Large Category

Na Chedo Zikr E Jannat

Na chedo zirk e jannat ab Madinah yaad aya hai Nabi ka sabz Gumbad dil ki aankhaon me samaya hai Mila karti hai mooh maange muradein Unke Rauze par Ghulamau ne Tere Dar se jo maanga hai woh paya hai Khuda ki Sultanat ke Tum ho Dulha Ya Rasoolullah (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Tumhare waaste RABB ne yeh A’alam sajaya hai Shabe Asra Mubarak baad dee yeh hooraun ne Muhammed ko Khuda e Pak ne Dulha banaya hai Namazaun me Azaan me Kalmah me aur Arsh par har ja Khuda ne naam Tera naam se apne milaya hai Zameen ko cheerte daude huwe aae hai khidmat me Darakhtaun ne isharah Aapka jis waqt paya hai Tumhari zaat par kyun kar bharosa ho na alam ko Gunah-garaun ko Tumne naar e dozakh se bachaya hai Ijabat ne liya bosah Tumhare pyare hotaun ka Dua ke waaste jis waqt Tum ne lab hilaya hai...

NA HO AARAAM JIS BIMAAR KO SAARE ZAMAANE SE

NA HO AARAAM JIS BIMAAR KO SAARE ZAMAANE SE UTHAA LEJAAYE THORI KHAAK UNKE AASTAANE SE TUMHAARE DAR KE TUKRO SE PARAA PALTA HE EK AALAM GUZAARA SUB KA HOTAA HE USSI MUHTAAJ KHAANE SE SHAB-E-ASRA KE DOOLHA PAR NICHAAWAR HONE WAALI HE NAHEE TO KYA GARAZ THEE ITNI JAANO KI BANAANE SE NA KYU UNKI TARAF ALLAH SOU SOU PYAAR SE DEKHE JO APNI AANKHE MALTE HE TUMHAARE AASTAANE SE NA POHONCHE UNKE QADMO TUK NA KUCH HUSNE AMAL HI HE HASSAN KYA POOCHTE HO HUM GAYE GUZRE ZAMAANE SE  

Ne’amatein Baant Ta Jis Simt Woh Zeeshaan Gaya

Ne’amatein baant ta jis simt woh zeeshaan gaya Saath hi munshiaey rehmat ka qalam daan gaya Le khabar jald ke ghairon ki taraf dhiyaan gaya Mere Maula mere Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) tere qurbaan gaya Aah woh aankh ke nakaame tamanna hi rahi Hai woh dil jo tere dar se pur arman gaya Dil hai woh dil jo teri yaad se ma’moor raha Sar he woh sar jo tere Qadmon pe qurbaan gaya Unhein jana unhein mana na rakhha ghair se kaam Lillah Al Hamd mai duniya se Musalmaan gaya Aur tum par mere Aqa ki Inayat na sahi Najdiyo! Kalmah padhane ka bhi ehsaan gaya Aaj le unki Panah aaj madad maang unse Phir na maanege Qayamat mein agar maan gaya Uff ray munkar yeh badha joshe ta’assub akhir Bheed me haath se kam bakht ke Imaan gaya Jaano dil hosh wa khirad sab to Madine pahonche Tum nahi ch...

Nah Kaleem Ka Tasawwur

nah kaleem ka tasawwur nah khiyaal-e-tur-e-sinaa meri aarzu Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) meri justuju Madinah main gadaae Mustafa  (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hun meri azmatein nah poocho mujhe deykh kar jahannam ko bhi aa geya paseenah mujhe dushmano nah cherho mera koi hai jahaan main main abhi pukaar lun ga naheen dur hai Madinah main mareez-e-Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hun mujhe cherho nah tabibo meri zindagi jo chaaho mujhe le chalo Madinah meray dubne main baqi nah koi kasar rahi thi kahaa “almadad Muhammad”  (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) tho ubhar geyaa safinah siwaa is ke meray dil mein koi aarzu nahein hai mujhe mowt bhi jo aaey tho ho saamne Madinah kabhi aey Shakeel dil se nah mite khiyaal-e-Ahmad (salla Llahu &#...

Nabi Kay Ishq Nay Jis Ko Haseen Banaaya Hay

Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ishq nay jis ko haseen banaaya hay Wohi Fareed, Wohi Data ban kay aaya hay Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ishq nay Jahaa kahee bhi kadam maira dagmagaaya hay Sahaara denay karam Aapka (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) he aaya hay Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ishq nay Sata sakkay gee na humko ye garmiy-e-Mehsher Hamaaray ser pay Habeebay KHUDA (S.A.W.W) ka saaya hay Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ishq nay Issi tamanna may jeeta hoo koi ye keh day Ya RASOOLALLAH (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Challo challo tumhay Sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) nay bulaaya hay Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kay ishq nay Bura samajh kay jahaan nay jo tak diya jiss ko Tairey (sa...

Naiin Koii Oqaat Oganhaar Di

Naiin koii oqaat oganhaar di Jeho jaii wi haan mein haan sarkaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) di Kyun phiraan mein mangtiyaan ton mangdi Mein te mangti haan khuda de yaar di Allah di sonh saani koii bhukh naiin Bhukhh hei te hei tere deedaar di Onaan nuun changi naiin lagdi koii shei Jhalk wekhi e jinna sarkaar di Koii sun ke khush naiin hunda na howe Gal karni e assaan sarkaar di Mehrbaanaa sohniyaa man mohniyaa Wekh ja haalat kade beemaar di Jo mili izzat niyaazi jag tay Mehrbaani hei ayh sab sarkaar di