Muda’a zeest ka mene paaya Rahmat e Haq ne kiya phir saya Mere Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne karam farmaya Phir Madine ka bulawa aaya Pehle kuch ashk bahaa lu to chalu Ek nayyi naat sunaa lu to chalu Syyedi Anta Habibi Chand taare mujhe dekhe ge Mahpaare bhi mujhe dekhe ge Khud nazaare bhi mujhe dekhe ge Ghum ke maare bhi mujhe dekhe ge Main nazar sab se bacha lu to chalu Ek nayyi naat suna lu to chalu Syyedi Anta Habibi Samne ho jo dar e lutf o karam Me karoo arz ke Ya Shah e Ummam Aagaya aap ka muhtaaj e karam Is gunahgaar ka rakhiye ga bharam Shawq ko arz bana lu to chalu Ek nayyi naat suna lu to chalo Syyedi Anta Habibi Un ki midhat me hain jeena mera Kaise doobe ga safina mera Dekh lo cheer ke seena mera Dil hain ya Sheher e Madina mera Dil Adeeb apna dikha lu to ...
Hirz e jaan zikr e shafaat kijiye Naar se bachne ki surat kijiye Un ke dar pe jaise hain mit jayiye Naatuaano kuch to himmat kijiye Un ke dar par baitiye ban kar faqeer Benawaao fikr e sarwat kijiye Jin ka husn Allah ko bhi bha gaya Aise Pyaare se muhabbat kijiye Naara kijiye Ya RasoolAllah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka Mufliso saamaan e dolat kijiye Hum tumhare ho ke kis ke paas jaaye Sadqa Shehzaado ka rahmat kijiye Aap Sultaan e jahaan hum benawaa Yaad hum ko waqt e nemat kijiye Tujh se kya kya ae mere Taiba ke Chand Zulmat e ghum ki shikaayat kijiye Dar badar kab tak phire khasta kharaab Taiba me madfan inaayat kijiye Phir palat kar mun na is jaanib kiya Such hain aur dawa e ulfat kijiye Uqrabaa hub e watan behimmati Aah kis kis ki shikaayat kijiye Ab to Aqa mun dikhane ka n...
Kabhi barbaad Aqa zindigi hone nahi dete ata ki barishon mein woh kami hone nahi dete Mere sab kaam balte hain Karam Sarkar karte hain Koi deewar raste mein khari hone nahi dete Koi deewar raste mein khari hone nahi dete jo unka hai hamara hai yehi dil ko bataya hai jo unka hai hamara hai yehi dil ko bataya hai Yehi dil ko bataya hai Jo unka hai hamara hai Adoo se unke dil ki dosti ko hone nahi dete Kabhi barbaad Aqa zindigi hone nahi dete ata ki barishon mein woh kami hone nahi dete Hamesha woh hamein ehzaz par ehzaz dete hain nikamma hone ka ehsas bhi hone nahi dete Kabhi barbaad Aqa zindigi hone nahi dete ata ki barishon mein woh kami hone nahi dete Inhi ke yaad se aabaad hai, dil bhi ujaagar ka Kabhi veeraan woh dil ki gali hone nahi dete Nabi ke naam ki jo har jaga mehfil sajate hain ...
Jo samne hai Madina to dekhta kya hai yehi to kaabe ka kaaba hai, sochta kya hai mere huzoor ko ae khud sa bolne wale x 3 tum unki zaat ke baare mein jaanta kya hai x 2 yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai baroze hashr khuda khud kahe ga bandon se x 3 jo Mustafa ko na maane x2 woh maanta kya hai x2 yehi to kaabe ka kaaba hai sochta kya hai teri gali ko hi maanga hai ja ke jannat mein x 4 to is pe bole farishte yeh mangta kya hai yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai lage na jis pe qadam Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke ae hakim x 3 woh jaye su-e-haram bhi to raasta kya hai yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai agar nahin hai paseena gulon mein Aqa ka to phir batao ke gulshan ka mehakna kya hai yehi to kaabe ka kaaba hain sochta kya hai jo samne hai madina to...
khair karam wala sadi jholi paa jaavi laajaan waalerya saadi laaj nibhaa jaavi hijr judaiyan wichhonr muddatan ho gaiya tak tak raah tera honr akhiyaan ro paiyaan enha akhiyan noon deedar karan jaavi laajaan waalerya saadi laaj nibhaa jaavi thokraan khaa baithe saara jag azmaa baihte dhikde tainde honr tere dar te aa baithe assan koojean noon seene nal jaavi laajaan waalerya saadi laaj nibhaa jaavi raat andheri eh chulli gham di hanerieh, chor diti kashti assan naam tere teh eh, zahraa de baaba honr paar lagaa jaavi, laajaan waalerya saadi laaj nibhaa jaavi
chah gaey ab abre karam ho geya khatam e sitam mitt gaey ranj o alam aa gaey shah e umam li Llah ab kar do karam li Llah ab kar do karam aey sarwar e Deen aey sarwar e Deen aap sa koi nahin aey sarwar e Deen aap sa koi nahin dono aalam mein nahi, husn e Yusuf ki qasam li Llah ab kar do karam Chand mein jo hai chamak phool mein jo hai mahak Chand mein jo hai chamak phool mein jo hai mahak aur yeh rang e dhanak sab hai muhtaj e karam li Llah ab kar do karam li Llah ab kar do karam li Llah ab kar do karam aaey din phir se bhale aaey din phir se bhale qaafile Taiba chale aaey din phir se bhale aaey din phir se bhale qaafile Taiba chale sab gaey, reh gaey ham jaane kab hoga karam li Llah ab kar do karam li Llah ab kar do karam li Llah ab kar do karam Chor kar aap ka dar jaein Sarkar ke dar Chor...