ko aya jo awwal bana hai mera mustafa hai to kya tu ne dekha woh mausam badalna woh pathar zameen par phoolon ka khilna woh arsh-e-ula ka zameen par utarna jo haan utra hai mera Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai to kya tu ne dekha hai quran ko chalte ke sehra mein jaise darya hon behte woh tareek raaton mein suraj nikalte jo haan nikla hai mera mustafa hai to kya tu ne dekhi hai aisi qabaein ke mah o mahar bhi lein jin se ziayein woh paivand ke jaisi saji kehkashaein jo yeh pehnta hai mera Mustafa hai to kya tu ne dekha woh rahmat ka manzar idhar se dua’ein udhar se hain pathar woh taif ki wadi woh dawar ka dilbar jo tanha kharra hai mera Mustafa hai to kya tu ne dekha woh a...
Akhri waqt mein kya raunaq e dunya dekhoon Ab toh bas ek hi dhun hai ke Madina dekhoon Isne bhi Madina dekh liya usne bhi Madina dekh liya Sarkar kabhi toh mai bhi kahoon maine bhi Madina dekh liya Ab toh bas ek hi dhun hai ke Madina dekhoon Mainu majburiya te dooriya ne maareyaa Sadh lo Madine Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) karo meherbaaniyan Tussaan te hai derra main ton bari door la leya Sadh lo Madine Aaqa Karo Meherbaaniyan Ab toh bas ek hi dhun hai Ke Madina dekhoon Phir karam ho gaya main Madine chala Jhoomta jhoomta main Madine chala Saakiya meh pila main Madine chala Mast o bekhud bana main Madina chala Mere Aaqa ka dar hoga paysh e nazar Chahiye aur kya main Madine chala Ab toh bas ek hi dhun hai Ke Madina dekhoon Ek roz hoga jana Sarkar ki Gali mein Hoga waheen thika...
Baat jo kijiye aur jab kijiye Saath me zikr-e-mehboob-e-rab kijiye Chahatein ho mile, zoq, aansoon bahein Laghw baatoon se bund apne lab kijiye Lo wo minaar o gumbad nazar aa gayein Ab salaam arz sab ba-adab kijiye Qalb-e-tareek par rakh ke apna kadam Chand naa mere mah-e-arab kijiye Dar pe aa kar bikari phire namuraad Ye gawara bala aap kab kijiye Wo nawaze ge khali na loataaye ge Unse haajat hal apni sab kijiye Mar raha hoon gunaahoon ke amraaz se Ik nazar jaan pe jaan balab kijiye Zindagi me hazaaroon safar kar liye Dil ne chaha, na chaha magar kar liye Ab dar-e-mustafa ka safar kijiye Sunke faryaad imdaad ko aagaye Yaad Ubaid-e-Raza unko jab kijiye