Large Category

Madina Sohna Eh

Madina sohna eh jithe sohne (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne derre laye Sadke main onna tho jerrhe wekh madina aye Madina sohna eh, insha’alla othe jana Sunehri jalian noo assan chum chum seene lana Madina sohna eh, ki odhi sift sunawan Sohna sadh le je main lakh lakh shukar manava Madina sohna eh, payee rehmat tahtah marre Gumbad-e-hazra de chalo wekhieh paak nazaare Madina sohna eh, paeyan sare jaag te thuma Noori noori roze dee main har ik cheez nu chuma Madina sohna eh, othe chamkda noor-e-illahi Rehmatha wala eh mera sohna arabi mahi Madina sohna eh, hooran arsh tu wekhan aeya Kamli walle diyan rab shanan aap wadhayan Madina sohna eh, main akhan lakh lakh wari Authe mar jawan jithe wasde habib-e-barri Madina sohna eh, sab aakhiya nabiyan waliyan Chum lawan thawan oh jithe laya...

Sun Lo Eh Peeron Ke peer Gounsal Azam Dastageer

Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Badlo meri bhi takdeer, badlo meri bhi takdeer Gounsal Azam Dastageer Main hoon tumhare dar ka bikhari eh shahe baghdad, eh shahe baghdad Wasta tum ko pyare Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ka sun lo meri faryaad, sun lo meri faryaad Thorro gardish kee zanjeer, Thorro gardish kee zanjeer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Dar se tum ne apne kisi mangte ko nahin hai taala, mangte ko nahin hai taala Aale-e-nabi ka sadka tum ne jholli mein hai daala, jholli mein he daala Barhe peer be nazeer, barhe peer be nazeer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke pee...

Sarkar bulayein kadmon mein

Hazir ho dar-e-akdas pe gadha sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bulayein kadmon mein Mohtaaj pe ho rehmat ki ridha sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bulayein kadmon mein Do izn salami ka mujh ko ik kaif-e-dawami ka mujh ko Darkhan darkhan ki hai ye dua sarkar bulayein kadmon mein Wo lamhe Aeyen Qurbat ke simtee ho sadhiyan lamhon mein Takhta hoon jadah rehmat ka sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bulayein kadmon mein Main pyas ke sehrah mein khoya kante se halq mein chubte hein Hon sabz sunehre jaam atha sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bulayein kadmon mein  

Muje Rang De Muje Rang De

Muje Rang De Muje Rang De Maula Maula Muje Rang De Maula Tu Karim Hai Tu Rahim Teri Zaat Sab Se Azim Hai Nahi Tujsa Koi Bhi Dusra Tu Qabir Hai Tu Alim Hai. Ye Latafate Ye Inayate Hai Tere Karam Ki Wazahate Jo Chaman May Hai To Nasim Hai Jo Gulo May Hai To Shamim Hai Tu Baid Bhi Tu Qarib Bhi Tu Muhib Bhi Hai Tu Habib Bhi Tu Hararate Dil-e-Ashiqan Tu Nishan-e-Aql-e-Salim Hai Tu Hai Raazdan Sabhi Baat Ka Tu Hai Rang Bazm-e-Hayat Ka Kahin Shan-e-Khalk-e-Muhammadi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kahin Husn-e-Nutq-e-Kalim Hai Tu Habib Bhi Tu Hafiz Bhi Tu Rahim Bhi Tu Karim Hai Tu Bashir Bhi Tu Nasir Bhi Tu Kabir Hai Tu Halim Hai. Tu Mere Khayal Ke Gulshano May Basa Misal-e-Shamim Hai Tu Mere Yaqeen Ki Wusaton May Khiram-e-Mauj-e-Nasim Hai Hai Dua-e-Bismil-e-Mim Jaa(n) Ke Meri Khatao Ke Bak...

Likh Rahan Hoon Naat-e Sarwar

Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Kaif Taari Hai Qalam Par Sabz Gumbad Dekh Kar Hai Muqaddar Yaawri Par Sabz Gumbad Dekh Kar Phir Na Kyun Jhoomay Sana Gar Sabz Gumbad Dekh Kar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Masjid-e-Nabwi Pe Pohonchay Marhaba Sallay Ala Ho Gaya Jaari Zuban Par Sabz Gumbad Dekh Kar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Aap Se Buss Aap Hee Ko Mangta Hai Ya Nabi Aapka Adna Gadagar Sabz Gumbad Dekh Kar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Aah! Ae Attar Tujhse Itna Bhi Na Ho Saka Jaan Kar Deta Nichawar Sabz Gumbad Dekh Kar Likh Raha Hoon Naat-e-Sarwar Sabz Gumbad Dekh Kar Kaif Taari Hai Qalam Par Sabz Gumbad Dekh Kar Aap ki galliyon ke mangte, mujh se to ache rahe Hai sakoon unko mayassar, ...

Yeh Sarwari Hai Bhala Kya Sikandari Kya Hai

Yeh Sarwari Hai Bhala Kya Sikandari Kya Hai Dare Nabi Ka Gada Hun Mujhe Kami Kya Hai Fida Naho Jo Nabi Pe Woh Ummati Kya Hai Jo Geet Gaye Na Unke Woh Admi Kya Hai Dare Rasool Pe Le Chal Junoone Ishq Mujhe Baghair Aqa Ke Guzrey Woh Zindagi Kya Hai Tarap Raha Hai Jo Roze Ki Haazri Ke Liye Usi Gharib Se Pucho Ke Be Basi Kya Hai Nabi Ki Shaan-e-karimi Na Maan Ne Walon Mujhe Bas Itna Bata Do Ke Kaafri Kya Hai Bara Karam Hai Niyazi Madiney Wale Ka Karam Na Ho Jo Nabi Ka Woh Zindagi Kya Hai