Naat-e-Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki parta hoon mein Bas issi baat say ghar mein meri rahmat hogi Ik tera naam waseela he mera Ranj o gham mey bhi iss naam sey rahat hogi Ye suna hey kay bahot ghor andheri hogi Qabar ka khowf na rakna ey dil Waha Sarkar e Madina (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki ziarat hogi Unko Mukhtar banaya hey merey Mola ney Khuld mein bas wahi ja sakta hein Jisko Hasnain kay baba ki ijazat hogi Unki chokat pey parey he to bari moj mein hey Lot kay ayengey jab us dar sey Merey dil tu hi bata kya teri halat hogi Hashr ka din bhi ajab deykna vala hoga Zulf lehra key wo jab ayengey Phir qiyamat mein bhi ik aur qiayamat hogi Rashk sey door karey deyktey hogay Zaahid Jab sare Hashr gunahgaro pey Merey aaqa ka karam hoga inayat hogi Kahi Ta Ha kahi ...
Tala’al-Badru ‘alayna, min thaniyyatil-Wada’ wajaba al-shukru ‘alayna, ma da’a li Llahi da’ O the White Moon rose over us From the Valley of Wada’ And we owe it to show gratefulness Where the call is to Allah Ayyuha al-mab’uthu fina ji’ta bi-al-amri al-muta’ Ji’ta sharrafta al-Madinah marhaban ya khayra da’ O you who were raised amongst us coming with a work to be obeyed You have brought to this city nobleness Welcome! best call to God’s way Tala’al-Badru ‘alayna, min thaniyyatil-Wada’ wajaba al-shukru ‘alayna, ma da’a lillahi da
Badal de Dil ki duniya dil badal day Mera Ghaflat mein dooba dil badal day Hawa-o-Hirs wala dil badal day Mera Ghaflat mein dooba dil badal day Badal de Dil ki duniya dil badal day Khudaya Fazl farmaa dil badal day Gunah gaari main kab tak Umr kaatoun Badal day Mera rasta dil badal day Sunoun Main naam Tera dharkanon Main Maza aajaye Maula dil badal day Hataaloun aankh apni Maa-siwa say Jiyoun Mein Teri khatir dil badal day Karoun Qurbaan Apni Saari Khushiyaan Tu apna ghum ata kar dil badal day Sehal farmaa musalsal yaad apni Khudaya Reham farmaa dil badal day Para houn Teray dar par dil shikasta Rahoun kyu dil shikasta dil badal day Tera hojaoun itni arzoo hay Bas itni hay tamanna dil badal day Meri faryaad sunlay Mera Mawla Banalay apna banda dil badal day Tera hojaoun itni arzoo hay Bas...
Aankhon ka taara naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Dilka ujaala naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Puche ga Mawla laya hein kya kya Mai ye kahunga naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Allahu akbar Rabb ul-‘ula Har sheh pe likka naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Daulat jo chaaho dona jahaan ki Karlo wazifa naame Muhammad Sheda na kyu ho is par musalmaan Rabb ko hein pyaara naame Muhammad Salli ‘ala ka sehra sajaakar Dulha banaaya naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Paayi muraade donoh jahaan mein Jis ne pukaara naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Parti durood e doregi hoore Laasha jo lega naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Roze qayaamat mizana pul par Dega ...
Ya Rabb Meri Soi Huyi Taqdeer Jaga Day Aankhein Mujhay Di Hain To Madina Bhi Dikha De. Sun Nay Ki Jo Quwat Mujhe Bakhshi Hai Khuda Wand Phir Masjid E Nabawi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Azanein Bhi Suna De. Huroon Ki Na Ghulman Ki Na Jannat Ki Talab Hai Madfan Mera Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Ki Basti Main Bana De. Mudat Say Mein Inn Hathoon Say Karta Hoon Duaein In Hathon Main Ab Jali Sunehri Bhi Thama De. Moun Hasher Mein Mujhko Na Chupana Parhay Ya Rab Mujh Ko Teray Mehboob Ki Chadar Mein Chupa De. Ishrat Ko Bhi Ab Khushbu E Hassan Aata Kar Jo Lafz Kahay Hein Unhein To Tu Naat Bana De. Ya Rabb Meri Soi Hui Taqdeer Jaga De Ankhein Mujhe Di Hein To Madina Bhi Dikha De
Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) salla Llahu ‘alayhi wa sallam salla Llahu ‘alayhi wa sallam Nazar e Karam Ya Noor –e- Mujassam Sallal La Ho Alaihe Wasallam Sallal La Ho Alaihe Wasallam Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam salla Llahu ‘alayhi wa sallam salla Llahu ‘alayhi wa sallam O Dukhiyon ke Ghar ke Ujale Majbooron Ki Sunne Waale Naadron aur Lachaaron ko Tum Hi Batao Kaun Sambhale Jiss ka Nahi Koi Uss ke Ho Hamdam salla Llahu ‘alayhi wa sallam salla Llahu ‘alayhi wa sallam Reham Karo Ya Shah-e-Do Aalam salla Llahu ‘alayhi wa sallam salla Llahu ‘alayhi wa sallam Naam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Mushkil Kusha Hai Zikr-e-Muhammad Zikr-e-Khuda Hai Jiss Dar pe Daaman Hai Phailaya Humne Uss dar s...